PAS AANE KA HAQ TO DO

by Sayyid Randeri on March 13, 2008, 05:01:53 PM
Pages: 1 2 3 [4]  All
Print
Author  (Read 3483 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #45 on: April 01, 2008, 06:42:00 AM »
Bohot khoob Sayyid....


Barbadiy-e-mohabbat ka fasaana kya kahen
Zindagi main chaya hai, veerana kya kahen
Dil todne ka khel sadiyon se ravaan hai
Khel hai ye adaa-e-dilbarana, kya kahen !!

waah...ye intihaaii khoobsoorat our dil ko cheer dene wala ashar kaise miss hua....bahoot khoob celmiraa...mere janib se dher saari daad kabool farmayeiN...

Aise bhi mohabbat ke dewaane haiN kya kaheiN
kise apna kaheiN sab begane haiN kya kaheiN
Shama khadi hai muzrim ban-ker perwanoN maiN
bane sabhi khayaloN ke afsaane haiN kya kaheiN.


harash
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek tere aane se. . . . . by tinda in Shayri for Khumar -e- Ishq
TERE AANE SAE by vin in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aapke Aane Se by ehsaas chahat ka in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ke dosti pe apni gumaan aane laga mujhko. by shad in Share: Poetry of Pain
harashmahajan
Guest
«Reply #46 on: April 01, 2008, 06:53:28 AM »
bahoot khoob sayyad sahab ....ek achhi our pukhta tehreer pesh ki hai aapne.....daad haazir haiN janaab..

Jigar maiN tees dil maiN dard paida ker diya tummne
Mohabbat bhari aankhoN ko pal maiN num kar diya tumne

Harash

Bohot khoob Sayyid....




Barbadiy-e-mohabbat ka fasaana kya kahen
Zindagi main chaya hai, veerana kya kahen
Dil todne ka khel sadiyon se ravaan hai
Khel hai ye adaa-e-dilbarana, kya kahen !!





jeehan Celmira ji dil todne ka khel sadyon se chla aarha he or isme woh bhi shamil he jo dildaari ka dhong rchate he, sfed posh shreef zaadon ne "boleto shrafat ki waat lga di".

+++++++++
Logged
Talat
Guest
«Reply #47 on: August 31, 2008, 12:55:39 AM »
Bohot khoob Sayyid  Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #48 on: August 31, 2008, 12:57:05 AM »
waah...ye intihaaii khoobsoorat our dil ko cheer dene wala ashar kaise miss hua....bahoot khoob celmiraa...mere janib se dher saari daad kabool farmayeiN...

Aise bhi mohabbat ke dewaane haiN kya kaheiN
kise apna kaheiN sab begane haiN kya kaheiN
Shama khadi hai muzrim ban-ker perwanoN maiN
bane sabhi khayaloN ke afsaane haiN kya kaheiN.


harash

Bohot bohot shukriya Harash Ji...bohot khoob likha hai aapne Applause
Logged
Pages: 1 2 3 [4]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:04:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer