Nhi chahte

by BHONDU on July 28, 2006, 08:54:37 AM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 4778 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
humein khone ke daar se
humein paana nhi chahte.

jaise dard ki galiyon mein
khusiyon ke saaye jana nhi chahte

suna tha kisi se ishq bahut rulata hai
isiliye ab dil lagana nhi chahte.

tadapte ho jub itna hi humse
toot ke bahon mein kyn aana nhi chahte.

aakelapan humko raas aaya itna,
ab koi aasiyaana banana nhi chahte

tumhare bina to ye jism laash ban chuka hai
phir bhi isay zinda rakhe hai dafnana nhi chahte
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hum tumhe chahte hai is tarah by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 15 16 »
Chahte hain itna......... by Tamanna4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Ufff yeh ladke kya kya chahte hai......... by Namkeen in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
JO CHAHTE HO VO KEHTE HO.....MEHNDI HASSAN.... by Aman_rahi in Ghazals
Par ham aapko bhul na kaha chahte hai by redwhitegang in Shayri-E-Dard
vikas2210
Guest
«Reply #1 on: July 28, 2006, 10:26:15 AM »
very nice dear......


tere baigai zindgi zindgi nah
maut bhi mazur hai.....
agar aaye to teri bahon mai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #2 on: July 29, 2006, 02:32:52 AM »
bahut khoob kavi ji aur vikas ji....


unke bina zinadagi ab basar nahi hoti
meri gum ki shaam ki ab seher nahi hoti

katate hain raat hum karwat badal badal ke
ki ab toh khai.n khwabo mein bhi unki jhalak nahi milti

vaada thaa kabhi saath saath zindagi ko beetaane ka
ab toh ek pal bhi ki unse mulakaat nahi hoti

jo jaante ki itna dard milega hame unse mohabbat karke
toh unse dil laagne ki zid hamne taqdeer se na ki hoti
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #3 on: July 29, 2006, 10:20:43 PM »
Bohat Khoob Evry1!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #4 on: July 30, 2006, 04:04:16 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob kavi ji aur vikas ji....


unke bina zinadagi ab basar nahi hoti
meri gum ki shaam ki ab seher nahi hoti

katate hain raat hum karwat badal badal ke
ki ab toh khai khwabo mein bhi unki jhalak nahi milti

vaada thaa kabhi saath saath zindagi ko beetaane ka
ab toh ek pal bhi ki unse mulakaat nahi hoti

jo jaante ki itna dard milega hame unse mohabbat karke
toh unse dil laagne ki zid hamne taqdeer se na ki hoti


bahut aacha likha hai aapne ranjana ji,

ab to unke bina zindgi ka basar sa hota hai
maut ka dard bhi is zindgi mein beasar sa hota hai

dil mein phir ki aashiyaana kaise baane ki sooche
dil bhi aapa jalta hua sahar sa hota hai.

chot khaye hai aur... zindgi bhi hai behaal si
aksar aisa mohabbat ke her rehgujar se hota hai.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: July 30, 2006, 07:23:25 AM »
its really nice kavi ji bahut khoob likha hai aapne...


pyaar ki chandani na jaane kab dhal gayi
chand bhi kahi ja ke chhip gaya

kai raste meri raha se gujare
mera dil bas unki raha dekhata reh gaya

mile log mujhe parchhiyaan ban kar
ek diya umeed ka bas bujh ke reh gaya

kabhi they woh mere razdaan ,mere humsafar
aaj bas is rishte mein ek ajnabipan sa reh gaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #6 on: July 30, 2006, 07:37:07 AM »
Quote from: "ranjana"
its really nice kavi ji bahut khoob likha hai aapne...


pyaar ki chandani na jaane kab dhal gayi
chand bhi kahi ja ke chhip gaya

kai raste meri raha se gujare
mera dil bas unki raha dekhata reh gaya

mile log mujhe parchhiyaan ban kar
ek diya umeed ka bas bujh ke reh gaya

kabhi they woh mere razdaan ,mere humsafar
aaj bas is rishte mein ek ajnabipan sa reh gaya


aape bhi bahut aacha likha hai last ki do lines bahut aachi lagi...

chandni mein na jane ye badal kaha se aa gaye.
dil se dil ki raahoon  ko kyn wo uljha gaye.

jub bhi banna chaha main unki parchaai,
sanam mere na jaane kyn andhere mein sama gaye.

jinko samjha raazdar humne is zamaane mein.
aaj wo humko hi ajnabee bana gaye.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: July 30, 2006, 11:28:28 AM »
too good  kavi ji ........bahut hi sunder likha hai ...

woh chot per chot dil pe lagaate chale gaye
hum bas unko yun hi manaate chale gaye

shikve shikayat bhi ab kis se karte
jab woh hi hame ajanbi bana ke chale gaye

kash ki mit jaate hum unse ishq karte karte
woh juda ho ke hamse meri zinadgi ko ek jinda laash sa bana gaye
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 30, 2006, 12:33:08 PM »
Quote from: "ranjana"
too good  kavi ji ........bahut hi sunder likha hai ...

woh chot per chot dil pe lagaate chale gaye
hum bas unko yun hi manaate chale gaye

shikve shikayat bhi ab kis se karte
jab woh hi hame ajanbi bana ke chale gaye

kash ki mit jaate hum unse ishq karte karte
woh juda ho ke hamse meri zinadgi ko ek jinda laash sa bana gaye


good one ranjana ji.

jee rahe hai unki yaad mein zinda laash banker.
dil mein bai hai yaadein unki meri saans banker.
chahte rahe unko hum zindgi ki tarah.
dekhte hai phir bhi wo kyn ajnabee ki tarah.
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #9 on: July 30, 2006, 12:44:24 PM »
Very nice Bhondu ji, Vikas and Ranju di....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 30, 2006, 12:50:53 PM »
thank yu sikha ji
Logged
ranjana
Guest
«Reply #11 on: July 30, 2006, 05:15:06 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
too good  kavi ji ........bahut hi sunder likha hai ...

woh chot per chot dil pe lagaate chale gaye
hum bas unko yun hi manaate chale gaye

shikve shikayat bhi ab kis se karte
jab woh hi hame ajanbi bana ke chale gaye

kash ki mit jaate hum unse ishq karte karte
woh juda ho ke hamse meri zinadgi ko ek jinda laash sa bana gaye


good one ranjana ji.

jee rahe hai unki yaad mein zinda laash banker.
dil mein bai hai yaadein unki meri saans banker.
chahte rahe unko hum zindgi ki tarah.
dekhte hai phir bhi wo kyn ajnabee ki tarah.



bahut khoob .....

woh they mere saath mere saaye ki tarah
mere har dard mein they woh dawa ki tarah
saari tamana ab kyu rakh ban ke reh gayi
kehte they kabhi hame apni jaan woh aksar
ab woh baat woh  pyaar ki raat kyu bejaan ban ke reh gayi
Logged
ranjana
Guest
«Reply #12 on: July 30, 2006, 05:16:24 PM »
Quote from: "Shikha12"
Very nice Bhondu ji, Vikas and Ranju di....


shukriya Shikha ...... :D
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #13 on: August 01, 2006, 06:19:51 AM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "ranjana"
too good  kavi ji ........bahut hi sunder likha hai ...

woh chot per chot dil pe lagaate chale gaye
hum bas unko yun hi manaate chale gaye

shikve shikayat bhi ab kis se karte
jab woh hi hame ajanbi bana ke chale gaye

kash ki mit jaate hum unse ishq karte karte
woh juda ho ke hamse meri zinadgi ko ek jinda laash sa bana gaye


good one ranjana ji.

jee rahe hai unki yaad mein zinda laash banker.
dil mein bai hai yaadein unki meri saans banker.
chahte rahe unko hum zindgi ki tarah.
dekhte hai phir bhi wo kyn ajnabee ki tarah.



bahut khoob .....

woh they mere saath mere saaye ki tarah
mere har dard mein they woh dawa ki tarah
saari tamana ab kyu rakh ban ke reh gayi
kehte they kabhi hame apni jaan woh aksar
ab woh baat woh  pyaar ki raat kyu bejaan ban ke reh gayi


wo thay jinke liye her ek pal kaatey thay.
wo thay jinse hum her dukh dard baatey thay.
aaj unke liye bas kuch saas baki reh gayi.
zinda hi jal chuke bas raakh baki reh gayi.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #14 on: August 01, 2006, 07:50:40 AM »
bahut khoob ...

na jaane aaj bhi har aahat per lagta hai tum laut aaoge
mujhe samet loge apni bahon mein aur muskaroge
fir se do dil mil ke behekenge aur pyaar ke panchi fir se chekenge
per na tu laut ke aaya na teri koi khabar hi aayi
ab bas main hun teri yaade hain aur saath hai meri tanhai
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:47:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer