Na Hote gar Wo

by raahgir on April 24, 2009, 05:55:56 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1151 times)
raahgir
Guest
Na hote gar wo  zindagi me to ye baat nahi hoti
Meri aankho ki ashkoon se mulakat nahi hoti

Har shakhsh se milte ajanabi banker
Yu charcha hamari sare baajar nahi hoti

Aaj ek hi ghar me rahte hain beganoon ki tarah
Yu maa, baap se rishtoo me takraar nahi hoti

Yu karta na koi faisla hamari kismet ka
Yu jindagi hamari gunahgaar nahi hoti
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jo hote by naya_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aap Jo Mil Gaye Hote by FIROZ IQBAL in Ghazals
CHUPE HOTE HAIM by sananu in Share: Poetry of Pain
*~*Hote Hai*~* by Ravinder in Shayri for Dard -e- Judai
AASHIYANE NAHI HOTE by fakhar sheikh in Shayri for Khumar -e- Ishq
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: April 24, 2009, 06:34:41 AM »
Hmmmmm..... Kafi kuch kehta hain yeh kalaam Raahgir... Good work....
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: April 24, 2009, 07:25:29 AM »
Nice work, Raahgir Ji
Logged
raahgir
Guest
«Reply #3 on: April 24, 2009, 07:34:14 AM »
Hmmmmm..... Kafi kuch kehta hain yeh kalaam Raahgir... Good work....

main samjha nahi aap kehna kya chahte hain
Logged
raahgir
Guest
«Reply #4 on: April 24, 2009, 07:36:28 AM »
Nice work, Raahgir Ji

Thank you celmira ji
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #5 on: April 24, 2009, 07:45:19 AM »
main samjha nahi aap kehna kya chahte hain

Sirf itna ke tumne ek bohat khoobsurat kalam likha hai.....aur mujhe yeh mehsoos hua ke yeh ek shau_her ke nazariye se likha gaya hain shayed....Waise dobara dad kabool ho  Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: April 24, 2009, 08:21:48 AM »
Nice work Raahgir ji Applause Applause
Logged
TruefrienD
Guest
«Reply #7 on: April 24, 2009, 08:26:06 AM »
Dard bhare pyar ki talash kab tak,
Wo na aaye to uska intzar kab tak,
Ab khud ek yakin pe shaq hone laga he,
Aakhir jhoothi aas par eitbar kab tak?


Not Mine
Logged
raahgir
Guest
«Reply #8 on: April 24, 2009, 08:30:38 AM »
Sirf itna ke tumne ek bohat khoobsurat kalam likha hai.....aur mujhe yeh mehsoos hua ke yeh ek shau_her ke nazariye se likha gaya hain shayed....Waise dobara dad kabool ho  Clapping Smiley Clapping Smiley

sajid ji hum to kunware hain to sauhar ka najariya kahan se layenge per haan aap gehrayi ka pata laga hi lete hain
Logged
diya786
Guest
«Reply #9 on: April 24, 2009, 10:45:21 AM »
bahut khoob Piyush ji Applause Applause
keep writing
Logged
raahgir
Guest
«Reply #10 on: April 24, 2009, 12:17:24 PM »
bahut khoob Piyush ji Applause Applause
keep writing


thank you kashish ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #11 on: April 24, 2009, 12:23:38 PM »
Raahgir Bhai.. Kamaal Likha Hai Dost.. Aur Last Jumla to Waqai Dil tak utar gaya.. Bahut Bahut Khoooooooob..!! Daad Kubool karen is Dost ki.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
raahgir
Guest
«Reply #12 on: April 25, 2009, 06:16:32 AM »
Raahgir Bhai.. Kamaal Likha Hai Dost.. Aur Last Jumla to Waqai Dil tak utar gaya.. Bahut Bahut Khoooooooob..!! Daad Kubool karen is Dost ki.. Applause Applause

Dear Maan

Hum ise apni khusnasibi samjhate hain ki aapko hamari rachana itni pasand aayi . Is rachana me humne apni jindagi ke kuchh sachchayiyon ko darsaya tha . shayad aaj wahi dard khushi de raha hai. ek baar fir se aap ke is comment ke liye shukriya ada karna chahunga

thank you


**~** Mann **~**
Logged
nirala
Guest
«Reply #13 on: March 31, 2011, 03:59:06 PM »
kamaal ki post hai rahgir ji.
khafa khafa kuch sarkaar nazar aate hain
dil ko gahre tak jhanjhana de aapke inn khayalon me
wo taar nazar aate hain
””
hazaaro daad hai ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 03:35:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer