najane kyoun....

by roshni246 on November 06, 2005, 07:41:15 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3517 times)
nirbhay
Guest
«Reply #15 on: November 19, 2005, 06:08:06 AM »
Wah wah khoob sis!!, sach mein bahut dard hai shabdon mein.


Waafa to ki magar jafa kabhie na mili
Bewaafai na ki magar muhabaat kabi na mili
Kia reh jayega gum ta umra, ke wo humein kiu na mili??
Ta umra palkein uski rah mein bichaa dunga......
Jo pata muje chal jaye, bhatki hai to kis galli!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
***Najane Ashk...*** by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
Kyoun....? by Pundreek in Shayri for Dard -e- Judai
NAJANE KYUN AAJ KUCH GUNGUNANE KO JEE CHAHTA HAI by siddharth in Shayri for Khumar -e- Ishq
**Najane woh ladki kaun hai** by dead heart in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #16 on: November 19, 2005, 06:20:43 AM »
Thanks and Good one nirbhay!!

Dard ki intihaan ab najar anne lagi
milla wo jakham ki jaan jaane lagi
do kadam per hi thi zindagi shayad khari
phir se jiyun zindagi, phir yah baat sataane lagi!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #17 on: November 19, 2005, 06:31:45 AM »
Haardik Aabhinandan (Warm welcum)

Dard ki kithi hamney dawa, jo din raat Pyaas baarney lagi
Bhulana chaha har aks se, par wo to har khwaab mein aaney lagi
Pita hun dard jo to aab jaam mein bhi wo nazar aane lagi
Zeher kiu na de diya uspal, jab nazar aasiyane ko jamane ki lagi!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: November 19, 2005, 06:39:39 AM »
Good one!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #19 on: November 19, 2005, 12:00:27 PM »
very  Nice work  Nirbhay.....Style guru.....Pooja sis...

mat dekho mujhe,yeh chehra kabhi na bhulapaoge,
be-noor lagega yeh saara jahan tum jahan bhi jaogi,
mat sajana kabhi meri tasveer apne aashiyane mein,
warna mujhe  yaad karke, mere dil ki bechaini badhaoge......
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #20 on: November 19, 2005, 03:33:13 PM »
Thnx bhai and Nice 1
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: November 19, 2005, 05:22:08 PM »
Thanxxxxxxxxxxx.................Nirbhay........
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #22 on: November 19, 2005, 05:40:00 PM »
Quote from: "roshni246"
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya..
Yun to har shaam ummeedon me guzar jaati thi,
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya..
Kabhi taqdir ka maatam, kabhi duniya ka gila,
Manzil-e-ishq me har gaam pe rona aaya...
Jab hua zikr zamaane me mohabbat ka
Mujhko apne dil-e-bekaam pe rona aaya....



kiya hai badnaam ishq ko is jaha ne aaisa...

diya humesha dard diya nahi hai kisi ne jaisa ....

chahne walo per kerta hai her tarah se zulm-sitam...

phir kerta hai tazarri kisiki mayyiat ki kisi ki doli utha ker....

kabhi banta hai gawah kisi miyyiat per aansu baha kerr......

deta hai ilzam phir k kiya tha bura haal ishq ne is deewanwe ka.....

phir kerta hai fariyad kisi aashiq k phir na paida hone ki.......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: November 22, 2005, 04:25:43 PM »
Na Janay us shakhs ko ye kaisa hunar ata hai
Raat hoti hay tou Aankhoon main uttar ata hai......
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #24 on: November 25, 2005, 12:06:54 PM »
Very well done by all and thanks too to all ...


Nazar na hoti nazare na hote,
Is duniya mein hasino ka guzara na hota,
Humse ye mat kaho ke dil lagana chhod de,
Jaake us khuda se kaho hasino ko banana chhod de ...
Logged
roshni246
Guest
«Reply #25 on: November 25, 2005, 01:23:42 PM »
thx for replying guys......
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #26 on: December 02, 2005, 03:26:08 PM »
You are most welcome ...
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #27 on: December 04, 2005, 10:34:36 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Very well done by all and thanks too to all ...


Nazar na hoti nazare na hote,
Is duniya mein hasino ka guzara na hota,
Humse ye mat kaho ke dil lagana chhod de,
Jaake us khuda se kaho hasino ko banana chhod de ...


hasino ko banaya to gunah kya hai kiya....

hai wo bhi koi hasi jisne tumhe aapna khoon diya...

mat ker dua khuda se k na banai k hasino ko....

ker dua aaisi k phir na kisi ka ishq yu zaya jaye.......
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #28 on: December 13, 2005, 02:58:37 PM »
Very nice work buddys........

Arz hai

Apnapan sikha kar juda ho gaye,
Na socha na samjha khafa ho gaye,
Duniya me ab hum kisko apna kahenge,
Wo bhi auron ki tarah bewafa ho gaye.........
Logged
roshni246
Guest
«Reply #29 on: December 14, 2005, 06:00:24 AM »
wow guys bohot acha likha app sabne...............

Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain,
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain,
Aasuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain,
Jo Unhe Doond lete hain,
Wahi Zindagi Jee Lete Hain.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:56:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer