Pareshaan Hoon,.

by Jaanasheen on May 29, 2009, 09:12:11 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2068 times)
Rajbir
Guest
«Reply #15 on: May 30, 2009, 10:46:50 AM »
Azeem,

Really it is a poem full of pain and sadness !

Par kehte hain na...

There is always light at the end of the tunnel Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard Pareshaan by harashmahajan in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pareshaan Hoon Main,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Taish- dard PARESHAAN jaauN kidhar...?? by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2  All »
Is qafas se huN pareshaaN...............MKV by mkv in Ghazals « 1 2 3  All »
Kuin mai pareshaan by siswatir in Share:Love Poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 30, 2009, 10:47:22 AM »
Behatareen kalaam pesh kiya hai Azeem Ji
wah wah
SARVESH RASTOGI

Shukriya Sarwesh Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: May 30, 2009, 10:51:06 AM »
Azeem..... Bahut khoobsurati se likha hai aapne. Above lines really touched my heart.

Shukriya Roja Sis,.
Thank U,.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #18 on: May 30, 2009, 03:23:34 PM »
Azeem Bhai.. aap to Masha-Allah Humesha hi Kamaal karte hain.. is baar Bhi aapne Kamaal hi kiya hai.. Dard Ko Lafzon Ki Zubaan de Kar Kaagaz Par Behad Khubsoorati se Bekhera hai aapne.. Bahut Khoooooooob.. Daad Kubool karen.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #19 on: June 02, 2009, 12:27:47 AM »
excellent,Azeem ji,very very nice,and beautiful lines by sayyid ji.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Shukriya madhuwesh ji.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #20 on: June 02, 2009, 12:42:02 AM »

Aur Sayid Saheb Aapke To Kya Kehne Aapto Hai Hi La Jawab.


Aap ki muhabbat or himmat afizai ka tahe dil se shukar guzaar hun shihab bhai.


Muflisi Ka Daur Hai Aur Zakhm Hue Taaza Saare.
Rehte Hai Aaj Wahi Door Jo Kal Tak The Mere Pyare.



Subhanallah! Bohot hi umda kalaam he, isi tarah moti bikherte rahiye.
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #21 on: June 02, 2009, 12:56:25 AM »



Sachchi Kahaani Aksar Rulaa Jaati Hai,.
Har Insaan Ke Dil Ko Dukhaa Jaati Hai,.

___________________________-Azeem-


Sach he..

++++++++++++

__________________________-Sayyid Randeri
Logged
Roja
Guest
«Reply #22 on: June 02, 2009, 01:59:55 AM »


Sachchi Kahaani Aksar Rulaa Jaati Hai,.
Har Insaan Ke Dil Ko Dukhaa Jaati Hai,.

___________________________-Azeem-

Na udasi na matam na koyi gam hoga
Zamane ki ravani mein aa tera dard kam hoga

Toh shauk se chal imtihanon ki raah per
Tujhme agar zara-sa bhi dam hoga

Gar sambalega hateli per aansoo ke moti,
Dekh lena her ek shola shabnam hoga

Jis din samaj lega zindagi ke mayine,
Fir tu hi zakham, tu hi merham hoga

Jahan aadmi ko aadmi se milaoge "Roja"
Vahi lehrata Mohabbat ka percham hoga.


Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #23 on: June 02, 2009, 04:18:38 AM »
Waah Waah Waah roja ji waah!
Bohot hi khoob, zindagi ki sachchai or behtareen nasihat.
Logged
aaina
Guest
«Reply #24 on: June 02, 2009, 08:04:03 AM »

Pareshaan Hoon, Mujhe Zara Bhi Aaraam Nahi,.
Saath Unke Hoon, Jo Aate Kabhi Mere Kaam Nahi,.

Milti Hai Baar Baar Thokarein Hi Naseeb Ko,.
Ajeeb Hai Kismat Meri, Mera Koi Mukhaam Nahi,.

Jab Daulat Thi Ajnabi Bhi Mujhe Jaante The,.
Ab To Shaadi Ke Cards Par Bhi Mera Naam Nahi,.

Kya Se Kya Banaa Deti Hai Gareebi Insaan Ko,.
Rakhte Hain Faasla, Jab Ke Hum Badnaam Nahi,.

Dekhkar Bhi Andekha Kar Jaate Hain Log Ab To,.
Shayad Ab Kisi Ko "Azeem Se Kuch Kaam Nahi,.

Mere Bas Mein Kahaan Roshan Jahaan Kar Sakoon,.
Mehfilein Sajaane Ka Apne Paas Intezaam Nahi,.

___________________________________-Azeem-










kya baat hai bro bhut khoob aajkal kuch qayamat si barpa kar rhe ho aisi kya baat hai dear?
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:34:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer