nahi milta

by vikas2210 on May 06, 2006, 06:00:52 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2297 times)
vikas2210
Guest
kuch man mai aaya to likh diya pehli do lines meri nahi hai sabko pata hai..... aur ho bhi nahi sakti    kyonki mere bas ka nahi hai itna ummda likhna par aage ki saari line mere apne khayalat hain....


Har kisi ko mukamal jahan nahi milta
Kisiko zamee kisiko aasma nahi milta
 (n/m)

Koi tarpata hai milne ke liye
kisi ko judai ka gum nahi milta
Kisi ko aansu kisi ko rone ke liye kaandha nahi milta

Kisi ko wafa to kisi ko be-wafa nahi milta
Humne bhi chahi thi mohabbat teri
Par humko to saanso ka saath nahi milta…..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
humsafar nahi milta by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Kuch nahi milta by muneeb in Shayri-E-Dard
kabhi kisi ko mukammal jaha nahi milta by clicksahil in Shayri-E-Dard
nahi milta by jeetufor_u in Shayri-E-Dard
Wo Meherbaan Nahi Milta... by ImaN_ in Shayri for Khumar -e- Ishq
ranjana
Guest
«Reply #1 on: May 06, 2006, 07:05:27 AM »
Quote from: "vikas2210"
kuch man mai aaya to likh diya pehli do lines meri nahi hai sabko pata hai..... aur ho bhi nahi sakti    kyonki mere bas ka nahi hai itna ummda likhna par aage ki saari line mere apne khayalat hain....


Har kisi ko mukamal jahan nahi milta
Kisiko zamee kisiko aasma nahi milta
 (n/m)

Koi tarpata hai milne ke liye
kisi ko judai ka gum nahi milta
Kisi ko aansu kisi ko rone ke liye kaandha nahi milta

Kisi ko wafa to kisi ko be-wafa nahi milta
Humne bhi chahi thi mohabbat teri
Par humko to saanso ka saath nahi milta…..


very nice vikas ..........sach hai kabhi kisi ko mukmal jahan nahi milta....

aankho mein sagar aur dil mein
aag liye main jalata hun......
dil mein soo soo aramano ka ......
tufaan liye mein chalta  hun......

chupchaap akale mein unki
yaado ke neer bahata hun
antar man ki jawala ko
main dard sawro mein gata hun..n/m




Logged
nirbhay
Guest
«Reply #2 on: May 06, 2006, 07:16:35 AM »
Very nice both!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #3 on: May 06, 2006, 07:41:20 AM »
thanks Ranju and Neer bahi........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 06, 2006, 08:45:55 AM »
Nice One Vikas Bhai,..

Dard Tere Maine Muskuraake Liye,..
Badle Mein Tune Mujhe Dil Pe Zakham Diye,..
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: May 06, 2006, 09:17:10 AM »
thanks and nice 2 u too JS Bhai....

gum nahi dard mila payar mai
gum to mere jewan ka saathi hai
gila tujhse bhi koi nahi
gila to khuda se hai
ke mangi jab maut to zindgi thama di.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 06, 2006, 09:25:46 AM »
Shukriya Bhai,..

Akela Hoon Main Is Duniya Mein,..
Koi Saathi Hai To Mera Saaya,..

Na To Parwaana aur Na Deewaana Main kisi Mehfil Ka,..
Sooni Sooni Raahein Thamti Hain Baahein Gham Kisi Manzil Ka,..
Main To Hoon Raahi Dil ka Koi Saathi Hai To Mera Sayaa,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #7 on: May 06, 2006, 10:54:04 AM »
good Bhaiiiiiiiii..

gum ke saye mei zindgi guzar gayi
meri aankho se gum ki dhara beh gayi
siskate rahe mere zakham saari raat
na tu aayi na aaya tera saya......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: May 06, 2006, 01:41:51 PM »
Thak U Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 06, 2006, 01:43:01 PM »
Insaan Par Jab Gham Ke Andhere Aate Hain,..
To Saaye Bhi Kahin Choop Jaate Hain,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: May 06, 2006, 05:14:50 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "vikas2210"
kuch man mai aaya to likh diya pehli do lines meri nahi hai sabko pata hai..... aur ho bhi nahi sakti    kyonki mere bas ka nahi hai itna ummda likhna par aage ki saari line mere apne khayalat hain....


Har kisi ko mukamal jahan nahi milta
Kisiko zamee kisiko aasma nahi milta
 (n/m)

Koi tarpata hai milne ke liye
kisi ko judai ka gum nahi milta
Kisi ko aansu kisi ko rone ke liye kaandha nahi milta

Kisi ko wafa to kisi ko be-wafa nahi milta
Humne bhi chahi thi mohabbat teri
Par humko to saanso ka saath nahi milta…..


very nice vikas ..........sach hai kabhi kisi ko mukmal jahan nahi milta....

aankho mein sagar aur dil mein
aag liye main jalata hun......
dil mein soo soo aramano ka ......
tufaan liye mein chalta  hun......

chupchaap akale mein unki
yaado ke neer bahata hun
antar man ki jawala ko
main dard sawro mein gata hun..n/m






very  nice  Vikash.............  Jansheen....  aaap  don  ne  bahot accha likha...

woh gher to khuab gah k chiragh nay jala diya
kahan ke neend, kaisay khuab, sab dhuain main kho gaye...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 07, 2006, 09:42:46 AM »
Shukriya waheed Bhai,..

Sambhalta Nahi Ab Dil Mera Tere Thukraane ke Baad,..
Ke Aaj Roya Hoon Main Itna Ek Pal Muskuraane ke Baad,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
MHussain
Guest
«Reply #12 on: November 13, 2008, 02:31:32 PM »
acha likha hai pasand aya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: November 17, 2008, 09:15:28 AM »
Shukriya Husain,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: September 30, 2009, 07:07:46 PM »
Shukriya waheed Bhai,..

Sambhalta Nahi Ab Dil Mera Tere Thukraane ke Baad,..
Ke Aaj Roya Hoon Main Itna Ek Pal Muskuraane ke Baad,..

___________________________________-Jaanasheen-

Shukriya Bhai,..

Akela Hoon Main Is Duniya Mein,..
Koi Saathi Hai To Mera Saaya,..

Na To Parwaana aur Na Deewaana Main kisi Mehfil Ka,..
Sooni Sooni Raahein Thamti Hain Baahein Gham Kisi Manzil Ka,..
Main To Hoon Raahi Dil ka Koi Saathi Hai To Mera Sayaa,..

_________________________________-Jaanasheen-




      There is someone out there, made for every person. I know that because I found myself alone on many occasions. I would turn around in hope, that maybe tables have turned and someone's at the corner waiting my arrival, but I was wrong. And similar thoughts echoed in my mind.
      Today I come to know why all that endurance was reserved for me. Because people that are eternally happy are not gifted an angel from Allah. I went through all the hardships and troubles of life earlier in the years, because from now till the end, Allah has granted me an angel to wipe away my anguish and my tears. Allah has given me to you and you to me.

Thank you, sweet heart, thank you jaanu, for being my angel, for being a part of my life...~
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 08:25:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer