~~"PATHAR DIL KO CHAHA SHIDDAT SE"~~

by k.shael on September 08, 2008, 06:38:54 AM
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Author  (Read 10431 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: December 01, 2008, 12:23:45 PM »
Very nice shally .. Applause

Very nice bro... Applause

 

Dukhon ko dilon se na lagaya karo
Achche waqt ko aapne haathon se swagat karo

Bure waqt jaldi katm hoge humko bhi yaqeen hai
Muhabbat se tumare mulaqat hogi humen bhi yaqeen hai

____________honeyrose_______


Shukriya Didijaan,.
and Nice One Too,.

Kaun Hai Jo Mere Kareeb Aane Ki Ijaazat Maangta Hai,.
Nafraton Ke Shehar Mein Aakar, Mohabbat Maangta Hai,.

Kaun Hai Jo Khushi Ko Khonaa Chahta Hai,.
Kaun Hai Jo Mohabbat Karke Rona Chahta Hai,.

Kaun Khud Par Sitaam Dhaane Aaaya Hai,.
Kaun Mere Dost Humse Mohabbat Karne Aaya hai,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
"HUMNE CHAHA HAI TUM KO" by Dilwala_jatt in Shayeri for Dard -e- Bewafai
tune chaha tha jise,wohi "Rizwan"hoon me by rizwan1942 in Shairi - E - Zindagi
"Shiddat Say Jise Humsafar Jana" -SKY- by SkykiTears in Shayri-E-Dard
Shiddat Se Banaya Hoga.!!------------------------"Sagar" by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
k.shael
Guest
«Reply #31 on: December 02, 2008, 05:35:53 AM »
Shukriya Didijaan,.
and Nice One Too,.

Kaun Hai Jo Mere Kareeb Aane Ki Ijaazat Maangta Hai,.
Nafraton Ke Shehar Mein Aakar, Mohabbat Maangta Hai,.

Kaun Hai Jo Khushi Ko Khonaa Chahta Hai,.
Kaun Hai Jo Mohabbat Karke Rona Chahta Hai,.

Kaun Khud Par Sitaam Dhaane Aaaya Hai,.
Kaun Mere Dost Humse Mohabbat Karne Aaya hai,.

_________________________-Jaanasheen-

HAI KOI ANJAAN JO TERE KARIB AAKAR TUJHE
APNO SE  BEGANA KARNA CHAHTA HAI,

PYAAR LEKAR TERA NAFRATTEIN DENE KA ARMAAN
RAKHTA HAI,

HAR TERI KHUSHI LEKAR GAMM TUJHE DENE KO PAL
PAL WO MACHALTA HAI,

LEKAR HASSI TERI WO AANSOO KA SAILAAB TERE
LIYE SAJAYE RAKHTA HAI,

WO NAAM DEKAR APNI RANJISH KO MOHABBAT KA
TUJHPE SITAM DHAANE KA KHAWAAB RAKHTA HAI,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #32 on: December 02, 2008, 05:37:45 AM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob lil bro and shally...

chahat meri main he hogi koi kami
pathar dil tera na pighla saki
ajj bhi dil dhadkta hai tere naam se
aor tere lub per kabhi apna naam la na saki
Logged
k.shael
Guest
«Reply #33 on: December 02, 2008, 05:57:38 AM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob lil bro and shally...

chahat meri main he hogi koi kami
pathar dil tera na pighla saki
ajj bhi dil dhadkta hai tere naam se
aor tere lub per kabhi apna naam la na saki


SHUKRIYA DIDI,
AUR KYA KHOOB SAATH DIYA HAI AAPNE BHI,
BY. K.SHAEL

MOHABBAT TERI ME NA KAMI THI KOI,
USE USKI NADAANI NE NA PYAAR PAANE DIYA,

TUNE TO JAAN BHI NISAAR KAR DI POOJA USPAR,
PAR USKI NAFRAT NE NA USE PYAAR NIBHANE DIYA,
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: December 02, 2008, 06:01:26 AM »
shukaria and good one shally...

pathar bhi pighal jaata hai
pighlane ka zajba chahiye
her insaan badal jaata hai
iradon main niyat chahiye
yahi soch karte rahe koshish
na samjhe, sab ke sath Pooja kismat bhi chahiye....
Logged
k.shael
Guest
«Reply #35 on: December 02, 2008, 06:05:16 AM »
shukaria and good one shally...

pathar bhi pighal jaata hai
pighlane ka zajba chahiye
her insaan badal jaata hai
iradon main niyat chahiye
yahi soch karte rahe koshish
na samjhe, sab ke sath Pooja kismat bhi chahiye....

SAB KUCH MILL JAATA TUJHE AGAR USS KHUDA KI
REHMAT HOTTI,

SACH YE BHI TO HAI POOJA KI MOHABBAT TERI BHI
RANG LAATI AGAR SAATH ME IBAADAT HOTI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: December 02, 2008, 10:14:42 AM »
Bohat Badhiya./
Pooja Sis,.
And Shally Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: December 02, 2008, 10:15:49 AM »
Patthron Ki Is Duniya Mein, Kaanch Ka Ghar Banaane Ki Gustaakhi Ki,.
Ghar Mera Toot Gaya, To Auron Se Kya Gilaa Karna,.

Logged
k.shael
Guest
«Reply #38 on: December 02, 2008, 11:14:17 AM »
Bohat Badhiya./
Pooja Sis,.
And Shally Ji,.

SHUKRIYA AZEEM,
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #39 on: December 02, 2008, 11:16:33 AM »
Patthron Ki Is Duniya Mein, Kaanch Ka Ghar Banaane Ki Gustaakhi Ki,.
Ghar Mera Toot Gaya, To Auron Se Kya Gilaa Karna,.

NICE ONE AZEEM JI,


NICE ONE AZEEM JI,

PATHROON KO POOJ LO KITNA BHI,
WO KHUDA NAHI BANA KARTE,
BEGAANO SE KARLO JITNA MARZI PYAAR
PAR WO KABHI APNE NAHI BANA KARTE,
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: December 02, 2008, 11:21:41 AM »
NICE ONE AZEEM JI,

PATHROON KO POOJ LO KITNA BHI,
WO KHUDA NAHI BANA KARTE,
BEGAANO SE KARLO JITNA MARZI PYAAR
PAR WO KABHI APNE NAHI BANA KARTE,

NIce One,.

Sahi Kaha Tumne, Ke Patthar Khudaa Nahi Bante,.
Phir Jaane Kyun Log Pattharon KO Khudaa Maante Hain,.

Patthar Bhi Toot Jaate Hain, Dilon Ki Tarah,.
Par Khudaa To Khayaam Hai, Par Jaane Kyun Log Pattharon Ko Poojte Hain,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #41 on: December 03, 2008, 06:08:38 AM »
NIce One,.

Sahi Kaha Tumne, Ke Patthar Khudaa Nahi Bante,.
Phir Jaane Kyun Log Pattharon KO Khudaa Maante Hain,.

Patthar Bhi Toot Jaate Hain, Dilon Ki Tarah,.
Par Khudaa To Khayaam Hai, Par Jaane Kyun Log Pattharon Ko Poojte Hain,.

AAB NA HOGI MOHABBAT HAME KISI SE, HAMNE
HAR MUKAAM PE DHOKHE KHAAYE HAI, ITNA TO KISI
NE PATHROON KO NA THUKRAYA HOGA, JITNE HAM
THUKRAYE HUE HAI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: December 04, 2008, 09:19:05 AM »
AAB NA HOGI MOHABBAT HAME KISI SE, HAMNE
HAR MUKAAM PE DHOKHE KHAAYE HAI, ITNA TO KISI
NE PATHROON KO NA THUKRAYA HOGA, JITNE HAM
THUKRAYE HUE HAI...

Waah Bohat Badhiya hai, Last Line,.

Meri Bhi Kismat Un Pattharon Jaisi Hai "Shally,.
Jise Thokar Bhi Naseeb Na Hui,.
Thukraane Ke Bahaane Koi To Mujhe Choota,.

Khushi To Hui Thodi, Haal Pe Tumhaare,.
Mere Haal Pe, To Roz Pattharon Ka Bhi Dil Toota,.

__________________________-Jaanasheen-

Logged
k.shael
Guest
«Reply #43 on: January 23, 2009, 08:37:50 AM »
Waah Bohat Badhiya hai, Last Line,.

Meri Bhi Kismat Un Pattharon Jaisi Hai "Shally,.
Jise Thokar Bhi Naseeb Na Hui,.
Thukraane Ke Bahaane Koi To Mujhe Choota,.

Khushi To Hui Thodi, Haal Pe Tumhaare,.
Mere Haal Pe, To Roz Pattharon Ka Bhi Dil Toota,.

__________________________-Jaanasheen-




Kaash ki koi hame u pathar samjh ke na thukrata,
To aaj mera dil  u bhar nahi aata,

Kaise karoo mein zahir apne gamm iss duniyaa se
Kisi ko bhi to mujhpe taras nahi aata...

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: January 23, 2009, 09:15:25 AM »

Kaash ki koi hame u pathar samjh ke na thukrata,
To aaj mera dil  u bhar nahi aata,

Kaise karoo mein zahir apne gamm iss duniyaa se
Kisi ko bhi to mujhpe taras nahi aata...

Shally.


Waah Ji Waah Kya Jawaab Hai,.
Nice One,.
Logged
Pages: 1 2 [3] 4  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:55:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer