Na jaane kya hai yeh???

by ranjana on September 11, 2006, 07:43:25 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 3125 times)
ranjana
Guest
«Reply #30 on: September 19, 2006, 07:40:48 AM »
shukriya Waheed bhai and Azeem bhai ... Usual Smile likha kyu nahi aap dono ne sad5
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jaane kya bimaari hai ... by Bulla Ki Jaana in Ghazals
~~**JAANE DO**~~ by ALONE BAD in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~Dil Ki Bekari Na Jaane~~ by honeyrose in Shayri-E-Dard
JAANE TU YA JAANE NA by ANKIT RAO in Shayri for Khumar -e- Ishq
eh KAZAA uske jaane tak to, THAHAR jaane de...!! by ghayal_shayar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Tosha
Guest
«Reply #31 on: September 19, 2006, 07:57:23 AM »
Quote from: "ranjana"
Na jaane mere Dil me kitne Sawaal the tere liye…..
Jab aye tum Saamne toh Yaad kyu mujhe kuch bhi na raha……

Dil ki Dhadkane rukk rahi thi bas unke ek Ishare per……
Bas inetzar unke kuch poochna ka hee mujhe kyu raha……

Laga dee hai ab toh Zindagi humne Daav.n par……
Ab Jeetenge ya Haarenge yeh jaanne ko mera yeh Dil kyu tadap raha…….

Dekh kar humko tum bhi baith gaye ho Khamosh se……
Kya hume ab koi baat batane ka HaQ bhi na raha…….

Na jaane mere Dil me kitne Sawaal the tere liye……
Jab aye tum Saamne toh Yaad kyu mujhe kuch bhi na raha……….!!


thurhka ker meri wafao ko
kis baat ka haq jatate ho
jo kahena hai aab kahe bhi jao
kyo meri saason to satate  ho
Logged
ranjana
Guest
«Reply #32 on: September 19, 2006, 08:36:25 AM »
Quote from: "Tosha"
Quote from: "ranjana"
Na jaane mere Dil me kitne Sawaal the tere liye…..
Jab aye tum Saamne toh Yaad kyu mujhe kuch bhi na raha……

Dil ki Dhadkane rukk rahi thi bas unke ek Ishare per……
Bas inetzar unke kuch poochna ka hee mujhe kyu raha……

Laga dee hai ab toh Zindagi humne Daav.n par……
Ab Jeetenge ya Haarenge yeh jaanne ko mera yeh Dil kyu tadap raha…….

Dekh kar humko tum bhi baith gaye ho Khamosh se……
Kya hume ab koi baat batane ka HaQ bhi na raha…….

Na jaane mere Dil me kitne Sawaal the tere liye……
Jab aye tum Saamne toh Yaad kyu mujhe kuch bhi na raha……….!!


thurhka ker meri wafao ko
kis baat ka haq jatate ho
jo kahena hai aab kahe bhi jao
kyo meri saason to satate  ho


aaj tosha dear aap chaa gaye...bahut khub likha hai...


Tere bin jeena mujhe gawaara nahii...
ab mujhe Maut ka  bhi  koi saharaa nahi...

kiye they waade jinse zindagi ke hamne
kare kya zamaane ka jab woh hi hamara nahi

nahi milata yahan kisi ko bhi uski pasand ka rasata
kabhi waqt hamara nahi kabhi khuda hamara nahi !
Logged
Tosha
Guest
«Reply #33 on: September 19, 2006, 08:46:21 AM »
khud per bhi aitbar aab na raha
jo saath aab hera pyaar raha

zamane main jeena sikhaya tha tune
kaise jiyun jo tera sahana hi na raha
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #34 on: September 19, 2006, 09:08:27 AM »
Wonderfull ranju and Tosha
Logged
Tosha
Guest
«Reply #35 on: September 19, 2006, 09:10:43 AM »
aur aap ne kuch arz nahi kiya .
Logged
ranjana
Guest
«Reply #36 on: September 20, 2006, 05:22:06 AM »
Quote from: "Tosha"
khud per bhi aitbar aab na raha
jo saath aab hera pyaar raha

zamane main jeena sikhaya tha tune
kaise jiyun jo tera sahana hi na raha


kar ke atebaar un per bahut pachtaaye hum
dil mein rahe dard ko chipaaye hum

badal diya unki berukhi ne meri zindagi ko
wafa kar ke bhi bewafa kehlaaye hum

kabhi sochi na thee jo baat mere dil ne
unki nazaro mein pad ke mar bhi na paaye hum!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #37 on: September 21, 2006, 04:18:55 AM »
Veraaan Dast tere.....
Aur mera yeh lamba Safar.....

Namak jaise chakh rahe Dard mere.....
Aur uspar yeh teri Mahobbat Beasar......

Khilne lage jab Gul kahin......
Toh Mehfieln ab uthne lagi hai......

Hum reh gaye akele in Veeran galion me aye Sanam.....
Tu hee bas auron ki Mehfil ki Shaan ban gayi.......!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #38 on: September 21, 2006, 10:06:32 AM »
mile they kabhi kadam se kadam hamaare
kabhi koi ek manzil ki raha bhi thee hamne banaayi

diya thaa haath tere haatho mein kabhi apna
waqt ko is baar bhi meri koi khushi raas na aayi

bana diya hai meri zindagi ko ek banzaara sa
na jaane kab milgi mujhe raha koi aur us khuda ki khudaai !!
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 11:23:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer