Nasoor Aankh Ka-----------Abul Asad

by Abul Asad on December 24, 2011, 07:38:08 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2339 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Kiya mile ga banjar zameen se tumhe
 Jis ki na mitti kaam ki na fasl kaajh ki
 
Hai bas ek nasoor aankh ka veeran sa
 Dasht-e Ghubaar, tanha, ujda khali sa
 
Rukta nahin jis par koi parinda hava ka
 Chalta nahin jis par koi darinda zamin ka

Aati nahi janhan fazayen kabhi laut kar
Muskurata nahi janhaan  mausam bahar ka


Abul Asad


Meanings of difficult words:

Nasoor: (n) Anything which corrodes, corrupts, or destroys

Banjar Zameen : vacant, baren land, not useful for crops

Dasht: desert

Ghubaar: dust,  hand ful of dust

Parinda: bird, creatures with wings

Darinda: animal, that walks the ground
Logged
sbechain
Guest
«Reply #1 on: December 24, 2011, 11:18:26 AM »
Kiya mile ga banjar zameen se tumhe
 Jis ki na mitti kaam ki na fasl kaajh ki
 
Hai bas ek nasoor aankh ka veeran sa
 Dasht-e Ghubaar, tanha, ujda khali sa
 
Rukta nahin jis par koi parinda hava ka
 Chalta nahin jis par koi darinda zamin ka
Abul Asad


ABUL SAHAB AAP JAB ITNA ACHA LIKHTE HO TO MOQAMMAL GHAZAL YA NAZAM KYON NAHIN LIKHTE RAHTE HAIN...!
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: December 24, 2011, 11:28:36 AM »
Sheba ji,

Innayat aapki, aap hamari nadaani ko acha kehte hain.

shukriya, koshishen keen thin kuch,
thoray say alfazon ke ghotay lagane ki. Kuch sharminda hovay
Jab paani ghera hova sukhanwari ka. Kuch tairne ki kami thi
kuch aap jaise Qalamkaron ke kalaamon ke toofan ko daikh kar.

Aap younhi aate rahiye hamari islah ke liye, aur rehnumai karte rahiye
aik din shayad kuch likh bhi lainge.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: December 24, 2011, 03:49:52 PM »
Asad ji
khoob likh rahe hai aap. dekhiye na maine sahi kaha tha na.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: December 24, 2011, 03:52:17 PM »
Kiya mile ga banjar zameen se tumhe
 Jis ki na mitti kaam ki na fasl kaajh ki
 
Hai bas ek nasoor aankh ka veeran sa
 Dasht-e Ghubaar, tanha, ujda khali sa
 
Rukta nahin jis par koi parinda hava ka
 Chalta nahin jis par koi darinda zamin ka


Abul Asad


Meanings of difficult words:

Nasoor: (n) Anything which corrodes, corrupts, or destroys

Banjar Zameen : vacant, baren land, not useful for crops

Dasht: desert

Ghubaar: dust,  hand ful of dust

Parinda: bird, creatures with wings

Darinda: animal, that walks the ground



Adaab Asad ji..Bahut Acha Likha Hai Aapne Aur Yakeenan Aap Guzarte waqt Ke saath Aur Bhi Gehrai Laayenge Apni lekhni Mein..

Bahut Ache..Bahut Khoob Likhte Rahiye Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: December 24, 2011, 08:20:28 PM »
Asad ji
khoob likh rahe hai aap. dekhiye na maine sahi kaha tha na.

MKV Sahab,
Yeh jo aap keh rahe hain issmein hairani ki baat yeh hai
ke kuch horaha hai.

Aap logon ki mohabbaton ka nateeja hai yeh sab
nake mujh jaison ki khabiliyat ka natija kuch.

Muhabbat aur duaon me badi taqat hoti hai
Mujhse nikkammon ko bi khatt-at kardeti hai

Aap ka hr baar ki tarha mashkuur

Dua goo
Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: December 24, 2011, 08:27:11 PM »

ABUL SAHAB AAP JAB ITNA ACHA LIKHTE HO TO MOQAMMAL GHAZAL YA NAZAM KYON NAHIN LIKHTE RAHTE HAIN...!

Sheba ji aapki rai se in asharon ko
aik ghazal ka mukammil qata'a bana diya hoon.

Aap ki zair-e nazar
aur islah talab.

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #7 on: December 25, 2011, 10:36:47 AM »

Adaab Asad ji..Bahut Acha Likha Hai Aapne Aur Yakeenan Aap Guzarte waqt Ke saath Aur Bhi Gehrai Laayenge Apni lekhni Mein..

Bahut Ache..Bahut Khoob Likhte Rahiye Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Khwaish Saheb,

Bahut hi inaayat sahab, aap ka har alfaaz mere liye ahmiyat rakhta hai, aap mere behke hovay alfaazon ko sarhate hain.
Aap ki mohabbat hai yeh.

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 26, 2011, 04:25:05 AM »
 Applause Applause Applause
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: December 26, 2011, 09:03:32 AM »
Dr Saheb,

shukriya, Behad Shukriya
Aap ki mohabbat hai yeh

Dua goo
Abul Asad
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:54:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer