nafrat hogayi hai aaj pyaar se...

by amrita on June 17, 2005, 07:28:32 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Author  (Read 17841 times)
amrita
Guest
«Reply #60 on: June 22, 2005, 07:13:05 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "faiyaz_khan"
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha

Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur Chader Mujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha



You Have Copied This From My First Post


Teri Dolli Utthai


this bloody post doesnt belong to ne of u guys.....shame on u both..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DEKHIYE TO DUNIYA SE KAISI GHALATI HOGAYI by amaan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nafrat me Pyaar ........ by muskaan.hir in Shayri for Khumar -e- Ishq
LO HOGAYI MAIN SOLAH KI--LAGTI HUN SHOLA SI.......cara. by cara in Shayari -e- Husn
der hogayi zalim by arifuddin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Nafrat se Pyaar by Rajah rohan in Miscellaneous Shayri
fakharenaveed
Guest
«Reply #61 on: June 22, 2005, 07:16:16 PM »
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "faiyaz_khan"
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha

Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur Chader Mujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha



You Have Copied This From My First Post


Teri Dolli Utthai


this bloody post doesnt belong to ne of you guys.....shame on you both..


I have written this myself....................................
Logged
amrita
Guest
«Reply #62 on: June 24, 2005, 11:13:09 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Quote from: "faiyaz_khan"
Teri Doli Uthi Meraa Janazaa Uthha
Tu Bhi KandHoon Par Thi Mien Bhi Kandhoon ParTha

Charchy Teray Bhi Thae Charchye Mere Bhi Thy
Roye Tere Bhi Thye Aur Roye Meray Bhi Thay
Phool Tujhe Per Bhi Bersay Phool Mujhe Per Bhi Bersay
Chader Tujhe Pey Bhi Thi Aur Chader Mujhe Pey Bhi Thi
FARQ Sirf itna Thaa Tu Apni Duniya Mein Jaa Rahi Thi
Aur Mein Teri Duniyaa Sey Jaa raha tha



You Have Copied This From My First Post


Teri Dolli Utthai


this bloody post doesnt belong to ne of you guys.....shame on you both..


I have written this myself....................................


no u hav not u hav not u hav not......
Logged
amrita
Guest
«Reply #63 on: June 26, 2005, 10:18:18 PM »
Quote from: "aryan_mantri"
sahmi se nigaha main khwab hum jaga denge
sooni se raha main phool hum bicha denge
hamare sang muskarane ka vaada tho kijiye
hum aap ko har gam apna lenge.................


tute hue khwaab kya fir juda paoge
kaanto bhari raah mein tum kya phool bichaoge...??

wada sabne nibhaya hai muskurane ke baad rulaya hai
kaise humare ghum apnoge,kaise humein phir hasaoge...?
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #64 on: June 27, 2005, 06:42:17 AM »
Dekha Khwab Aik Bda Sohana Tha
Aur Dekha Koi Buhat Pagla Deewana Tha

Har Dam jhoomta lehrata Tha woh
koi Ashir Bda Hi Mastana Tha

Kabhi Khwab mein aye aur Staye
Laga mujh Ko woh thora begana tha

Mein khushi mein usay dekhta hi rha
Khwab koi Buhat Hi sohana Tha

abhi intezar ki gadhi khtam na hui
mein ney galay abhi usya lagana tha

khuli ankh tu nzar hi na Aya Naveed
Tum ney Sta kr mujhay durr jana tha
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #65 on: June 27, 2005, 07:19:45 AM »
a lovely post fakharenaveed love to read more..

always Harash
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #66 on: June 27, 2005, 07:35:13 AM »
Quote from: "harashmahajan"
a lovely post fakharenaveed love to read more..

always Harash
Tahnx
Logged
amrita
Guest
«Reply #67 on: June 28, 2005, 09:04:59 AM »
Quote from: "fakharenaveed"
Dekha Khwab Aik Bda Sohana Tha
Aur Dekha Koi Buhat Pagla Deewana Tha

Har Dam jhoomta lehrata Tha woh
koi Ashir Bda Hi Mastana Tha

Kabhi Khwab mein aye aur Staye
Laga mujh Ko woh thora begana tha

Mein khushi mein usay dekhta hi rha
Khwab koi Buhat Hi sohana Tha

abhi intezar ki gadhi khtam na hui
mein ney galay abhi usya lagana tha

khuli ankh tu nzar hi na Aya Naveed
Tum ney Sta kr mujhay durr jana tha


nice..
Logged
mrugeshparikh
Guest
«Reply #68 on: June 28, 2005, 10:10:47 AM »
Kitna pyar karte hain hum unse,
Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aye,
Jab hum gehri neend mein so jaye...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #69 on: June 28, 2005, 10:18:35 AM »
Quote from: "amrita"
Sukhe patey se bhi pyaar karlenge
hum un par bhi aetbaar karlenge,

woh ek baar toh kahe woh humare hain
hum zindagi bhar intezaar karlenge..


wadiya hai wadiya hai !!

intzaar hi to reh gya hai faqt zindgi mein
na hai hamari kismat mein vasl e yaar
tum ko yeh haq hai ke tum bhuul jao
meri baat aur hai, meiney kiya hai pyaar !!
Logged
amrita
Guest
«Reply #70 on: June 28, 2005, 07:36:47 PM »
Quote from: "mrugeshparikh"
Kitna pyar karte hain hum unse,
Kaash unko bhi yeh ehsaas ho jaye,
Magar aisa na ho ke woh hosh mein tab aye,
Jab hum gehri neend mein so jaye...



Pyaar humesha amar ho jata hai
marta hai toh sirf insaan

sache pyaar ka ehsaas tabhi hota hai
jab pyaar mein dete hain log jaan...
Logged
Aman Sarhadi
Guest
«Reply #71 on: June 28, 2005, 07:49:38 PM »
Amrita nice one....r u from mumbai ...if so where in Mumbai even i from Mumbai
Logged
amrita
Guest
«Reply #72 on: June 28, 2005, 07:51:33 PM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "amrita"
Sukhe patey se bhi pyaar karlenge
hum un par bhi aetbaar karlenge,

woh ek baar toh kahe woh humare hain
hum zindagi bhar intezaar karlenge..


wadiya hai wadiya hai !!

intzaar hi to reh gya hai faqt zindgi mein
na hai hamari kismat mein vasl e yaar
tum ko yeh haq hai ke tum bhuul jao
meri baat aur hai, meiney kiya hai pyaar !!


badiyaaaa hai.....kabhi kabhi bahut bhaari likhte ho.....but acha likhte ho

Jiski yaad mein huzooor hum zindagi jeena bhul gaye
suna hai woh humara naam tak bhul gaye
Logged
amrita
Guest
«Reply #73 on: June 28, 2005, 07:59:36 PM »
Quote from: "Aman Sarhadi"
Amrita nice one....r you from mumbai ...if so where in Mumbai even i from Mumbai


thanks Aman
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #74 on: July 02, 2005, 02:04:11 PM »
Quote from: "amrita"
Quote from: "fakharenaveed"
Dekha Khwab Aik Bda Sohana Tha
Aur Dekha Koi Buhat Pagla Deewana Tha

Har Dam jhoomta lehrata Tha woh
koi Ashir Bda Hi Mastana Tha

Kabhi Khwab mein aye aur Staye
Laga mujh Ko woh thora begana tha

Mein khushi mein usay dekhta hi rha
Khwab koi Buhat Hi sohana Tha

abhi intezar ki gadhi khtam na hui
mein ney galay abhi usya lagana tha

khuli ankh tu nzar hi na Aya Naveed
Tum ney Sta kr mujhay durr jana tha


nice..
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:50:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer