nafrat hogayi hai aaj pyaar se...

by amrita on June 17, 2005, 07:28:32 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Author  (Read 17775 times)
amrita
Guest
«Reply #45 on: June 21, 2005, 08:37:24 PM »
mera dil jis dil pe fida hai
woh bewafaa hai}its a song i guess
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DEKHIYE TO DUNIYA SE KAISI GHALATI HOGAYI by amaan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nafrat me Pyaar ........ by muskaan.hir in Shayri for Khumar -e- Ishq
LO HOGAYI MAIN SOLAH KI--LAGTI HUN SHOLA SI.......cara. by cara in Shayari -e- Husn
der hogayi zalim by arifuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nafrat se Pyaar by Rajah rohan in Miscellaneous Shayri
fakharenaveed
Guest
«Reply #46 on: June 21, 2005, 08:42:10 PM »
Quote from: "amrita"
mera dil jis dil pe fida hai
woh bewafaa hai}its a song i guess
yeah u  r  rite............................................. ....
Logged
faiyaz_khan
Guest
«Reply #47 on: June 22, 2005, 03:12:28 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "amrita"
mera dil jis dil pe fida hai
woh bewafaa hai}its a song i guess
yeah you  r  rite............................................. ....

hi naveed ji

Dil ke is aangan mein patjhad ka mausam aaya hai
jab bhi peeche mudhkar dekha tujhko hi khada paya hai
tanhai ke is aalam mein jaaye to jaaye kahan
aankhon se askhon ke roop mein tera pyaar chalak aaya hai
is zindagi ke safar mein kabhi to phir milenge
na mil sake kabhi to yahi bas dua karenge
hoonton par sada tere muskan bani rahein
isi tamanna ke saath duniya ko alvida kah denge
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #48 on: June 22, 2005, 03:15:45 AM »
Quote from: "faiyaz_khan"

nice
Logged
faiyaz_khan
Guest
«Reply #49 on: June 22, 2005, 03:15:52 AM »
Quote from: "amrita"
rishtey hotey hain zindagi bitane ke liye
hum apni hasti mita de isse nibhane ke liye

mere janaze pe aane ka woh waada karey
mar jaau uski ek jhalak pane ke liye..

thanks a lot nikki..waheed and all my friends..!!

Dube Rahte Hain Tere Khayalaon Mein,
Khoye Rahte Hain Tere Baataon Mein,
Sahara Hain Bus Teri Yaadaun Ka,
Chaman Ho Tum Meri Zindagi Ka,
Dua Karte Hain Yahi Bus Khuda Se,
Na Kabhi Ho Juda HUM SE.....
Logged
faiyaz_khan
Guest
«Reply #50 on: June 22, 2005, 03:19:55 AM »
naveed ji i like ur shayri very much........

hoto ki bol aansu kehte hai,
jo chup rehte hai fir bhi bahte hai.......
jara in aansu ki kismat dekho,
ye unke liye behte hai
jo in aankho me rehte hai.........!
Logged
faiyaz_khan
Guest
«Reply #51 on: June 22, 2005, 03:22:17 AM »
Quote from: "fakharenaveed"

naveed ji i like ur shayri very much........

hoto ki bol aansu kehte hai,
jo chup rehte hai fir bhi bahte hai.......
jara in aansu ki kismat dekho,
ye unke liye behte hai
jo in aankho me rehte hai.........!
isi tamanna ke saath duniya ko alvida kah denge
Logged
faiyaz_khan
Guest
«Reply #52 on: June 22, 2005, 03:25:54 AM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "amrita"
rishtey hotey hain zindagi bitane ke liye
hum apni hasti mita de isse nibhane ke liye

mere janaze pe aane ka woh waada karey
mar jaau uski ek jhalak pane ke liye..

thanks a lot nikki..waheed and all my friends..!!

Nice One Amrita.....

Sach hai ki yahan kissi ko sab kuch nahi milta,
Kissi ko mile khushi, kissi ko gam bhi nahi milta,
Kya jane kaun se mod pe kal le jaye hame zindagi
Kabhi dost mil jate hai par sanam nahi milta.....
Logged
faiyaz_khan
Guest
«Reply #53 on: June 22, 2005, 03:38:03 AM »
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha

Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur Chader Mujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha
Logged
amrita
Guest
«Reply #54 on: June 22, 2005, 12:26:45 PM »
Quote from: "faiyaz_khan"
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha

Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur Chader Mujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha

jiyooooooooo..!!

jiska sher likhte ho uska naam bhi likha karo..
Logged
amrita
Guest
«Reply #55 on: June 22, 2005, 12:36:08 PM »
har janam mein saath nibhane ka vaada kiya tha
kash apne dard ko bhula kar tune mera dard dekha hota

jin kandhon par tune meri doli ko samjha tha
palat ke dekha to hota meri jaan woh mera janaaza tha...
Logged
amrita
Guest
«Reply #56 on: June 22, 2005, 12:39:02 PM »
Quote from: "Aryaan"
Quote from: "amrita"
rishtey hotey hain zindagi bitane ke liye
hum apni hasti mita de isse nibhane ke liye

mere janaze pe aane ka woh waada karey
mar jaau uski ek jhalak pane ke liye..

thanks a lot nikki..waheed and all my friends..!!

Nice One Amrita.....

thanks aryan..
Logged
aryan_mantri
Guest
«Reply #57 on: June 22, 2005, 03:51:56 PM »
sahmi se nigaha main khwab hum jaga denge
sooni se raha main phool hum bicha denge
hamare sang muskarane ka vaada tho kijiye
hum aap ko har gam apna lenge.................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #58 on: June 22, 2005, 06:33:58 PM »
Quote from: "faiyaz_khan"
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha

Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur Chader Mujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha

You Have Copied This From My First Post

Teri Dolli Utthai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #59 on: June 22, 2005, 06:34:49 PM »
EK BAAR HI SAHII,,,KABHI SARKAAR DEKHIYE
JAZBAAT SE BHARE MERE ASHHAAR DEKHIYE

KHANJAR NAHI HAATH MAIN,,TALWAAR BHI NAHI
NAZRON SE KARTA HAI QATAL KESE,,,MERA DILDAR DEKHIYE

KIN ULJHAANO MAIN DIL HAI GIRAFTAAR
HAMNE THO RAKH DIYA DIL SAR-E-BAAZAR DEKHIYE
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:45:42 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer