Nazm, Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.

by Abdul Azeem Azaad on June 13, 2019, 01:39:30 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 569 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.
Ki Is Pe Kabhi,
Teri Ungliyaan Khela Karti Thi,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

Is Se Tere Gaalon Ko Chua Karta Tha,.
Aksar Tere Naam Ke Pehle Harf Ko,.
Main Hateli Par Likha Rakha Tha,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.

Ye Dhoondti Hai,
Tere Duppatte Ke Us Kone Ko,.
Jise Thaam Kar, Main Teri Khusboo Ko,
Mehsoos Kiya Karta Tha,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

Ki Ise Tere Sar Pe, Tere Shaano Pe,.
Rakha Karta Tha,.
Kabhi Teri Hateli Ko Thaam Kar,.
Kinaaron Chala Karta Tha,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

Kabhi Kheenchi Thi,
Tere Naam Ki Lakeer Is Par,.
Jo Ab Bhi Halki-Halki Nazar Aati Hai,.
Lekin, Wo Lakeer Dhoondta Hoon,.
Tere Naam Ki, Jo Kismat Mein Hoti,.
To Tu Meri Hoti,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

-©Azeem Azaad,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khaali Haath Mere..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Khaali hath... by brokenbyluv in Shairi - E - Zindagi
°Nazm° Sab hi kahte The Husn-o-Shabaab Ki Nazm by vipul kumar in Ghazals
haath khaali by nirala in Shayri-E-Dard
Ek Dum Khaali hai by Akash Basudev in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: June 13, 2019, 01:43:06 AM »
https://youtu.be/cChS5EzCOa0

To Listen This Nazm Please Click This Link,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #2 on: June 13, 2019, 10:49:29 AM »
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.
Ki Is Pe Kabhi,
Teri Ungliyaan Khela Karti Thi,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

Is Se Tere Gaalon Ko Chua Karta Tha,.
Aksar Tere Naam Ke Pehle Harf Ko,.
Main Hateli Par Likha Rakha Tha,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.

Ye Dhoondti Hai,
Tere Duppatte Ke Us Kone Ko,.
Jise Thaam Kar, Main Teri Khusboo Ko,
Mehsoos Kiya Karta Tha,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

Ki Ise Tere Sar Pe, Tere Shaano Pe,.
Rakha Karta Tha,.
Kabhi Teri Hateli Ko Thaam Kar,.
Kinaaron Chala Karta Tha,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

Kabhi Kheenchi Thi,
Tere Naam Ki Lakeer Is Par,.
Jo Ab Bhi Halki-Halki Nazar Aati Hai,.
Lekin, Wo Lakeer Dhoondta Hoon,.
Tere Naam Ki, Jo Kismat Mein Hoti,.
To Tu Meri Hoti,.
Ye Hateli Jo Khaali Hai Ab,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.
Ise Dekhta Hoon Aur Sochta Hoon,.

-©Azeem Azaad,.

Azeem Bhai bahot din baad padha aapko.. Bahot hi Zabardast Peshkash hai.. Dard bhari yeh Nazm aaapki Dil ko chhoo gai.. Bahot khoob Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 14, 2019, 12:38:32 AM »
Azeem Bhai bahot din baad padha aapko.. Bahot hi Zabardast Peshkash hai.. Dard bhari yeh Nazm aaapki Dil ko chhoo gai.. Bahot khoob Applause Applause

**~** Mann **~**

Shukriya Vikaas Bhai,.
Khushi Hui Aapka Comment Pardhke❣️
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: June 14, 2019, 03:23:07 AM »
bahut hee umdah waah waah.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: June 16, 2019, 12:56:04 AM »
bahut hee umdah waah waah.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya Mere Bhai
Logged
Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015


View Profile
«Reply #6 on: June 17, 2019, 02:36:17 PM »
Behtreen wah wah  Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 18, 2019, 01:36:11 AM »
Behtreen wah wah  Applause Applause Applause

Shukriya Bhai ❣️
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:50:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer