**~** PAIGAAM **~**

by _Vicky_ on April 13, 2006, 12:12:54 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 7225 times)
Meena is back
Guest
«Reply #45 on: June 07, 2006, 04:03:05 PM »
Quote from: "vicky AKELA"

nice one MEENA JI.....

Har taraf bas naummedo ka saya hai,
jise bhi dekho wo hi ab paraya hai........
aaj wo bhi chal diye hain muah mod ke,
jinhen humne apne dil me basaya hai....


shukriya vicky ji...and gud one!!

tood gaye wohi insaan ghar, jo dil me rehta ta,
de gaya gum wohi insaan, jo humare gum leta ta,
aaj jab milta hai to pehechane se bhi inkar karta hai,
aaj unke liye hum anjaan hai jo hume apni jaan kehta tha!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil ka paigaam by aqsh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mohabbat ka paigaam.. by nashwani in Miscellaneous Shayri
PAIGAAM........ by Ishq007 in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar ka Paigaam ***** by kittoo in Miscellaneous Shayri
MOHABBAT KA PAIGAAM by RUHANI ISHQ in Share:Patriotic Poetry
_Vicky_
Guest
«Reply #46 on: June 08, 2006, 07:57:40 AM »
shukriya aur bahut khoob MEENA JI..........

Yeh theek hai ki koi marta nahi judai me,
magar khuda kisi ko kisi se juda na kare.....
suna hai unhen phir ho gaya ishq kisi se,
ya-khuda zindgi uski, ab to aabad kare.............
Logged
Sonu
Guest
«Reply #47 on: June 08, 2006, 08:21:24 AM »
Vicky ji wonderful bahut khoob likha hai apney... marvles.... yeo hi likhtey rahow....

Pooja ji... Anu... Azeem bhai... Ranju sis... menu(meena kumari)... sabhi dostu ney bahut hi acha likha hia lagey rahow dosto... with wonderful spirt...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #48 on: June 08, 2006, 08:24:35 AM »
is aarzu mein jhulajhata raha badan mera
kabhi toh aayangi thandi hawa samandar se

manzil toh dur tak nahi aati nazar mujhe
yeh kis raha le chala hai mera rehber mujhe......n/m
Logged
Sonu
Guest
«Reply #49 on: June 08, 2006, 08:29:39 AM »
Mayray haL say baykhabar raha kar
Aysa va ho kay
Main mar jaon or tujay
Khabar bhi na hoo...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #50 on: June 08, 2006, 08:33:59 AM »
ranju sis wonderful....



Quote from: "ranjana"
is aarzu mein jhulajhata raha badan mera
kabhi toh aayangi thandi hawa samandar se

manzil toh dur tak nahi aati nazar mujhe
yeh kis raha le chala hai mera rehber mujhe......n/m
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: June 08, 2006, 09:11:48 AM »
Quote from: "Meena is back"
Quote from: "Jaanasheen"

Dil Ki Baaton Ko Izhaar Kehte Hain,..
Jhuki Nigaah Ko Ikraar Kehte Hain,..
Sirf Paane Ka Naam Mohabbat Nahi,..
Kuch Khone Ko Bhi Pyaar Kehte Hain,..[/b]


Jaanasheen ji...nice reply!!

gar pa kar khote to koi gum na hota,
khali daman ko bhi kismat ne chur kar diya,
boj inka uthate uthate tak gayi "Meena",
zindagi chodne ko sab ne majboor kar diya!!


Waah Meena Ji Bahoot Khoob,...

Tum Jo Bichde Humse Humne Zindagi Ko Door Kardiya,..
Saans Lena Sake Dil Ki Dhadkano Ne Hume Majboor Kardiya,..
Tumse Bichardke Daman Se Loot Gayi Khushiaan Apni,..
Dekhe The Jo Khwaab Maine Raatein Beetaa Kar Tumne Unhe Ek Pal Mein Choor Kar Diya,..

_________________________________________________ __-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: June 08, 2006, 09:15:18 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
shukriya aur bahut khoob MEENA JI..........

Yeh theek hai ki koi marta nahi judai me,
magar khuda kisi ko kisi se juda na kare.....
suna hai unhen phir ho gaya ishq kisi se,
ya-khuda zindgi uski, ab to aabad kare.............


Ishq Mein Humne Zindagi Ko Abaad Hote Nahi Dekha,..
Ishq Ke Bazaar Mein Dilon Ko Bikte Dekha Hai,..
Jisne Gham Sahe Kisi Bedard Ke Zamaane Se,..
Use Humne Uski Bebasi Pe Rote Dekha Hai,..
Judaai Ka Gham Sehkar Insaan Jee To Sakta Hai,..
Magar Jisne Ishq Kiya Usko Taradpte Dekha Hai,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: June 08, 2006, 09:25:05 AM »
Quote from: "Sonu"
Mayray haL say baykhabar raha kar
Aysa va ho kay
Main mar jaon or tujay
Khabar bhi na hoo...


Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,...

Maangi Hai Dua Teri Zindagi Ke Liye Maine.,..
Badle Mein Apni Saansein Gawaakar,..
Tu Abaad Reh Har Pal "Jaanasheen"
Teri Zindagi Sajaaoonga Main Apni Hasti Mitaakar,..
Khabar Tere Har Pal Ki Rakhta Hoon Main,..
Ke Kaise Jee Sakoonga Main Tujhko Bhoolaakar,..
Kabhi Ye Na Samajh Ke Mujhe Teri Khabar Nahi,..
Main To Payaa Hoon Tujhe Apna sab Lootaakar,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #54 on: June 08, 2006, 04:07:15 PM »
shukriya dosto sab ne bohot acha likha!!!

 :D
Logged
Sonu
Guest
«Reply #55 on: June 09, 2006, 07:09:03 AM »
shukriya Azeem bahi... bahut khoob....

vo aye hamare kabr par
diya jalakar chal diye
nishan to mita hi diya tha
ab rooh ko bhi rula kar chal diye

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Mayray haL say baykhabar raha kar
Aysa va ho kay
Main mar jaon or tujay
Khabar bhi na hoo...


Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,...

Maangi Hai Dua Teri Zindagi Ke Liye Maine.,..
Badle Mein Apni Saansein Gawaakar,..
Tu Abaad Reh Har Pal "Jaanasheen"
Teri Zindagi Sajaaoonga Main Apni Hasti Mitaakar,..
Khabar Tere Har Pal Ki Rakhta Hoon Main,..
Ke Kaise Jee Sakoonga Main Tujhko Bhoolaakar,..
Kabhi Ye Na Samajh Ke Mujhe Teri Khabar Nahi,..
Main To Payaa Hoon Tujhe Apna sab Lootaakar,..

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
~Garfield~
Guest
«Reply #56 on: June 09, 2006, 08:04:23 AM »
bahut khoob ... shayar doston :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #57 on: June 11, 2006, 07:07:32 AM »
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem bahi... bahut khoob....

vo aye hamare kabr par
diya jalakar chal diye
nishan to mita hi diya tha
ab rooh ko bhi rula kar chal diye

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Mayray haL say baykhabar raha kar
Aysa va ho kay
Main mar jaon or tujay
Khabar bhi na hoo...


Waah Sonu Sis Bahoot Khoob,...

Maangi Hai Dua Teri Zindagi Ke Liye Maine.,..
Badle Mein Apni Saansein Gawaakar,..
Tu Abaad Reh Har Pal "Jaanasheen"
Teri Zindagi Sajaaoonga Main Apni Hasti Mitaakar,..
Khabar Tere Har Pal Ki Rakhta Hoon Main,..
Ke Kaise Jee Sakoonga Main Tujhko Bhoolaakar,..
Kabhi Ye Na Samajh Ke Mujhe Teri Khabar Nahi,..
Main To Payaa Hoon Tujhe Apna sab Lootaakar,..

__________________________________-Jaanasheen-


Kabar Par Bhi Aakar Wo Aansoon Baha Jaate Hain Meri,...
Maine Jinki Khushion Ke Liye Marna Pasand Kiya,...

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #58 on: June 23, 2006, 01:33:28 PM »
bahut khoob AZEEM BHAI aur SONU JI
and thanx GRAFIELD JI.........

AZEEM BHAI ek baar phir aapki tareef karna chahunga... waqai ke dard jaga diya aapne.. bahut khoob......

Ek dil ka dard hai, jo har pal zindgi ke sath raha,
ek dil ka chain hai, jo dhoond-ta raha zindgi bhar..........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #59 on: June 23, 2006, 02:54:54 PM »
bahoot khooblikhahai sabhi ne....

dard hai dar ki tarah hi to sath ayega
khushi ka kaya pal do pal mai kahi chup jayega
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:56:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer