Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna,

by pankaj_pups on August 18, 2004, 09:56:13 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 8177 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: March 10, 2008, 06:08:19 PM »
Bahut khooob pooja & talat..

Na salaam yaad rakhna,na paigaam yaad rakhna
par saath beete hue kuch lamho ko
 dil mein apne zaroor sambhaal rakhna...
bichad bhi jaaye to eh dost alwida kehkar bidchadna
gile-shikwo mein kuch nahi rakha,yeh baat yaad rakhna

zindagi mein kabhi dagmaga jaao to kadam piche ki taraf na modna
koi teri salamati ki fariyaad karta hai,
yeh ehsaas apne zindagi bhar saath rakhna...

chalte jaana hi zindagi nahi hai eh dost
dil mein kuch to khwaish,kuch to umeed ke chiraag jalaye rakhna...

dard ko apne saath rakh kar kya paaoge "KHWAISH"
Jo pal chehre pe muskaan laaye zindagi bhar
aise pal ko umr bhar dil mein Abaad rakhna...


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hume yaad rakhna... by dhadkan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3 4  All »
yaad rakhna... by amritflora in Shayri for Khumar -e- Ishq
{Yaad Rakhna} by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
NAAM EK YAAD RAKHNA MERA by baadal102 in Shayri-E-Dard
Hamen Yaad Rakhna!! by Sifar6567 in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Pooja
Guest
«Reply #16 on: March 10, 2008, 06:12:29 PM »
bahoot khoob khwaish ji!!
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #17 on: March 10, 2008, 06:45:33 PM »
Is mehfil-e-yarana maiN sabhi likhariyoN ko padker dil ko bahoot sakooN mila.sach kaha yahaaN achhe kala  kaaroN ki kami nahiN....

is subject per likhna asaaN toh nahiN hai.....sabhi ne chun chun ker apne khayalaat nikaale  haiN...........mujhe pehla  misra  padke Farz movie yaad aa gaya...........uske  gaane ke  bol  bhi yahi haiN.........

 
Logged
Talat
Guest
«Reply #18 on: March 10, 2008, 07:06:22 PM »
Bohot khoob Pooja and Khwaish....!

Thanks Pooja, Khwaish and Harash !

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: March 10, 2008, 07:47:47 PM »
bahut bahut shukriya pooja, harsh aur talat...
sab ne yaha acha likha hai.. Clapping Smiley
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: June 05, 2008, 08:25:17 PM »
Talat wakai acha likha hai apne!!!

Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna
dil mai dhadkati in dhadkano ko yaad rakhna
waqat- bewaqat jab bhi yaad aa jaaye is gali ki
meri najar main tera intzaar yaad rakhna

 Applause
Logged
syednaami
Guest
«Reply #21 on: June 13, 2008, 10:04:37 PM »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, -
Mere baad mere kuchh sawaal yaad rakhna, -
Jo poochhe the maine aapse kabhi zindagi men, -
Ho sake to dil men hi unka jawab yaad rakhna. -
Logged
Pooja
Guest
«Reply #22 on: June 13, 2008, 10:12:23 PM »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna,
jo na kah saki wo unkahein jawab yaad rakhna
waqat samjhayega her ek jawab waqat ke sath sath
beete waqat baad bhi, yah baat yaad rakhna
Logged
syednaami
Guest
«Reply #23 on: June 13, 2008, 10:18:20 PM »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, -
Apni sittam zareefi ka Aelaan yaad rakhna, -
Waqt bewaqt mujhe sataate rahe ho, -
Woh ghadiyan yaad rakhna, meri aah yaad rakhna. -
Logged
sarthika
Guest
«Reply #24 on: July 04, 2008, 08:02:46 PM »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna,
Mere shabdo main se, mera paigam yaad rakhna
Bhool kar bhi jab kabhi aa jaaye meri yaad
meri yaadon mai sirf mera klam yaad rakhna
Logged
syednaami
Guest
«Reply #25 on: July 06, 2008, 06:18:02 PM »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, -
Nishabd meri zubaan se, meri khaamoshi yaad rakhna, -
Rog dekar chale gaye aur poochha tak nahin, -
Apne dil se nikaal kar bhi meri yaad yaad rakhna. -
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #26 on: November 07, 2008, 04:46:16 AM »
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna
ho sake to apni rooh mai ek wo pal yaad rakhna
bhulane ko bhool jaati hai sari baatein zindagi main
dard main bhi sakoon de jayegi, bas yah ek mulakat yaad rakhna

Waah..sarthika Kya baat Kahee Hai aapne
Badhiya..Aate hi Kamaal ki baat ki hai.........

Lekin aap Ho Kidhar ??

Kaafi arasaa Ho Gaya..ik Muddat se aapko dekha Nahi ??

Aur

Talat.....Pooja....Harash

Bahot Hi khub



Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: November 11, 2008, 09:10:22 AM »
mulakaat meh kya rakha hai
saath bitey pal yaad rakhna
woh pyari pyari batey
woh sunhera ehsaas yaad rakhna


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Pooja
Guest
«Reply #28 on: November 13, 2008, 05:17:01 PM »
Waah..sarthika Kya baat Kahee Hai aapne
Badhiya..Aate hi Kamaal ki baat ki hai.........

Lekin aap Ho Kidhar ??

Kaafi arasaa Ho Gaya..ik Muddat se aapko dekha Nahi ??

Aur

Talat.....Pooja....Harash

Bahot Hi khub





shukaria Muhammed ji, apki list mai mera bhi naam ayya,,,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: November 13, 2008, 05:17:43 PM »
mulakaat meh kya rakha hai
saath bitey pal yaad rakhna
woh pyari pyari batey
woh sunhera ehsaas yaad rakhna


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com

bahoot khoob Jas ji!
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:32:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.161 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer