One Of My Best Shayari,. I Hope All The Friends Will Read It

by Jaanasheen on August 28, 2006, 02:07:11 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
Print
Author  (Read 8967 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: August 31, 2006, 07:48:10 AM »
Quote from: "tabassum shakeel"
bahut khoob jeet,janasheen aur ranju.................

kagaz

zindagi ke shahar me kagazon ka dher hai
dil ke maaron ka basar kagazon se hi to hai
likh saken in par hi ham padh sake inko hi ham
chahaton ko likh diya aansuon ko likh diya
phool shabnam mahtaab sab ko hamne likh diya
silsila jaari hai aaj ek bas kagaz ke saath
zinda koi bhi bashar saath ab mere nahi
chahaten aur furqaten sab hi is pe bah chukin
dil ka aaina sa hai koi sirf kaagaz nahi
aur ab main kya kahun ye mujhe pyare bahut
saare sapne in pe maine apne phailae bahut
in ko koi phadna na inko koi phenkna
sab jagah se tang hokaar aae ye kagaz pe hain
rang inme dekh kar bas khil si jaatin hun kabhi
aur kabhi mere ye kagaz aansuon se bheegate
saara kuchh apna hai in pe ye faqat bas main hi hun
aaj koi zinda bashar na main bhi bas kagaz hi hun


Shukriya Didi Aur Bahoot Kamaal Ka likha Hai Apne,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: August 31, 2006, 07:56:29 AM »
Shukriya Bhai,.
Par App Aise Kaise Jaa Sakte Ho,..
Hume Bhi To App Se Kuch Seekhna Hai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: August 31, 2006, 08:00:10 AM »
Ban Rahe Hain Anjaan Wo Mere Dard Ko Dekh Kar,..
Unhe Kya Khabar Hai Ke Ye Bhi Unki Inaayetein Hain,..

Phir Bhi Is Adaa Pe Uske Main Apni Jaan Lootaa Doon,..
Jo Dekar Khushiaan Apni Khushi Ki Aas Na Rakhe Yahi To Mohabbatein Hain,..

________________________-Azeem-_______________________
Logged
ranjana
Guest
«Reply #33 on: August 31, 2006, 08:03:48 AM »
TERI TANHAY KA EHSAAS NAHI SONE DETA HA MUJE
yeh tere khawabo ka silsila nahi sone deta mujhe
kabhi toh tu bhi yaad kar meri tanah raat ka alam
yeh tujh se judadi ka ehsaas nahi sone deta mujhe!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: August 31, 2006, 08:10:13 AM »
Quote from: "ranjana"
TERI TANHAY KA EHSAAS NAHI SONE DETA HA MUJE
yeh tere khawabo ka silsila nahi sone deta mujhe
kabhi toh tu bhi yaad kar meri tanah raat ka alam
yeh tujh se judadi ka ehsaas nahi sone deta mujhe!!!


Waah Sis Bahoot Kamaal Ka Likha Hai,..

Ek Raat Jab Neend Nahi  Aayi Tumhe, Hamaari Yaadon Ko Lekar,..
Humne To Umar Bhar Ka Naata Neendon Se Tord Diya Tumhari Yaad Ki Khateer,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #35 on: August 31, 2006, 08:19:32 AM »
bahut khoob azeem bhai ........shukriya hosala afzaai ke liye........


Teri aankho me jo ek dard ka tukada hai
yeh ashq ban ke kabhi ,toh kabhi dard ban ke pighala hai
rakh lena isko tu apne ishq ki nishaani samajh ke tu
yeh dard kab sambhaale se sambhala hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: August 31, 2006, 08:22:58 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob azeem bhai ........shukriya hosala afzaai ke liye........


Teri aankho me jo ek dard ka tukada hai
yeh ashq ban ke kabhi ,toh kabhi dard ban ke pighala hai
rakh lena isko tu apne ishq ki nishaani samajh ke tu
yeh dard kab sambhaale se sambhala hai


Ur Always Welcome Sis,..
And Nice One,..

Aankhon Se Gira Jo Moti Tumne Use Tukda Keh Diya,..
Tum Kya Jaano Humne To Rone Bhi Seekha Hai Tumse Dil Lagaa Kar,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #37 on: August 31, 2006, 08:32:17 AM »
wah kya baat hai .......

hamne kab tujhse kiya thaa tujhse mile dard ka hisaab
kyu teri baato mein zikar fir se mulqaato ka aa gaya

abhi bhare bhi nahi they kuch zakham puraane
kyu tu ek naya  dard  de kar fir se inko nasur bana gaya!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: August 31, 2006, 08:35:15 AM »
Quote from: "ranjana"
wah kya baat hai .......

hamne kab tujhse kiya thaa tujhse mile dard ka hisaab
kyu teri baato mein zikar fir se mulqaato ka aa gaya

abhi bhare bhi nahi they kuch zakham puraane
kyu tu ek naya  dard  de kar fir se inko nasur bana gaya!!



Waah Sis Nice One,..

Humari Muskurahat Bhi Deti Hai Dard Tumhe,..
HumMuskuraa Diye To Tumhe Ek Aur Dard Mil Gaya,..
Humne Kab Kiya Tha Hisaab Tumhare Zakhmon Ka,.
Gar Karte To Saare Zamaane Mein Tum Badnaam Ho Jaate,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #39 on: August 31, 2006, 08:42:11 AM »
very good reply bhai ..........


karke ruswa hamko zamaane mein
woh hamse rone ka sabab poochate hain
kiya thaa hamne pyaar shayad ek pathar se
woh ab hamse ajnabi ki tarah milte hain !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: August 31, 2006, 08:46:22 AM »
Quote from: "ranjana"
very good reply bhai ..........


karke ruswa hamko zamaane mein
woh hamse rone ka sabab poochate hain
kiya thaa hamne pyaar shayad ek pathar se
woh ab hamse ajnabi ki tarah milte hain !!


Shukriya sis,.

Milte To Hain Wo Tumhe Ajnabi Ki Taraah,..
Hume To Unka Dekhna Bhi Ab Naseeb Nahi,..
Jo Banke Dhadkan Basi Thi Dil Mein Mere Kabhi,..
Aaj Wohi Is Jahaan Mein Mere Kareeb Nahi,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #41 on: August 31, 2006, 08:51:12 AM »
jo dil mein bas jaate hain woh fir juda nahi hote hain
dil ki dharkano mein woh ek  raag ban ke dharkate hain
jo likha hota hai hamare naseeb ke panno per
woh in aankho mein khawab ban ke basa karte hain!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: August 31, 2006, 08:58:53 AM »
Quote from: "ranjana"
jo dil mein bas jaate hain woh fir juda nahi hote hain
dil ki dharkano mein woh ek  raag ban ke dharkate hain
jo likha hota hai hamare naseeb ke panno per
woh in aankho mein khawab ban ke basa karte hain!!


Nice One sis..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #43 on: August 31, 2006, 09:09:05 AM »
Ranju, Azeem

Bahut he achcha likha hai !

Very nice

Keep going  :arrow:

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: August 31, 2006, 09:12:08 AM »
Shukriya Rajbir Bhai,..
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:51:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer