*~%Nafrat hogaye hai%~*

by honeyrose on September 07, 2008, 08:53:32 AM
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Author  (Read 4123 times)
honeyrose
Guest
«Reply #30 on: September 15, 2008, 12:55:15 PM »
Very nice lines honey...

Haqeeqaton ki chubhan ab yun dasne lagi hia,
jaise aag koi seene mein har pal jalti hia,
Nafrat ho gayi jo khud apne wajood se,
saanse bhi ab aane jaane se hichkichati hia...

Wow nice lines angel...

Dard lagta hai ki kahi kho na jaaye hum
Aise aag lagi hai ki kahi mitte na hum
Nafrat hai unhe humse kyun jee rahe hai hum
Unki muhabbat mein be-zuban bangaye hai hum
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: September 16, 2008, 03:20:31 PM »
Waah Waah Waah lagta he jitni der mein ham sochh bhi nahi paate aap log likh dete ho..... honeyrose ji...azeem bhai...bohot khoob!.

Shukriya Bhaijaan,.
Logged
palkhi
Guest
«Reply #32 on: September 16, 2008, 03:25:51 PM »
wow........... everyone has written fabulously!!!

   Mujhe Ishq Hai Tho Usse,
   Mujhe Mohabbat Hai tho Usse,

    Nafraat Hai Usse Mujhe Se,
    Sirf Nafraat Hi Kartha Hai Woh Mujhe Se,

    Jaanthi Nahin Mein Kai Mera Kasoor Kaya Hai,
    Sirf Yeh Jaanthi Hoon Kai Mafraat Hai Usse Mujhe Se,

    Dil Koh Thoor Dehthi Hai Yeh Baat,
    Behaal Kar Dehthi Hai Mujko Yeh Baat,

    Mujhe Ishq Hai Tho Usse,
    Mujhe Mohabbat Hai Tho Usse,

    Nafraat Kartha Hai Woh Mujhe Se Na Jaane Kayun,
    Bas Iss Baath Ki Tasali Hai, Kai Kabhi Tho Usne Mujhe Chaaha Hoga Jho Abb Nafraat Kartha Hai Woh Mujhe Se.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: September 16, 2008, 03:26:21 PM »
Waah Waah Waah lagta he jitni der mein ham sochh bhi nahi paate aap log likh dete ho..... honeyrose ji...azeem bhai...bohot khoob!.

Shukriya Bhaijaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: September 16, 2008, 03:34:27 PM »
wow........... everyone has written fabulously!!!

   Mujhe Ishq Hai Tho Usse,
   Mujhe Mohabbat Hai tho Usse,

    Nafraat Hai Usse Mujhe Se,
    Sirf Nafraat Hi Kartha Hai Woh Mujhe Se,

    Jaanthi Nahin Mein Kai Mera Kasoor Kaya Hai,
    Sirf Yeh Jaanthi Hoon Kai Mafraat Hai Usse Mujhe Se,

    Dil Koh Thoor Dehthi Hai Yeh Baat,
    Behaal Kar Dehthi Hai Mujko Yeh Baat,

    Mujhe Ishq Hai Tho Usse,
    Mujhe Mohabbat Hai Tho Usse,

    Nafraat Kartha Hai Woh Mujhe Se Na Jaane Kayun,
    Bas Iss Baath Ki Tasali Hai, Kai Kabhi Tho Usne Mujhe Chaaha Hoga Jho Abb Nafraat Kartha Hai Woh Mujhe Se.....

Nice One,.

Meri Mohabbat Ko, Tum Yun Nafrat Ka Naam Na Do,.
Nibhaai Hai Wafaa Maine, Mujhe Bewafaai Ka Ilzaam Na Do,.

Ab Hue Ho Door, Magar Tum The, Mere Ye Jaanta Hoon Main,.
Gair Banjaao Laakh Tum, Phir Bhi Apna Tumhe Maanta Hoon Main,.

Sahe Hain Kitne Zakham Seene Pe, Koi Mere Dil Se Pooche,.
Kaisi Bekaari Shameel Thi Jeene Me, Koi Mere Dil Se Pooche,.

"Palkhi" Tumne To Bas Mere Hoton Ki Hasi Ko Jaana Tha,.
Mere Dil Mein Chupi Khamoshi Ko, Kab Tumne Pehchaana tha,.

________________________________-Azeem-




Logged
honeyrose
Guest
«Reply #35 on: September 17, 2008, 04:31:32 AM »


Wah khoob likha hai palu dear  Applause missing your shayaris welcome backk..



Wah bohat khoob likhe ho Azeem bhai jaan bohat acha jawab diye ho... Applause



Aapke muhabbat mein kitne tanha te aapko kya pata
Logon ne lafzon ki zillat phek kar khoob gayal kar diya
Wafa hum ne bhi nibhaai thi par humen kuch na mila
Sadiyon se intezaar karte the aapka aap ne nahi dekha..
 




Logged
Muhammed
Guest
«Reply #36 on: September 17, 2008, 08:21:38 AM »

Waah ! Palkhi jee Nafrat bhi dekhai hai to aise ki kya waalehana andaz !!
Lekin aap chale kahaan gaye the,,aaj muddaton baad dikhe,,saath hi saath " dard " ko leke dikhe.

OYe...Azeem ! Teenage symbol of Yo,,Kis Tarhaa Likh Lete Ho Yaar bahut hi khoob
100% shayar Maujud Hai aap mein..jawaaban kya kahen Azeem ! badhiya

Aur Honey " Nafrat " aap ne aagaz hi kuch aisa kiya hai ki kya kahein..aaj kal aap aur aapk saare kalaam "Surkhiyon" mein hai,,
aap ki Nafrat Hai Lekin
khuda ki ye kudarat hai,,
Huee Na judah Jo Tumse aaj taq wohi Muhabbat hai...!!!
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #37 on: September 17, 2008, 09:36:05 AM »
Shukriya Razaa aapka... happy9
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: September 19, 2008, 01:46:39 PM »
Shukriya Jaya Sis,.
And Raza Bhaijaan,.

Shukriya,.
Waise To Hum Seekh Rahe Hain,.
100% To Door Hume To Kuch Nahi Aata Bhaijaan,.
Bas Seekh Rahe Hain,.
Duaa Kijiye Rab Ul Aalaameen Hume Kamyaab Karein,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: September 19, 2008, 01:49:55 PM »
Mohabbat Jab Na Mili, Humne Nafraton Ko Gale Lagaa Liya,.
Doston Se To Kuch Haseel Na Hua, Is Liye Sabko Dushman Banaa Liya,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #40 on: September 20, 2008, 10:42:17 AM »
Applause Nice lines bhai jaan....   Thumbs UP
 

Khoya hue pyaar milta toh hum kyun nafrat karte
Unke liye jeete the aaj wahi humse mou moud liye
Kya farak padta hai jab aapne hi humse root gaye
Ek aakhir dil hi hai jise aapne gam ka sabab poochte rahe..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: September 21, 2008, 08:24:09 AM »
Shukriya Did,.
And Nice One@};-
Logged
paani
Guest
«Reply #42 on: September 22, 2008, 05:52:39 AM »


Nafrat hogaye hai humen muhabbat se
Kise aapni dukh ke dastaan sunate 

Daulat ki shaan mein tum phirte rahe
Mujhe tukra kar kisi aur ka haath tham liye

Chalte saath kushiyan baantna chahte the
Zindagi ko nazar andaaz karke chale gaye

Waqt ke saath tum badalte nazar aaye
Muhabbat mein badalte rang pehchan paye

Kiska sahara lete hum jab aapne bewafa nikale 
Dard mein tadapte aankhon ko chaon nahi mile

Muhabbat mein sau jhoot ke rang chalak rahe
Dard ki udaasi dil mein shola bankar jalti rahe

Pyaar pane ki koshish humse mukamal nahi hue
Tanhaye ke dard se ladte ladte zindagi bhul gaye

Tumne aapni bewafa hone ka suboot de diye
Mein zindagi se tabaah hokar bhi muskurate rahe   


^**honeyrose**^


Shbaan alaha
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #43 on: September 28, 2008, 05:51:28 PM »
Azeem bhai, honeyrose sahiba, palkhi ji, angel ji, subhanallah, zabardast likha he aap hazaraat ne, waqt ki qillat se aap logon ki majlis mein shirkat se mahrum raha hun is ka afsos he, bohot khoob aap sabhi yunhi likhte rahiye...... Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #44 on: September 28, 2008, 06:17:06 PM »
Azeem bhai, honeyrose sahiba, palkhi ji, angel ji, subhanallah, zabardast likha he aap hazaraat ne, waqt ki qillat se aap logon ki majlis mein shirkat se mahrum raha hun is ka afsos he, bohot khoob aap sabhi yunhi likhte rahiye...... Applause


Shukriya aapka Sayyid ji..

Shukriya Paani ji..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:59:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer