NAFRAT PHOOLON SE

by *BROKEN DREAM* on January 24, 2005, 10:35:57 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 3396 times)
*BROKEN DREAM*
Guest
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai
dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai
woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se
phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Phoolon Ki Sej by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
PHOOLON SE KHIL JAYE...... by khwahish in Shayri for Khumar -e- Ishq
TUHEN PHOOLON KI CHAHAT HAI.................. by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: January 24, 2005, 11:09:15 AM »
wahhhhhhhhhhhh...BD ji nice.....gr8
Logged
thycreator
Guest
«Reply #2 on: January 24, 2005, 02:14:05 PM »
Quote from: "*BROKEN DREAM*"
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai
dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai
woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se
phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!!


Wah BD ji, kya aagaz hai....
Logged
pandit
Guest
«Reply #3 on: January 24, 2005, 02:50:31 PM »
Quote from: "*BROKEN DREAM*"
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai
dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai
woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se

phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!!


nice BD...
Logged
shyama
Guest
«Reply #4 on: January 24, 2005, 04:19:16 PM »
nice BD.

  aa jaaye ga tumhe bhi dard mein muskuraana
  naa pooche ga koi qeemat tumhaare ansuoon ki
  karenge jab woh khoon tumhaare dil ka, parega tumhein bhi zakhmo ko chupaana.
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2005, 04:32:47 PM »
Quote from: "shyama"
nice BD.

  aa jaaye ga tumhe bhi dard mein muskuraana
  naa pooche ga koi qeemat tumhaare ansuoon ki
  karenge jab woh khoon tumhaare dil ka, parega tumhein bhi zakhmo ko chupaana.


ek phool ki chubhane se sabhi se dil nahi moda jata,
kuch phoolon ko to chubhna bhi nahi aata,
gam e dard se zindagi na haaro ye dost,
jeene ki chaah rakhne wala hi hai saahilon ko paata.
Logged
*BROKEN DREAM*
Guest
«Reply #6 on: January 24, 2005, 04:47:34 PM »
ek phool ki chubhane se sabhi se dil nahi moda jata,
kuch phoolon ko to chubhna bhi nahi aata,
gam e dard se zindagi na haaro ye dost,
jeene ki chaah rakhne wala hi hai saahilon ko paata

jab kabhi zindgi ki taraf jo dekha muskurake, ainey sa laga magar chatkha hwa
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: January 24, 2005, 04:51:56 PM »
is duniya me kaate bhi phuloo ki deen hai,
phuloo ko chune me hi kaate chubhte hai,
warna kaun hai is duniya me jo,
kaaton se pyaar karta hai.
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: January 24, 2005, 04:53:20 PM »
Quote from: "*BROKEN DREAM*"
mujhey phool na dena mujhey unse nafrat hai
dena hai to kaantey dedena mujhey unki aadat hai
woh chubtey hain zhakham detey hain imandari se
phool to bewafa hotey hai , doka detey hain wafadari se!!!


beautiful!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! reallyyyyyyyyyyy gud!!!!!!!!!!

 :D
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: January 24, 2005, 05:58:52 PM »
wah!!! Nice all!!!

Kaanto se karo payar ki phoolon ka arth samjhaty hai
bin kanto ki chubhan ke kon puchega in phoolon ko
nahi hai dosh phoolon ka bhi kuch
kayun ki kabhi kabhi wo bhi sangant ka asar dikhaty hai!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: January 24, 2005, 08:22:04 PM »
Kanto ne hi samjaai hai Phoolo ko najakat,
aor hum phoolo se chot lagwa bathy,
Tumne to samjaya tha lakh bar,
Hum bhir bhi tumhi se dil laga bathy.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #11 on: January 26, 2005, 08:56:54 AM »
Quote from: "Pooja"
wah!!! Nice all!!!

Kaanto se karo payar ki phoolon ka arth samjhaty hai
bin kanto ki chubhan ke kon puchega in phoolon ko
nahi hai dosh phoolon ka bhi kuch
kayun ki kabhi kabhi wo bhi sangant ka asar dikhaty hai!!!!


Pooja ji,

Katon se hi kyu hai gila sabko aye mere dost,
Kya khata hai unki jo shikayatein hai itni,
Bas itni hi na ki har pal mein wo bas ek se hi hai,
Kal bhi wo chubhte the, aaj bhi wo chubhte hai,
Par phir bhi wo bhale hai phoolon se doston,
Phool kabhi balon mein kabhi arthi pe sajte hai.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #12 on: January 26, 2005, 09:01:16 AM »
Quote from: "Pooja"
Kanto ne hi samjaai hai Phoolo ko najakat,
aor hum phoolo se chot lagwa bathy,
Tumne to samjaya tha lakh bar,
Hum bhir bhi tumhi se dil laga bathy.


Phoolon ki najakat pe na jana aye doston,
Katon ki chubhan ko hi gale lagana aye doston,
Katon ki chubhan jante hai hum toh sadiyon se,
Phoolon ki chubhan ke nasoor na banana aye doston.
Logged
pandit
Guest
«Reply #13 on: January 26, 2005, 09:07:30 AM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Pooja"
wah!!! Nice all!!!

Kaanto se karo payar ki phoolon ka arth samjhaty hai
bin kanto ki chubhan ke kon puchega in phoolon ko
nahi hai dosh phoolon ka bhi kuch
kayun ki kabhi kabhi wo bhi sangant ka asar dikhaty hai!!!!


Pooja ji,

Katon se hi kyu hai gila sabko aye mere dost,
Kya khata hai unki jo shikayatein hai itni,
Bas itni hi na ki har pal mein wo bas ek se hi hai,
Kal bhi wo chubhte the, aaj bhi wo chubhte hai,
Par phir bhi wo bhale hai phoolon se doston,
Phool kabhi balon mein kabhi arthi pe sajte hai.


thy ji....nice....
kaaton se nahi hai shikayaten itni,ki
hai unki khaasiyat bhi itni,ki
hamesha wo sirf chubhate hi hai,
lekin phoolon se bhi seekhin wo baate itni,
ki wo kabhi gum to kabhi khushi bhi deete hai. :cry:
Logged
thycreator
Guest
«Reply #14 on: January 26, 2005, 09:17:26 AM »
Quote from: "pandit"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Pooja"
wah!!! Nice all!!!

Kaanto se karo payar ki phoolon ka arth samjhaty hai
bin kanto ki chubhan ke kon puchega in phoolon ko
nahi hai dosh phoolon ka bhi kuch
kayun ki kabhi kabhi wo bhi sangant ka asar dikhaty hai!!!!


Pooja ji,

Katon se hi kyu hai gila sabko aye mere dost,
Kya khata hai unki jo shikayatein hai itni,
Bas itni hi na ki har pal mein wo bas ek se hi hai,
Kal bhi wo chubhte the, aaj bhi wo chubhte hai,
Par phir bhi wo bhale hai phoolon se doston,
Phool kabhi balon mein kabhi arthi pe sajte hai.


thy ji....nice....
kaaton se nahi hai shikayaten itni,ki
hai unki khaasiyat bhi itni,ki
hamesha wo sirf chubhate hi hai,
lekin phoolon se bhi seekhin wo baate itni,
ki wo kabhi gum to kabhi khushi bhi deete hai. :cry:


Thanx Pandit ji,

Humko nahi gila hai kissi se bhi mere dost,
Sab hi dunia mein apna farz nibhate hai,
Kubul katon ki chubhan, phoolon ki Sadgi,
Hum toh har seh pe bas apna sir jhukate hai.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:13:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer