pathar

by Pooja on September 08, 2004, 03:23:17 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Author  (Read 7314 times)
Pankhuri2
Guest
«Reply #45 on: July 23, 2006, 10:00:26 AM »
wah kaya baat hai.....

baat pathar ki nahi, yahan dil ki baat batate hai
her kisi ka apna vishwaas, usi ke sung yah baat kar jaate hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PATHAR KA KHUDA (sunny_bewafa) by sunny_bewafa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ke Pathar... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Raaj Pathar ka! by nirbhay in Miscellaneous Shayri
pathar by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
pathar by saahill in Shayri-E-Dard
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #46 on: July 23, 2006, 10:17:14 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai.....

baat pathar ki nahi, yahan dil ki baat batate hai
her kisi ka apna vishwaas, usi ke sung yah baat kar jaate hai


wo pathar dil aaj humko bana rahe hai,
is pathar dil per parthar mar aag laga rahe hai.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #47 on: July 23, 2006, 10:37:48 AM »
agg, pani, thokar, kisi ki ab parwaah nahi
hu jiske khayalo main, uske lout anne ki ab aass nahi
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #48 on: July 23, 2006, 02:23:17 PM »
Quote from: "Pankhuri2"

agg, pani, thokar, kisi ki ab parwaah nahi
hu jiske khayalo main, uske lout anne ki ab aass nahi


aaj bhi tanhayee ke badal ghane jub chate hai,
wo pathar ke sanam humko barbas yaad aate hai.
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #49 on: July 23, 2006, 03:52:47 PM »
pathar ka hai sanam, magar dil ko umind hai
pighal jayega wo bhi ek din, dekhon, agge kaya takdeer hai
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #50 on: July 24, 2006, 09:10:12 AM »
Thanks pankhuri ji & Bhondu ji
Bahut achchha likha hai aap ne!!! :D

Pattharon  ki is duniya mein, Patthar dil wale hi baste hain!
jinka dil bhi ho patthar, woh kya jaane, sheesha kis ko kahte hain!
[/color]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #51 on: July 24, 2006, 03:57:18 PM »
Quote from: "sharmaarunkumar"
Thanks pankhuri ji & Bhondu ji
Bahut achchha likha hai aap ne!!! :D

Pattharon  ki is duniya mein, Patthar dil wale hi baste hain!
jinka dil bhi ho patthar, woh kya jaane, sheesha kis ko kahte hain!
[/color][/b]


sach mein aapne bhi aacha likha hai kumar ji,
kaash ki ye dil humara pathaar ka hota,
todne mein mein unko kuch takleef to hoti.
lagati dil wo agar pathar dil ke bande se,
aapne naseeb per wo yu nhi roti.
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #52 on: July 25, 2006, 07:47:44 AM »
Shukriya Bhondu ji!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #53 on: July 26, 2006, 12:28:55 PM »
Quote from: "sharmaarunkumar"
Shukriya Bhondu ji!!!


yaar reply dene ke liye kuch likh ke jaaya kijiye.
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #54 on: July 27, 2006, 12:25:54 PM »
OK Bhondu ji!! aapke aadesh par ek bahut bade aur famous poet ki chand lines pesh kar raha hoon:

Main Gazal kahoon, Main Gazal Padhoon, Mujhe de to Husn-e-khayal de!
Tera Gham hi Hai meri Tarbiyat, Mujhe de to Ranj-o-malal de!

Sabhi Chaar din ki hain Chandni yeh Riyasatein, Yeh Wajaaratein,
Mujhe us faqeer ki shaan de, Ke Zamana jiski misaal de!

Meri Subha tere Salaam se, meri Shaam hai tere naam se,
Tere Dar ko chhod ke jaaunga, Yeh Khayal dil se Nikaal de!
[/color]

NM
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #55 on: July 27, 2006, 12:34:38 PM »
Quote from: "sharmaarunkumar"
OK Bhondu ji!! aapke aadesh par ek bahut bade aur famous poet ki chand lines pesh kar raha hoon:

Main Gazal kahoon, Main Gazal Padhoon, Mujhe de to Husn-e-khayal de!
Tera Gham hi Hai meri Tarbiyat, Mujhe de to Ranj-o-malal de!

Sabhi Chaar din ki hain Chandni yeh Riyasatein, Yeh Wajaaratein,
Mujhe us faqeer ki shaan de, Ke Zamana jiski misaal de!

Meri Subha tere Salaam se, meri Shaam hai tere naam se,
Tere Dar ko chhod ke jaaunga, Yeh Khayal dil se Nikaal de!
[/color]

NM


bahut aache kumar ji shayer ka naam bhi likh dete to humara g.k bad jaata..
padhi thi humne bhi gazal bahut
per gazal kabhi likh naa paaya,

gazal likhne ke paaydaan mein,
kuch mushkil sa shama chaya.

jo khusiyaa mangi tere khatir
wo khusi kabhi teri na hui

lagta hai shayed isiliye
meri jaan kabhi meri na hui.
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #56 on: July 28, 2006, 04:14:42 AM »
Ok Bhondu ji yeh lines Dr. Basheer Badra saheb ki likhi hui hain!! mujhe pahle yaad nahin aa raha tha!!!

aapne bahut achha likha hai ji!!! :D

Ho hi jaayega Deedaar tujhe us dilbar ka ay dil,
Haan, Duaon mein teri ho asar Chahiye!

Ho Jaayenge woh, tere deewaane yoon hi,
Sirf Mohabbat Bhari ho ek nazar chahiye!

Bahut asaan hain Mohabbat ki manzilein yahan,
Bus ishq mein kat jaaye, woh Sar chahiye!
[/color]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #57 on: July 28, 2006, 05:42:32 AM »
Quote from: "sharmaarunkumar"
Ok Bhondu ji yeh lines Dr. Basheer Badra saheb ki likhi hui hain!! mujhe pahle yaad nahin aa raha tha!!!

aapne bahut achha likha hai ji!!! :D

Ho hi jaayega Deedaar tujhe us dilbar ka ay dil,
Haan, Duaon mein teri ho asar Chahiye!

Ho Jaayenge woh, tere deewaane yoon hi,
Sirf Mohabbat Bhari ho ek nazar chahiye!

Bahut asaan hain Mohabbat ki manzilein yahan,
Bus ishq mein kat jaaye, woh Sar chahiye!
[/color]


bahut aacha likha hai janab

sar kat jaayega per jhukega nhi ye ishq hai mera.
agar khuda ne nhi likha mujhse saath tera.
parwaano ki maut aur... aawargi ka ghera hai
meri kabar ki bagal mein hi tu soye armaan mera hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #58 on: August 14, 2006, 12:13:27 AM »
wah wah wah... kaya baat hai AKS JI and Dost Kavi....

pathar ki pooja mai bhagwaan pighal gaya
na badla wo insaan, naseeb hi badal gaya
kabhi naram, kabhi garam, zindagi ki rahon mai
raha ghana jungle, her taraf ek parbat (hill) mil gaya
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #59 on: August 14, 2006, 09:03:29 AM »
Nice pooja ji!! well written
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:20:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer