nafrat hogayi hai aaj pyaar se...

by amrita on June 17, 2005, 07:28:32 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 17891 times)
Tosha
Guest
«Reply #15 on: June 18, 2005, 01:20:17 PM »
jaanta tha vo mohabbat ke hai hamne sacchi
jaanta tha ho diye the usne dil ko zhute dilase
kaise muhe dikhayega vo dobara hamme
jaanta hai nazre nahi mila payega vo hamse
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DEKHIYE TO DUNIYA SE KAISI GHALATI HOGAYI by amaan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nafrat me Pyaar ........ by muskaan.hir in Shayri for Khumar -e- Ishq
LO HOGAYI MAIN SOLAH KI--LAGTI HUN SHOLA SI.......cara. by cara in Shayari -e- Husn
der hogayi zalim by arifuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nafrat se Pyaar by Rajah rohan in Miscellaneous Shayri
amrita
Guest
«Reply #16 on: June 18, 2005, 06:33:11 PM »
Quote from: "Tosha"
nafrat hone lagi hai mujhe us yaar se
nafrat hone lage hai mujhe uske pyaar se
haath thama tha usne ki saath dunga
aaj thame hue hai vo haath kise aur ka


humse daaman chuda ke usne kisi aur ka haath thama
dukh ki baath yeh hai ki woh koi aur bhi tha humara apna..

dost banke humare saath raha tha
nazar humare pyaar pe daal raha tha

hum hi bewakuf the jo ankhen bandh kiye baithe the
bewafaai karne mein humare yaar bhi shamil the

jin pe bharosa kiya tha jaan se bhi jyaada
dono ne humein rula ke kar diya aadha

sach toh humne badi dair se jaana tha
un bewafaao ko apna jo maana tha

ek tha humara kareebi dost
ek tha pyaar humara apna..

Umeed kartey hain yeh kahani sab ke samjh aayi
kyunki doston yehi hai humare pyaar ki sachai.
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #17 on: June 18, 2005, 07:17:07 PM »
Quote from: "amrita"
Sukhe patey se bhi pyaar karlenge
hum un par bhi aetbaar karlenge,

woh ek baar toh kahe woh humare hain
hum zindagi bhar intezaar karlenge..


GREAT work by all................keep writing!!!! and this one is really nice Amrita!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #18 on: June 18, 2005, 07:24:42 PM »
Quote from: "isha_verma7"
Quote from: "amrita"
Sukhe patey se bhi pyaar karlenge
hum un par bhi aetbaar karlenge,

woh ek baar toh kahe woh humare hain
hum zindagi bhar intezaar karlenge..


GREAT work by all................keep writing!!!! and this one is really nice Amrita!!


thanks isha!!
Logged
amrita
Guest
«Reply #19 on: June 18, 2005, 07:29:26 PM »
thanks a lot dolly..waheed..tanha dil tanha safar-aap bahut acha liktey hain..sanya and the rest thanks for replying...!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: June 19, 2005, 02:20:27 AM »
No reply for me....................................ok


:D:D:D:DD:D:D:D:D:D:D:D:D:D:D:D:D::DD::D
Logged
Tosha
Guest
«Reply #21 on: June 19, 2005, 06:07:55 AM »
Quote from: "amrita"
Quote from: "Tosha"
nafrat hone lagi hai mujhe us yaar se
nafrat hone lage hai mujhe uske pyaar se
haath thama tha usne ki saath dunga
aaj thame hue hai vo haath kise aur ka


humse daaman chuda ke usne kisi aur ka haath thama
dukh ki baath yeh hai ki woh koi aur bhi tha humara apna..

dost banke humare saath raha tha
nazar humare pyaar pe daal raha tha

hum hi bewakuf the jo ankhen bandh kiye baithe the
bewafaai karne mein humare yaar bhi shamil the

jin pe bharosa kiya tha jaan se bhi jyaada
dono ne humein rula ke kar diya aadha

sach toh humne badi dair se jaana tha
un bewafaao ko apna jo maana tha

ek tha humara kareebi dost
ek tha pyaar humara apna..

Umeed kartey hain yeh kahani sab ke samjh aayi
kyunki doston yehi hai humare pyaar ki sachai.


bahut khoob...Amrita!:)
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #22 on: June 19, 2005, 06:14:59 AM »
Dil Ko Mein ney tere pyaar mein hi deewana paya
is zindgi mein kya khoya kia hai tere pyar mein  paya
Logged
aryan_mantri
Guest
«Reply #23 on: June 19, 2005, 07:58:01 AM »
jise tum pyaar karte ho usse gumnaam kardo
jisne pyaar kiya usne yeh kabhi chaha hi nahi
ki tum use shayeri likh-likh kar badnaam kardo
Logged
myloveosho
Guest
«Reply #24 on: June 19, 2005, 09:42:27 AM »
bahut accha likha hai sabne

teri umeed tera intezaar karte hain,
hum to sirf tum se pyar karte hain
Logged
amrita
Guest
«Reply #25 on: June 19, 2005, 09:58:47 AM »
Quote from: "aryan_mantri"
jise tum pyaar karte ho usse gumnaam kardo
jisne pyaar kiya usne yeh kabhi chaha hi nahi
ki tum use shayeri likh-likh kar badnaam kardo


shayar kabhi kisey badnaam nahi karta
bas unke saath apna naam judaye rakhta

dil se jise yaad hai karta
din raat unhi ka naam hai leta

shayar toh sirf dil ka haal bata ta hai
humdardi ke liye kuch lafz chahta hai..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #26 on: June 19, 2005, 07:37:56 PM »
Hum s kia khta hui jo hzorr yun naraz hain
abhi s hain woh aise abhi tu pyar ka aghaz hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #27 on: June 19, 2005, 07:38:31 PM »
--------------------------------------------------------------------------------

EK manjil ki talsh mein,
kai manjil chhod chale hum.
Ek roshni ki talash mein,
kai fanoosh chhod chale hum.



Pata nahi kaha kab
ho gai bhool humse,
ek begane ki khatir,
kitne apne chhod chale hum.




Zamana mat do mujhe lanat,
wo rahe salamat khushhaal sada.
Rahe na meri parchhai unke paas,
is garaz se ye duniya chhod chale hum.
Logged
amrita
Guest
«Reply #28 on: June 20, 2005, 06:54:51 AM »
hum aanhe bhi bhartey hain
toh kehte hai badnaam kartey ho

woh qatl bhi kartey hain
aur chahate hai charcha bhi na ho..

                                              GHALIB
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #29 on: June 20, 2005, 07:41:22 AM »
Quote from: "amrita"
hum aanhe bhi bhartey hain
toh kehte hai badnaam kartey ho

woh qatl bhi kartey hain
aur chahate hai charcha bhi na ho..

                                              GHALIB



very  nice  amrita..............&  all  friends...................
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:53:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer