{ { ...nahin royee nahin hoon main.....} }

by -Kashish- on June 07, 2009, 11:14:29 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3304 times)
diya786
Guest
«Reply #15 on: June 10, 2009, 10:59:23 AM »
bahut Bahut Khoob Kashish!!!

Bahut Acha Likha Hai Aapne.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


shukriya khwaish ji...
Logged
diya786
Guest
«Reply #16 on: June 10, 2009, 11:00:44 AM »

Aaye Haye.. Kashish Dear.. Kitna Dard Hai Is Rachna Me.. 3 baar Padhi hai Maine abhi aapki yeh Rachna.. Itni khubsoorati se Likhi hai aapne.. !!!

Taareef Me Kya Likhun dear.. lafz nahi mil rahe Hain..!! Bassss itna kahunga ki Dil ko chhoo gai aapki yeh Rachna.. Great Words & Great Work.. Applause Applause



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


**~** Mann **~**

are vicky ji aap aate hain aur har baar kuch aisa likh dete hain ki mujhe lafz nahin milte aapka shukriya ada karne ke... notworthy
Logged
diya786
Guest
«Reply #17 on: June 10, 2009, 11:02:12 AM »
Waah...Bohot Khoob dear.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

shukriya Talat ji...
Logged
diya786
Guest
«Reply #18 on: June 10, 2009, 11:03:15 AM »
bahut bahut khoob kashish ji
 Applause Applause Applause

shukriya Poppoetry ji...
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #19 on: June 10, 2009, 11:05:11 AM »

Bahut bahut shukriya Abd sahab jo aap is thread par aaye
aapne bhi kamaal likha hai....
Clapping Smiley Clapping Smiley
Reading your poem  was a pleasure! Shukriyah Kashish ji!
                                  - abd bundeli

Logged
diya786
Guest
«Reply #20 on: June 10, 2009, 11:14:00 AM »
Reading your poem  was a pleasure! Shukriyah Kashish ji!
                                  - abd bundeli



Shukriya Abd Sahab... notworthy
Logged
abdbundeli
Guest
«Reply #21 on: June 10, 2009, 11:35:09 AM »
Shukriya Abd Sahab... notworthy
You're welcome!
       - abd bundeli
Logged
salil2002
Guest
«Reply #22 on: June 10, 2009, 11:44:29 AM »
bahut achche diya
Logged
Talat
Guest
«Reply #23 on: June 10, 2009, 09:19:20 PM »
Bohot Khoob Majid
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #24 on: June 14, 2009, 02:01:52 PM »
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 




Ye Jo aapne Likha Hai sara sar waqt zaya Kiya Hai...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #25 on: June 14, 2009, 02:06:56 PM »

wah Gudiya Raani Bohat Hi
Shadgi Ke Saath Apne Dil Ki Baaten
Likhi Hai Aapne
Khush Raho Behna Ik Chhoti Si
Koshish Karta Hun Galti Maaf Karta.


Oudhkar Tere Naam Ki Rida Kahin Khoyi Hoon
Sarapa Teri Yaad Mein Khud Ko Dooboyi Hoon.

Darti Hun Aankhon Se Mitna Jaaye Tera Aqsh
Isliye Bohat Dino Se Surat Nahi Dhoyi Hoon.

Mehakne Lagi Hai Seeney Mei Dhadkan Dhadkan
Jab Se Sanson Mein Teri Khushbu Piroyi Hoon.

Khokhar Tujhe Kuch Yun Hua Hai Dilabar Mere
Ki Teri Kasam Bohat Raaton Se Nahi Soyi Hoon.

Darti Hoon Kahin Ho Na Jaaye Muhabbat Rushwa
Bakhuda Is Waste Ik Bund Bhi Nahi Royi Hoon.




Waah Re Mere Laal...Mere Kaleje k Tukde...Tu aisa bhi Likh sakta Hai Kya..Party badal leta hai re bawa...kabhi is taraf kabi us taraf..
Logged
Deepati
Guest
«Reply #26 on: June 15, 2009, 04:45:59 AM »
Jaane kyun meri aankhon ka kaajal
ab phaelta jaa raha hai
rehta to pehle bhi tha in aankhon mein
nahin, main royee nahin hoon...

Jaante ho na mausam ke is rukh ko
khushk ho jaata hai sab kuch
mere bhi hoth hain sookhe
nahin, main royee nahin hoon...

Dekh kar andekha kar do yeh aanchal
zara paani se bheeg gaya hai
jaane do,bhool bhi jaao
nahin, main royee nahin hoon...

Kahan pareshaan hoon main
bas aise hi khamosh hoon main
dil mein koi baat bhi nahin
nahin,royee nahin hoon main...

Bahut tez tha hawa ka woh jhonka
le aaya tha kuch tinke saath mein
ek chubh gaya to surh hain aankhein
nahin , main royee nahin hoon... 




Kamaal ka likha hai aapne, Kashish Ji! Bahut he khooob! Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: July 06, 2009, 06:17:18 PM »
bahoot khoob Kashish, Abd ji and Majid ji!!!
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:57:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer