NUMAISH

by manoj12021989 on October 20, 2008, 09:26:02 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2543 times)
manoj12021989
Guest
apne pyaar ki yun numaish na kar
khuda se koi sifarish na kar
sapne hote hi hain tutne ke liye
unke sach hone ki umeed na kar

apne gamo ki yun numaish na kar
apne nasib ki yu aazmaish na kar
jo tera hai tere dar pe khud aayega
roz usse pane ki kwaish na kar

apne tanhai ki yun numaish na kar
un yaadon so yun parda na kar
jo beet gaya bhul ja usse
ab chup chup kar yun roya na kar

apne zameer ki yun numaish na kar
hado ki dehliz yun paar na kar
zondagi ko kaafi barbaad kiya tune
ab uska aur intezaar na kar...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
<>*Mujhe manzur teri ye numaish hai*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Yaad-e-Numaish ............... Parkar by vin1984 in Ghazals
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: October 20, 2008, 09:29:59 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: October 20, 2008, 09:31:33 AM »
 Applause  Applause
BAHUT KHOOB MANOJ JI,
LAJAWAAB KALAM...LIKHTE RAHIYE...
BY. K.SHAEL
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2008, 10:06:40 AM »
Wonderful piece of work Manoj Ji
Keep up with your great work  Applause Applause Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: October 20, 2008, 02:05:54 PM »
Wah wah bohat khoob kamaal ka likha
 hai aapne manoj ji.. Applause Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: October 20, 2008, 02:28:59 PM »
apne pyaar ki yun numaish na kar
khuda se koi sifarish na kar
sapne hote hi hain tutne ke liye
unke sach hone ki umeed na kar

apne gamo ki yun numaish na kar
apne nasib ki yu aazmaish na kar
jo tera hai tere dar pe khud aayega
roz usse pane ki kwaish na kar

apne tanhai ki yun numaish na kar
un yaadon so yun parda na kar
jo beet gaya bhul ja usse
ab chup chup kar yun roya na kar

apne zameer ki yun numaish na kar
hado ki dehliz yun paar na kar
zondagi ko kaafi barbaad kiya tune
ab uska aur intezaar na kar...

Nice Sharing

I think its more suitable for Shayari-e-Dard.

Moving it to Dard.

Celmira
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #6 on: October 21, 2008, 05:02:10 AM »
gud work manoj Applause

jante hain laut kar gujra pal nahi aata
par jaane kyu yaadon ka sama dhal kyu nahi jaata
ek umra bita di hamne unke intzaar mein
ab nahi hai wo mera is baat par jaane kyu yakeen nahi aata
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: October 21, 2008, 05:07:39 AM »
nice sharing Manoj ji, nice lines bhawna
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #8 on: October 21, 2008, 05:12:45 AM »
thnk u pooja ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:44:47 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.081 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer