One Of My Best Shayari,. I Hope All The Friends Will Read It

by Jaanasheen on August 28, 2006, 02:07:11 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
Print
Author  (Read 8838 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
Dard Ko Gale Lagaakar Muskuraana Seekh Liya,..
Bhoolakar Us Be-Reham Ko Maine Jeena Seekh Liya,..

Roshni Ke Liye Tarasta Tha Main Har Tanhaa Raaton Mein,..
Isliye Aaj Maine Roshni Paane Ke Liye Apna Ghar Jalaana Seekh Liya,..

Sab Haste The Mere Haal Par "Jaanasheen" Is Zamaane Mein,.
Is Liye Aaj Maine Khud Apni Bebasi Pe Hansi Udaana Seekh Liya,..

Mere Dil Mein Jo Bhara Hai Dard Na Jaan Saka Koi, Anjaan The Sab,..
Isliye Halat Zamaane Ki Dekh Kar Maine Bhi Muskuraana Seek Liya,...

__________________________-Azeem-_____________________
Logged

«Reply #1 on: August 28, 2006, 02:08:48 PM »
Dard Ko Hansi Ka Rang De Diya Maine,..
Ke Tu Jaan Na Sake Meri Halat Mera Chehra Dekh Kar,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #2 on: August 28, 2006, 02:21:52 PM »
The Style Guru Says.........

Zindagi ko apne haathon se ganwaya hai humne,
Apno ke haathon se dhokha khaya hai humne,

Suna hai ki manzilon pe pahunch kar sukoon-e-jaan milta hai,
Yahan to manzil pe pahunch ke maut ko gale lagaya humne....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #3 on: August 28, 2006, 04:54:45 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Dard Ko Gale Lagaakar Muskuraana Seekh Liya,..
Bhoolakar Us Be-Reham Ko Maine Jeena Seekh Liya,..

Roshni Ke Liye Tarasta Tha Main Har Tanhaa Raaton Mein,..
Isliye Aaj Maine Roshni Paane Ke Liye Apna Ghar Jalaana Seekh Liya,..

Sab Haste The Mere Haal Par "Jaanasheen" Is Zamaane Mein,.
Is Liye Aaj Maine Khud Apni Bebasi Pe Hansi Udaana Seekh Liya,..

Mere Dil Mein Jo Bhara Hai Dard Na Jaan Saka Koi, Anjaan The Sab,..
Isliye Halat Zamaane Ki Dekh Kar Maine Bhi Muskuraana Seek Liya,...

__________________________-Azeem-_____________________

Too good Janasheen ...
Keep up the good work ...

Uske jaane se roshni bhi hamara daaman chhod gayi,
Andhero mein rehkar humne apne dil ko tadpana seekh liya ...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #4 on: August 29, 2006, 04:11:03 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Dard Ko Hansi Ka Rang De Diya Maine,..
Ke Tu Jaan Na Sake Meri Halat Mera Chehra Dekh Kar,..

_______________________________________-Jaanasheen-

bahut khoob azeem bhai ....too good ...

ashqo mein chhppa liya apne har dard ko
ki kahi tu mere dil ki kitaab pad na sake

zeher zindagi pee kar bhi hum lete rahe saanse
ki tujhe mere jeene ka gumaan bana rahe !!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #5 on: August 29, 2006, 05:37:35 AM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "Jaanasheen"
Dard Ko Hansi Ka Rang De Diya Maine,..
Ke Tu Jaan Na Sake Meri Halat Mera Chehra Dekh Kar,..

_______________________________________-Jaanasheen-

bahut khoob azeem bhai ....too good ...

ashqo mein chhppa liya apne har dard ko
ki kahi tu mere dil ki kitaab pad na sake

zeher zindagi pee kar bhi hum lete rahe saanse
ki tujhe mere jeene ka gumaan bana rahe !!

ashqo mein chipaya hai aapne har dard ko,
ki ankho se ashqo ko behne na denge hum
maana ki dono mein koi to bewafaa tha,
per wada hai usay bewafaa kehne na denge hum.
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #6 on: August 29, 2006, 05:41:13 AM »
Bhut khoob bhai...

chehre par hassi ka nakaab hai
iss dil mein dard ka chenaab hai
dekh na saku ab khud ki halat ae dost
aisa khud kar liya ajj maine rubaab hai...!!!

chenaab=river name
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: August 29, 2006, 05:48:57 AM »
wah kaya baat hai, sabhi ne ek se bad kar ek likha hai....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #8 on: August 29, 2006, 07:10:44 AM »
Quote from: "burniing_desiires"
Bhut khoob bhai...

chehre par hassi ka nakaab hai
iss dil mein dard ka chenaab hai
dekh na saku ab khud ki halat ae dost
aisa khud kar liya ajj maine rubaab hai...!!!

chenaab=river name

chehre mein hanski ke rang kabhi aaye nhi,
zamane beet gaye hai ye lab kabhi muskuraye nhi.
paani nhi mila barsoon se mere chaman mein.
phir bhi kehte hai wo aapke dil ki koi bhi kali murjhai nhi.
Logged
phoenix
Guest
«Reply #9 on: August 29, 2006, 07:32:26 AM »
wah sabhi diggaj ek sath

padkar maaza aa gaya Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #10 on: August 29, 2006, 07:38:11 AM »
good  job  Janasheen.......  Ranjana,.......... Jeet
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: August 29, 2006, 12:14:31 PM »
Bahoot Khoob Style Guru Bhondu Bhai JHL Bhai Ranjana Sis Jeet Bhai,..
Sabne Kamaal ka Likha hai,..
Shukriya Waheed Bhai JHL Bhai,,,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #12 on: August 29, 2006, 12:17:46 PM »
Banke Aaye The Kabhi Wo Bahaar Meri Zindagi Mein,..
Shayad Isliye Aaj Mere Chaman Mein Sirf Kaantein Hain,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #13 on: August 29, 2006, 02:09:33 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Banke Aaye The Kabhi Wo Bahaar Meri Zindagi Mein,..
Shayad Isliye Aaj Mere Chaman Mein Sirf Kaantein Hain,..

______________________________________-Jaanasheen-

ek bewafaai ke jhoke se sare phool beh gaye,
isiliye daaman mein bas shool hi shool reh gaye.
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #14 on: August 29, 2006, 02:19:13 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "burniing_desiires"
Bhut khoob bhai...

chehre par hassi ka nakaab hai
iss dil mein dard ka chenaab hai
dekh na saku ab khud ki halat ae dost
aisa khud kar liya ajj maine rubaab hai...!!!

chenaab=river name

chehre mein hanski ke rang kabhi aaye nhi,
zamane beet gaye hai ye lab kabhi muskuraye nhi.
paani nhi mila barsoon se mere chaman mein.
phir bhi kehte hai wo aapke dil ki koi bhi kali murjhai nhi.

good one Bhondu ji...

mere chehre ke hain so rang
har rang mein tera aks chalke
log samjhte hain hassi ka paani hai
par aaina jaanta hai,kyun naam hai ankhein
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 7
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:19:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer