na raas aaya

by suman59 on August 27, 2012, 03:36:07 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2295 times)
suman59
Guest
«Reply #15 on: August 29, 2012, 06:32:26 AM »
Applause Applause bahut khoob

tks thankssss tksssss... GURU Jee tongue3
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pyar aaya ishq aaya,Aur aaya intzaar by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
GAM RAAS AANE LAGE HAI by TANHA in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
kun na raas ai rasme wafa ham ko by hameeda in Gujarati
Ishq hame kabhi raas hi na aaya...Raaj by Sunil Malhotra in Shayri-E-Dard
RAAS NA AAI MOHABBAT..... by soudagar in Share: Poetry of Pain
suman59
Guest
«Reply #16 on: August 29, 2012, 06:33:05 AM »

bahut khoob kalaam hai......!

thank you very much dear sheba
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #17 on: August 29, 2012, 06:34:24 AM »
Na raas aaya kabhi taishuda safar mujhko
Hawa ke rukh ne udaya edhar udhar mujhko

Ye silvatein mere bistar ki hai gawah meri
Kisi ke gam ne jagaya hai raat ber mujhko

Yeh aur baat mai apni talash mein gum thi
Kisi ki yaad ne dhoonda hai umr bhar mujhko

Begair aapke zindagi lage hai veerana
Hai aap saath to lagta hai ghar ye ghar mujhko

Hai meri raaton se mansoob din tamaam uske
Sukoon milta hai yeh sochkar mujhko





naaaaaaaaaaaaaaice.....! wo jo photo hai saath kya aap kii hai
Usual Smile Usual Smile
Logged
suman59
Guest
«Reply #18 on: August 29, 2012, 06:39:41 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob, bahut sundar peshkash,... bahut achcha likha hai aapne Suman ji... ek dum massstttt....!!!

in hawaaon ko chhooke ke maine mehsoos kiyaa tumko
lagaa kahin duur nahi, mere kareeb tum kahin ho

mehek udte dhool ki jab aati hai har subah
mehsoos kiya tumko, lagaa tum yahin kahin ho

ugte suraj ke saath, khilte phoolon ke saath
jahaan dekhun, jidhar dekhun, tum har kahin ho

khuli aankhon se tumhe dhundta hoon, dikhte nahi
aankhen band kar lu to lagaa tum yahin kahin ho

ho mere paas kahin, mere kareeb, meri saanson me
dhadkano ki tezi ne batayaa tum dhadkano me kahin ho

ho yahin paas mere, is baat ka ehsaas hai mujhe
aajaao mere saamne na chhipo, tum jahaaan kahin ho...

*****HRIDAY*****

waaaaaaaaaaaaaaaaah bahut khoob hriday jee



Logged
suman59
Guest
«Reply #19 on: August 29, 2012, 06:40:48 AM »

naaaaaaaaaaaaaaice.....! wo jo photo hai saath kya aap kii hai
Usual Smile Usual Smile

wo na wo na... hmmmm yu khulle aam kaise kehdu... zara pass aajao kaan pe keh deti hu jo kehna hai jawab mein  tongue3
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 16 hours and 48 minutes.
Posts: 18608
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #20 on: August 29, 2012, 06:41:32 AM »
BOHUT KHUB SUMAN JI
Logged
suman59
Guest
«Reply #21 on: August 29, 2012, 06:48:31 AM »
BOHUT KHUB SUMAN JI

THANKS SAAHILL JEE
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #22 on: August 29, 2012, 07:27:08 PM »
Suman Jee Aadaab!


WaaH jee waaH kia kahne waaH bahut khoob aur behad umdaa
kalaam kahi hai aapne... Bus behad khoob jee... sabhi Ashaar
aik se badhkar aik kahe hai aapne...

WaaH jee behad khoobsurat shaayri ki hai aapne... bilkul aapke
avatar pic ki tarhaa... Usual Smile

Is khoobsurat kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kjiye..

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   




Na raas aaya kabhi taishuda safar mujhko
Hawa ke rukh ne udaya edhar udhar mujhko

Waah kia khoob matla kaha hai jee daad daad daad...                   

Ye silvatein mere bistar ki hai gawah meri
Kisi ke gam ne jagaya hai raat ber mujhko

YeH sher sabse khoob raha puri kalaam meiN ...
is umdaa sher par hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul
kijiye... Usual Smile                   


Yeh aur baat mai apni talash mein gum thi
Kisi ki yaad ne dhoonda hai umr bhar mujhko

Bahut khoob jee bahut khoob kafi achcha sher hai
daad daad daad .....                   


Begair aapke zindagi lage hai veerana
Hai aap saath to lagta hai ghar ye ghar mujhko

Kia kahne waah behad khoob daad...                   

Hai meri raaton se mansoob din tamaam uske
Sukoon milta hai yeh sochkar mujhko

Waah jee waaH kia khoob kaha behad khoob badi
achchi shayari ki hai waaH...
                   




Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #23 on: August 30, 2012, 07:41:13 AM »
Very Nice!!!! Applause Applause Applause Applause
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #24 on: August 30, 2012, 08:23:50 AM »
wo na wo na... hmmmm yu khulle aam kaise kehdu... zara pass aajao kaan pe keh deti hu jo kehna hai jawab mein  tongue3


maaf kariye madam mujhey chamaat nahin khaani kaan pey kahin aap ne ek laafaa rakh diya to...
[/color] Usual Smile Usual Smile Laughing hard Laughing hard
Logged
janumanu
Guest
«Reply #25 on: August 30, 2012, 09:03:35 AM »
Na raas aaya kabhi taishuda safar mujhko
Hawa ke rukh ne udaya edhar udhar mujhko

Ye silvatein mere bistar ki hai gawah meri
Kisi ke gam ne jagaya hai raat ber mujhko

Yeh aur baat mai apni talash mein gum thi
Kisi ki yaad ne dhoonda hai umr bhar mujhko

Begair aapke zindagi lage hai veerana
Hai aap saath to lagta hai ghar ye ghar mujhko

Hai meri raaton se mansoob din tamaam uske
Sukoon milta hai yeh sochkar mujhko





bahut hi khoob likhaa hai apne......... kayee jagah rawangi yun ban padi hai ki bas.... kya kaheN
matlaa aur doosra sher to kamaal hai



behr change hue hai kahi kahi... par lag raha hai yeaapne naturaly likhaa hai...
talent hai aapme .... sach main
Logged
suman59
Guest
«Reply #26 on: August 31, 2012, 10:28:07 PM »

maaf kariye madam mujhey chamaat nahin khaani kaan pey kahin aap ne ek laafaa rakh diya to...
[/color] Usual Smile Usual Smile Laughing hard Laughing hard

lolzzz  tongue3
Logged
suman59
Guest
«Reply #27 on: August 31, 2012, 10:29:28 PM »
Suman Jee Aadaab!


WaaH jee waaH kia kahne waaH bahut khoob aur behad umdaa
kalaam kahi hai aapne... Bus behad khoob jee... sabhi Ashaar
aik se badhkar aik kahe hai aapne...

WaaH jee behad khoobsurat shaayri ki hai aapne... bilkul aapke
avatar pic ki tarhaa... Usual Smile

Is khoobsurat kalaam par humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kjiye..

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile                   





bahut bahut acha laga tarif pe tarif karte aapka ye andaz
khush rahiye. god bless
Logged
suman59
Guest
«Reply #28 on: August 31, 2012, 10:30:01 PM »
Very Nice!!!! Applause Applause Applause Applause

shukriya shireen hakani jee
Logged
suman59
Guest
«Reply #29 on: August 31, 2012, 10:32:31 PM »
bahut hi khoob likhaa hai apne......... kayee jagah rawangi yun ban padi hai ki bas.... kya kaheN
matlaa aur doosra sher to kamaal hai



behr change hue hai kahi kahi... par lag raha hai yeaapne naturaly likhaa hai...
talent hai aapme .... sach main


shukriya janumanu jee  talent hai ya nai yeh pata nahi bassss aap log pasand kiya toh hum bi kush huwe  Usual Smile
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 07:01:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.143 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer