BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
«Reply #15 on: August 02, 2006, 05:43:10 AM » |
|
bahut khoob ...
na jaane aaj bhi har aahat per lagta hai tum laut aaoge mujhe samet loge apni bahon mein aur muskaroge fir se do dil mil ke behekenge aur pyaar ke panchi fir se chekenge per na tu laut ke aaya na teri koi khabar hi aayi ab bas main hun teri yaade hain aur saath hai meri tanhai ab to lagta hai mere sapno ka vyapaar hoga. tum aaogi mere liye to chamatkaar hoga. need jugnu,fool, titli,muflisi,dukh, muskiley aapko chor bas yahi ab mere saathi bache.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #16 on: August 02, 2006, 06:29:39 AM » |
|
na chhero is dard ke masoum mein koi haseen baat ki hame ek zamaana ho gaya hai unse kiye koi mohabbat ki baat
ab kisko hum apni baato se manaaye aur sataaye ki ab toh lab per mere aa ke ruki hai har baat
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #17 on: August 09, 2006, 04:19:12 PM » |
|
na chhero is dard ke masoum mein koi haseen baat ki hame ek zamaana ho gaya hai unse kiye koi mohabbat ki baat
ab kisko hum apni baato se manaaye aur sataaye ki ab toh lab per mere aa ke ruki hai har baat bahut aache ranjana ji aaj aapne labo ki khamosi ko tod do. dard ke baand ko aaj khula chod do. pyaas ghat ti nhi oos ke chatne se. per dil ko rahati milti hai dard ko batne se.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #18 on: August 09, 2006, 04:20:24 PM » |
|
na chhero is dard ke masoum mein koi haseen baat ki hame ek zamaana ho gaya hai unse kiye koi mohabbat ki baat
ab kisko hum apni baato se manaaye aur sataaye ki ab toh lab per mere aa ke ruki hai har baat bahut aache ranjana ji aaj aapne labo ki khamosi ko tod do. dard ke baand ko aaj khula chod do. pyaas ghat ti nhi oos ke chatne se. per dil ko rahati milti hai dard ko batne se.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #19 on: August 10, 2006, 03:42:48 AM » |
|
very nice kavi ji...
bataa di jo apne dard ki baat hamne aansu tere bhi chalak jaayenge na kar itna pyaar mujhko A sanam na jaane kab aur kahan hum tujhse bichar jaayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
tanha dil tanha safar
Guest
|
|
«Reply #20 on: August 10, 2006, 07:24:53 AM » |
|
rote ho mere iss dard ko dekh ker phir bhi isse qarar dilana nahi chahte
kerte ho mujhse pyar itna lekin khud ko bhi iska ehsaas dilana nahi chahte.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #21 on: August 10, 2006, 09:02:02 AM » |
|
bahut khoob ..........
hain yeh ehasas ab mere seene mein dafan kisi raaz ki tarah bhul ja ki kabhi ek hi rasata thaa tera aur mera
teri aankho mein ashq dekh sakati nahi hun mein tut jaayega mera bhi dil jab zakham tujhe koi hamse mila
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #22 on: August 10, 2006, 02:13:16 PM » |
|
very nice kavi ji...
bataa di jo apne dard ki baat hamne aansu tere bhi chalak jaayenge na kar itna pyaar mujhko A sanam na jaane kab aur kahan hum tujhse bichar jaayenge bahut pyaar jata ker paas aati ho aur... 2 line mein hi chor ke jaati ho.. aahi baat nhi hai. aapne riste to mere kaam nhi aate hai. bas dost hi hai jo kuch pal gum bhulate hai. mehboob bhi kabhi humara haath nahi dharta hai. ek pyaara sa dost mila wo bhi bicharne ki baat kerta hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #23 on: August 10, 2006, 05:40:17 PM » |
|
:D hum kahan jaaynge ji..per waqt ka kya bharosa..?
tujse bichar ke chain hum bhi kahan paayenge bikhare honge jahan lafaz tere hum bhi wahi aa jaayenge per kaise kare ab waqt ka yakeen hum dost na jaane iske kaante kab apni chaal badal jaayenge
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #24 on: August 12, 2006, 04:48:24 PM » |
|
Malaal nahi Dil ko ki Aaj Seene me Dard hai...... Rooh hai aaj kaap rahi jaise Mausam me Nami aur hawa Sard hai......
Goonjte kuch Sawaal mere Hosh udaa jaate hai...... Naam poochte log mujhse aur batane par hass ke Chale jaate hai......
Bann ek Mazaak hum Shayad hee ab Jee payenge...... Ro rahi abhi toh sirf Kalam meri kuch der baad mere AshQ bhi beh jayenge..........!!!!!!!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #25 on: August 15, 2006, 05:00:47 AM » |
|
:D hum kahan jaaynge ji..per waqt ka kya bharosa..?
tujse bichar ke chain hum bhi kahan paayenge bikhare honge jahan lafaz tere hum bhi wahi aa jaayenge per kaise kare ab waqt ka yakeen hum dost na jaane iske kaante kab apni chaal badal jaayenge phoolon ki hansi aachi hai, kaaton mein bhi unmaad hai. makhmal ki nazukta per,pathron ko fariyaad hai. shahjahn hum nhi per wo meri mumtaz hai. dard saare seh hum lenge ye pyaar ka aagaz hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #26 on: August 15, 2006, 05:20:51 AM » |
|
tere pyaar ke agaaz se hamko dar lagta hai is ishq ke dariya mein dubane se dil dehlata hai shahjahn tum nahi toh mumtaz ab bhi nahi ab ek aur pyaar ka Tajmehel baanane se dar lagta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #27 on: August 15, 2006, 11:32:06 AM » |
|
tere pyaar ke agaaz se hamko dar lagta hai is ishq ke dariya mein dubane se dil dehlata hai shahjahn tum nahi toh mumtaz ab bhi nahi ab ek aur pyaar ka Tajmehel baanane se dar lagta hai
ab na banayege koi ishq ka taj mehel, ki girti boonde aaj bhi mumtaz ko dard deti hai. na rehte honge shahjahan bhi khusi se. ki mumtaz ki her cheekhein unke sukh chin leti hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #28 on: August 15, 2006, 02:58:42 PM » |
|
meri har baat ko woh ek lafaz maanta hai mere dil ka dard woh kab jaanta hai ban nahi sakata hai ab koi tajmehel fir bhi meri aankho mein kyu koi khawab sa jaagta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
BHONDU
Khususi Shayar
Rau: 0
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:3 days, 19 hours and 12 minutes.
Posts: 1550 Member Since: Mar 2006
|
|
«Reply #29 on: August 15, 2006, 03:35:34 PM » |
|
meri har baat ko woh ek lafaz maanta hai mere dil ka dard woh kab jaanta hai ban nahi sakata hai ab koi tajmehel fir bhi meri aankho mein kyu koi khawab sa jaagta hai
kaun kehta hai ki shahjahan ne mumtaz ki yaad mein tajmahal banaya hai. dersal usney hum gariobon ki mohabbat ka mazak udaya hai NM:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|