***Najane Ashk...***

by Meena on February 04, 2005, 03:40:15 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 2864 times)
Meena
Guest
«Reply #30 on: February 05, 2005, 05:13:33 PM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
nicee!!!!

is dunyia me aye hai sab ko kush karne ke liye,
gam lene aur kushiyan dene ke liye,
tume kaise de  de woh cheez jise pala hai bachpan se,
zakhm koi buniyat nahin kisi se nata chodne ke liye!  :wink:


Hmmmm,
Sabko ho sab kuch dete, hame gam hi tum dedo,
Jiski tamanna tumse hai, hame sanam wo tum dedo.


gum koi khairat nahin jisko tumare hawale kar doon,
yeh woh ghav hai jo jism se chipke hai,
gored kar unne kaise phir se hara kar doon?
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ashk... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 8 9 »
NAJANE KYUN AAJ KUCH GUNGUNANE KO JEE CHAHTA HAI by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
najane kyoun.... by roshni246 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
**Najane woh ladki kaun hai** by dead heart in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Meena
Guest
«Reply #31 on: February 05, 2005, 05:14:12 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Meena"
nicee!!!!

is dunyia me aye hai sab ko kush karne ke liye,
gam lene aur kushiyan dene ke liye,
tume kaise de  de woh cheez jise pala hai bachpan se,
zakhm koi buniyat nahin kisi se nata chodne ke liye!  :wink:



wah1!!!!!!!!!!!!!!!1   sabhi  login  ne bahot  accha  likha........bahot  khoob...


Bas Ek Udassi Hai Dheemi Se
Bas Ek Be'dard Se Thakan Hai
Jo Zindagi Ke Adhure Pan ko
Hadon Se Agay Barha Rahi Hai..................................(nm)


wah waheed ji!

 :D
Logged
dolly
Guest
re
«Reply #32 on: February 05, 2005, 06:23:59 PM »
Nice MEENAJI...WAHEEDJI....yeh dard yeh ghaav .....iss duniya se na jaane kab jaayenge..  sad5

Meenaji i dont know meri yeh post aapke thread ke acc. hai ke nahi....bt yahin likh rahin hoon....


Kabhi apni hi hansi par  aata hai gussa…
Kabhi saare jag ko hansaane ka jee chahta hai…

Kabhi rota nahi man kisi ki maut par…
Kabhi yunhi aansoon bahane ko jee chahta hai..

Kabhi achha lagta hai aakaash mein udna,
Kabhi kisi ke bandhan mein bandh jaane ko jee chahta hai..

Kabhi saari duniya ka saath bahut bhaata hai…
Kabhi khud ko bhi bhulaane ko jee chahta hai….

kabhi maangti hoon naya jeevan..
kabhi isko hi mitaane ko jee chahta hai...(NM)
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #33 on: February 05, 2005, 06:26:48 PM »
lol
Logged
Meena
Guest
«Reply #34 on: February 05, 2005, 06:26:53 PM »
Quote from: "dolly"
Nice MEENAJI...WAHEEDJI....yeh dard yeh ghaav .....iss duniya se na jaane kab jaayenge..  sad5

Meenaji i dont know meri yeh post aapke thread ke acc. hai ke nahi....bt yahin likh rahin hoon....


Kabhi apni hi hansi par  aata hai gussa…
Kabhi saare jag ko hansaane ka jee chahta hai…

Kabhi rota nahi man kisi ki maut par…
Kabhi yunhi aansoon bahane ko jee chahta hai..

Kabhi achha lagta hai aakaash mein udna,
Kabhi kisi ke bandhan mein bandh jaane ko jee chahta hai..

Kabhi saari duniya ka saath bahut bhaata hai…
Kabhi khud ko bhi bhulaane ko jee chahta hai….

kabhi maangti hoon naya jeevan..
kabhi isko hi mitaane ko jee chahta hai...(NM)


wah dolly sis!!!!!!!!! its such a beautful poem!!!!! brillient! esp the last 2 lines!

 :D
Logged
dolly
Guest
«Reply #35 on: February 05, 2005, 06:45:33 PM »
yea.....i also liked it v much....thanx.....!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #36 on: February 06, 2005, 04:28:22 AM »
Wah..Bohat hi khoob likha hai aap sab ne..beautiful....

Yaad kabhi  tujhko aaye guzra huwa zamaana
Tujhko Qasam wafaa ki aansoo na tu bahaana  

Milna hi do dilon ka dar-asal hai judaai
Ulfat ke rang-o-gham se rishta hai yeh puraana

Ro ro ke keh rahe hain armaan machal machal ke
Duniya mein naam-e-ulfat ashkon ka hai khazaana

Aye bubul-e-gulistan tum yun na muskuraao
Posheeda iss khushi mein gham ka hai taraana

Ho jagah koi woh Ya_Rabb, jahan chaand ho na taarey
Na tau darr ho bijliyon ka, ghar ho na aashiyana

Apni yaaro jahan mein bas aarzoo yehi hai
Karne wafaa hain aaye, kar ke wafaa hai jaana
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #37 on: February 06, 2005, 04:31:51 AM »
good job aryaan!

Jo Saaz Se Nikli Hai, Woh Sada Sab Ne Suni Hai
Jo Saaz Pe Guzri Hai, Woh Kisi Dil Ko Khabar Hai
*nm
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #38 on: February 06, 2005, 04:38:21 AM »
Thanx  myheart_ursonly....n nice one...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #39 on: February 06, 2005, 09:37:57 AM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "Meena"
nicee!!!!

is dunyia me aye hai sab ko kush karne ke liye,
gam lene aur kushiyan dene ke liye,
tume kaise de  de woh cheez jise pala hai bachpan se,
zakhm koi buniyat nahin kisi se nata chodne ke liye!  :wink:


Hmmmm,
Sabko ho sab kuch dete, hame gam hi tum dedo,
Jiski tamanna tumse hai, hame sanam wo tum dedo.


gum koi khairat nahin jisko tumare hawale kar doon,
yeh woh ghav hai jo jism se chipke hai,
gored kar unne kaise phir se hara kar doon?


Hmmmm.......thik hai...
Logged
thycreator
Guest
«Reply #40 on: February 06, 2005, 10:00:08 AM »
Quote from: "dolly"
Nice MEENAJI...WAHEEDJI....yeh dard yeh ghaav .....iss duniya se na jaane kab jaayenge..  sad5

Meenaji i dont know meri yeh post aapke thread ke acc. hai ke nahi....bt yahin likh rahin hoon....


Kabhi apni hi hansi par  aata hai gussa…
Kabhi saare jag ko hansaane ka jee chahta hai…

Kabhi rota nahi man kisi ki maut par…
Kabhi yunhi aansoon bahane ko jee chahta hai..

Kabhi achha lagta hai aakaash mein udna,
Kabhi kisi ke bandhan mein bandh jaane ko jee chahta hai..

Kabhi saari duniya ka saath bahut bhaata hai…
Kabhi khud ko bhi bhulaane ko jee chahta hai….

kabhi maangti hoon naya jeevan..
kabhi isko hi mitaane ko jee chahta hai...(NM)


Too gud dolly ji..... tongue3
Logged
dolly
Guest
«Reply #41 on: February 06, 2005, 10:53:08 AM »
thanx Amitji!!!!!

 tongue3 Huh?Huh?? :?:
Logged
dolly
Guest
«Reply #42 on: February 06, 2005, 10:54:55 AM »
Quote from: "Aryaan"
Wah..Bohat hi khoob likha hai aap sab ne..beautiful....

Yaad kabhi  tujhko aaye guzra huwa zamaana
Tujhko Qasam wafaa ki aansoo na tu bahaana  

Milna hi do dilon ka dar-asal hai judaai
Ulfat ke rang-o-gham se rishta hai yeh puraana

Ro ro ke keh rahe hain armaan machal machal ke
Duniya mein naam-e-ulfat ashkon ka hai khazaana

Aye bubul-e-gulistan tum yun na muskuraao
Posheeda iss khushi mein gham ka hai taraana

Ho jagah koi woh Ya_Rabb, jahan chaand ho na taarey
Na tau darr ho bijliyon ka, ghar ho na aashiyana

Apni yaaro jahan mein bas aarzoo yehi hai
Karne wafaa hain aaye, kar ke wafaa hai jaana


woww!!! Bahut achha likha aapne Aryaanji..Bahut khoob!!
Logged
dolly
Guest
«Reply #43 on: February 06, 2005, 10:58:14 AM »
Quote from: "myheart_ursonly"
good job aryaan!

Jo Saaz Se Nikli Hai, Woh Sada Sab Ne Suni Hai
Jo Saaz Pe Guzri Hai, Woh Kisi Dil Ko Khabar Hai
*nm


Nice one ....Amit!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #44 on: February 06, 2005, 11:05:19 AM »
very nice aryaan ji and heart!!!!!!!!

 :D
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:34:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer