Nhi chahte

by BHONDU on July 28, 2006, 08:54:37 AM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 4720 times)
Pooja
Guest
«Reply #45 on: August 23, 2006, 05:50:07 AM »
so bar kaha tujse payaar nahi hai
dil mai tere liye koi vichar nahi
ankhon ke ansoo raj khol jaate hai
rooh ke dukh, ankhon se bol jaate hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hum tumhe chahte hai is tarah by waheed_rose2004 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 15 16 »
Chahte hain itna......... by Tamanna4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Ufff yeh ladke kya kya chahte hai......... by Namkeen in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
JO CHAHTE HO VO KEHTE HO.....MEHNDI HASSAN.... by Aman_rahi in Ghazals
Par ham aapko bhul na kaha chahte hai by redwhitegang in Shayri-E-Dard
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #46 on: August 23, 2006, 03:03:08 PM »
Quote from: "Pooja"
so bar kaha tujse payaar nahi hai
dil mai tere liye koi vichar nahi
ankhon ke ansoo raj khol jaate hai
rooh ke dukh, ankhon se bol jaate hai


bahut aache pooja ji,

sau baar kaha aapse pyaar hai,
tere aane ka ab intzaar nhi hai.
per aaj bhi tumse bahut pyaar kerte hai.
dil ke armanoo ko dil mein rakhte hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #47 on: August 27, 2006, 07:16:05 AM »
dil ke armaan dil mai rakhe nahi jaate
uanki yaadon ke saaye humse door nahi jaate
dekh kar unko armaan hai muchal jaate
ansoo phir sambhale nahi sambhale jaate
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #48 on: August 27, 2006, 07:22:00 AM »
hum mein hi thi na koi baat,yaad na tum ko aa sake
tum ne humein bhula diya hum na tumhain bhula sake
 
tum hi na sun sake ager qissa gham sune ga koun?
kis ki zaban khule gi phir,hum na ager suna sake
 
hosh mein aa chuke the hum josh mein aa chuke the hum
bazam ka rang dekh ker sar na magar utha sake
 
ronaq bazam ban gaye,lab pe haqayatein rahen
dil mein shikayatein rahen,lab na magar hila sake
 
shauq-e-wisal hai yahan,lab pe sawal hai yahan
kis ki majal hai yahan,hum se nazar mila sake


N/M

Ques..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #49 on: August 27, 2006, 07:26:21 AM »
wah kaya baat hai Ques ji, thanks for shairing.... bahoot hi achi lines hai....

yaad usnko kabhi jo hum aa jaate
shayad kabhi to wo lout kar aa jaate

na di gai unko ek bhi yaad
hum mai hi na hogi aise koi baat

pal pal wo humko yaad aatte hai
dil ke armaan, ansoo mai bah jaate hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #50 on: August 27, 2006, 08:22:17 AM »

Very nice all.....

Tum naa chaho humey to koi shikwa nahin,
Dil hai yeh, hai yeh koii khilonaa nahin...

Hum ney sajayaa tumhey apney khwabon mey,
Haqiqat hai yeh, yeh koii afsaanaa nahin...

Hum to chahtey hai tum ko kisi khuda ki tarah,
Yeh aur baat hai ki tumko humsey muhabbat nahin...

Ab Tumko kahein kaise ki tum bhi chaho humey,
Majboor karke milti kisi ko Chahat nahin...

Hai koii jiskey liye jeena hai humey bhi abhie,
Is sey badhkar zindagii ka koii maiyanaa nahin...
[/b]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #51 on: August 27, 2006, 08:47:28 AM »
wah bahoot khoob Shikha.....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #52 on: August 28, 2006, 08:25:46 AM »
really good one sikha ji...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #53 on: August 28, 2006, 09:17:35 AM »
bahut khoob shikha ...............very nice..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #54 on: August 28, 2006, 09:25:38 AM »

Thanks a lot... Pooja di, Bhondu ji and Ranju di....
[/b]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #55 on: August 29, 2006, 03:40:16 AM »
Quote from: "Shikha12"

Very nice all.....

Tum naa chaho humey to koi shikwa nahin,
Dil hai yeh, hai yeh koii khilonaa nahin...

Hum ney sajayaa tumhey apney khwabon mey,
Haqiqat hai yeh, yeh koii afsaanaa nahin...

Hum to chahtey hai tum ko kisi khuda ki tarah,
Yeh aur baat hai ki tumko humsey muhabbat nahin...

Ab Tumko kahein kaise ki tum bhi chaho humey,
Majboor karke milti kisi ko Chahat nahin...

Hai koii jiskey liye jeena hai humey bhi abhie,
Is sey badhkar zindagii ka koii maiyanaa nahin...
[/b]


tum na chaho humein to koi sikwa nhi,
per humein chahney so rookogi to gila karenge.

hakiqat mein kabhi tum saamne to koi baat nhi,
hum sapno mein tumse mil karenge.

pyaar aaapna kisi aur... ko de dena aap,
hum aapki nafrat ke sahare jiya karenge.

khusiyaan batiye aap aapne kisi doostoon ke saath,
hum to thahre dusman aapke ashq hi piya karenge.

yu  to aapni zindgi mein koi manzar dekhe ko raha nhi,
bas teri hi surat dekh ye zidgi jiya karenge.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #56 on: August 29, 2006, 06:30:31 AM »
wah dost kavi ji kaya khoob likha hai... bahoot khoob...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #57 on: August 29, 2006, 07:14:18 AM »
Quote from: "Pooja"
wah dost kavi ji kaya khoob likha hai... bahoot khoob...


thankz pooja ji,
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:27:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer