Pareshaan Hoon,.

by Jaanasheen on May 29, 2009, 09:12:11 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2011 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Pareshaan Hoon, Mujhe Zara Bhi Aaraam Nahi,.
Saath Unke Hoon, Jo Aate Kabhi Mere Kaam Nahi,.

Milti Hai Baar Baar Thokarein Hi Naseeb Ko,.
Ajeeb Hai Kismat Meri, Mera Koi Mukhaam Nahi,.

Jab Daulat Thi Ajnabi Bhi Mujhe Jaante The,.
Ab To Shaadi Ke Cards Par Bhi Mera Naam Nahi,.

Kya Se Kya Banaa Deti Hai Gareebi Insaan Ko,.
Rakhte Hain Faasla, Jab Ke Hum Badnaam Nahi,.

Dekhkar Bhi Andekha Kar Jaate Hain Log Ab To,.
Shayad Ab Kisi Ko "Azeem Se Kuch Kaam Nahi,.

Mere Bas Mein Kahaan Roshan Jahaan Kar Sakoon,.
Mehfilein Sajaane Ka Apne Paas Intezaam Nahi,.

___________________________________-Azeem-








Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard Pareshaan by harashmahajan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pareshaan Hoon Main,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Taish- dard PARESHAAN jaauN kidhar...?? by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Is qafas se huN pareshaaN...............MKV by mkv in Ghazals « 1 2 3  All »
Kuin mai pareshaan by siswatir in Share:Love Poetry
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #1 on: May 29, 2009, 09:45:56 PM »
Subhanallah!
Azeem bhia bohot khoob bohot dard bhara or gamgeen....

.....................................

+++++++++
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: May 29, 2009, 09:50:13 PM »

Pareshaan Hoon, Mujhe Zara Bhi Aaraam Nahi,.
Saath Unke Hoon, Jo Aate Kabhi Mere Kaam Nahi,.

Milti Hai Baar Baar Thokarein Hi Naseeb Ko,.
Ajeeb Hai Kismat Meri, Mera Koi Mukhaam Nahi,.

Jab Daulat Thi Ajnabi Bhi Mujhe Jaante The,.
Ab To Shaadi Ke Cards Par Bhi Mera Naam Nahi,.

Kya Se Kya Banaa Deti Hai Gareebi Insaan Ko,.
Rakhte Hain Faasla, Jab Ke Hum Badnaam Nahi,.

Dekhkar Bhi Andekha Kar Jaate Hain Log Ab To,.
Shayad Ab Kisi Ko "Azeem Se Kuch Kaam Nahi,.

Mere Bas Mein Kahaan Roshan Jahaan Kar Sakoon,.
Mehfilein Sajaane Ka Apne Paas Intezaam Nahi,.

___________________________________-Azeem-



Allah Allah aisi na-umeedi ki baatain nahin karte mere bhai.....achcha likha hai....Allah tumhe kaamyaabi de, sukoon de, har khushi de, ameen !
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: May 29, 2009, 09:51:03 PM »

Bohot achcha jawab diya hai Sayyid aapne...itne din baad aapki qalam se likha kuch padhne ko mila Usual Smile
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #4 on: May 29, 2009, 10:05:22 PM »
Bohot achcha jawab diya hai Sayyid aapne...itne din baad aapki qalam se likha kuch padhne ko mila Usual Smile

Jazakallah celmira ji... inshallah aainda bhi ye "sar-dard" isi tarah likhta rahega... Usual Smile
Logged
dead heart
Guest
«Reply #5 on: May 29, 2009, 10:23:04 PM »
 Applause ApplauseBahaut bahaut acha likha hai Bhaijan...bahaut dard bhara likha hai...
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #6 on: May 30, 2009, 02:27:52 AM »
Behatareen kalaam pesh kiya hai Azeem Ji
wah wah
SARVESH RASTOGI
Logged
Roja
Guest
«Reply #7 on: May 30, 2009, 02:29:47 AM »
Quote
Kya Se Kya Banaa Deti Hai Gareebi Insaan Ko,.
Rakhte Hain Faasla, Jab Ke Hum Badnaam Nahi,.

Dekhkar Bhi Andekha Kar Jaate Hain Log Ab To,.
Shayad Ab Kisi Ko "Azeem Se Kuch Kaam Nahi,.

Azeem..... Bahut khoobsurati se likha hai aapne. Above lines really touched my heart.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: May 30, 2009, 04:59:49 AM »

Pareshaan Hoon, Mujhe Zara Bhi Aaraam Nahi,.
Saath Unke Hoon, Jo Aate Kabhi Mere Kaam Nahi,.

Milti Hai Baar Baar Thokarein Hi Naseeb Ko,.
Ajeeb Hai Kismat Meri, Mera Koi Mukhaam Nahi,.

Jab Daulat Thi Ajnabi Bhi Mujhe Jaante The,.
Ab To Shaadi Ke Cards Par Bhi Mera Naam Nahi,.

Kya Se Kya Banaa Deti Hai Gareebi Insaan Ko,.
Rakhte Hain Faasla, Jab Ke Hum Badnaam Nahi,.

Dekhkar Bhi Andekha Kar Jaate Hain Log Ab To,.
Shayad Ab Kisi Ko "Azeem Se Kuch Kaam Nahi,.

Mere Bas Mein Kahaan Roshan Jahaan Kar Sakoon,.
Mehfilein Sajaane Ka Apne Paas Intezaam Nahi,.

___________________________________-Azeem-











MASHA ALLAH ...AZEEM BHAI ZABARDAST LIKHAA HAI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #9 on: May 30, 2009, 05:04:19 AM »
excellent,Azeem ji,very very nice,and beautiful lines by sayyid ji.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Nakisha
Guest
«Reply #10 on: May 30, 2009, 05:06:48 AM »
AZEEM JI! BOHAT DARD BHARI KALAAM HAI! ACHCHI LAGI!

WAH WAH!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: May 30, 2009, 10:26:56 AM »

Shukriya Sayid Bhai,.
And NIce LInes Yaar,.


Sachchi Kahaani Aksar Rulaa Jaati Hai,.
Har Insaan Ke Dil Ko Dukhaa Jaati Hai,.

___________________________-Azeem-




Logged
k.shael
Guest
«Reply #12 on: May 30, 2009, 10:34:33 AM »
Bahut Khoob Likha hai Azeem, Applause  Applause
Ye lines pad ke laga shaayad kahiin tumne meri halat bayan kar di,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: May 30, 2009, 10:40:46 AM »
Allah Allah aisi na-umeedi ki baatain nahin karte mere bhai.....achcha likha hai....Allah tumhe kaamyaabi de, sukoon de, har khushi de, ameen !


Aameen, Rabul Aalamen, Aapko Bhi Har KHushi De,.
Waise Ye Naumeedi Nahi, Meri Haqeeqat Thi Guzre Dino Ki,.
Ab Rab Ka Karam Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: May 30, 2009, 10:42:35 AM »
Applause ApplauseBahaut bahaut acha likha hai Bhaijan...bahaut dard bhara likha hai...

Shukriya Rahim Bhai,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:44:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer