pathar

by Pooja on September 08, 2004, 03:23:17 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
Print
Author  (Read 7389 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #60 on: August 15, 2006, 12:35:08 PM »
Quote from: "Pooja"
wah wah wah... kaya baat hai AKS JI and Dost Kavi....

pathar ki pooja mai bhagwaan pighal gaya
na badla wo insaan, naseeb hi badal gaya
kabhi naram, kabhi garam, zindagi ki rahon mai
raha ghana jungle, her taraf ek parbat (hill) mil gaya


bhaut aache pooja ji...

mil jaa rahe hai hum gard mein.
badla naseeb yu dard ne,
judai apki yu jala rahi hai.
ghoomte hai khali badan ab sard mein
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PATHAR KA KHUDA (sunny_bewafa) by sunny_bewafa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ke Pathar... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Raaj Pathar ka! by nirbhay in Miscellaneous Shayri
pathar by saahill in Shayeri for Dard -e- Bewafai
pathar by saahill in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #61 on: August 19, 2006, 04:42:47 AM »
wah kaya baat hai....

sard hawa bhi agg lagane lagi
garm hawa sard ahh sunane lagi
tanha din, tanha yah raatein
yandon ki wadi, her taraf chane lagi..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #62 on: August 19, 2006, 05:10:16 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai....

sard hawa bhi agg lagane lagi
garm hawa sard ahh sunane lagi
tanha din, tanha yah raatein
yandon ki wadi, her taraf chane lagi..


aap bhi kam nhi hai pooja ji......

yadoon ki wadi mein tanhayee satati hai,
sard hawa ke jhoke teri yaad leker aati hai.
dard chubhta hai her pal teri judai ka..
diya aacha sila tune meri wafaai ka
Logged
Pooja
Guest
«Reply #63 on: August 19, 2006, 05:13:16 AM »
wafa yaha kis ko raas aati hai
ek bewafa ki yaad sath laati hai
sard hawa ki yah wadi tanha
her pal meri jaan liye jaati hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #64 on: August 19, 2006, 05:28:26 AM »
Quote from: "Pooja"
wafa yaha kis ko raas aati hai
ek bewafa ki yaad sath laati hai
sard hawa ki yah wadi tanha
her pal meri jaan liye jaati hai


ishq tadpata hai kabhi marta nhi,
husala humara bhi kabhi haarta nhi.
bewafaai ke pairon mein aaj bhi aahat hai
dard sehte hai hum aur. dard sehne ki chahat hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #65 on: August 19, 2006, 05:36:19 AM »
wah kaya baat hai, last line bahoot hi achi likhi hai apne...

dard ki chahat yah rang laai hai
takdeer mai ab sirf judai hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #66 on: August 24, 2006, 04:35:17 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai, last line bahoot hi achi likhi hai apne...

dard ki chahat yah rang laai hai
takdeer mai ab sirf judai hai


ishq ke aansoo aankho mein samjho ye barsati hai.
aankhiyon mein asli ashq to judaai hi laati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #67 on: August 25, 2006, 07:09:07 AM »
armaan mere khud ke muje rulate hai
na ho sake jo mere, wo kayun itne yaad attehai
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #68 on: August 25, 2006, 07:21:21 AM »
Quote from: "Pooja"
armaan mere khud ke muje rulate hai
na ho sake jo mere, wo kayun itne yaad attehai


Wah  Kya baat hai pooja ji!!!

Sabse chhupa kar Dard , Jo woh muskura diya!
Us ki Hansi ne to aaj mujh ko rula diya!

Lahje se uth raha tha har ek dard ka dhuaan,
Chehra bata raha tha ke kuchh ganwaa diya!

Awaaz mein Thehraaw tha ankhon mein thi nami,
aur kah raha tha ki maine sab kuchh bhula diya!

Jaane kya logon se usko theen shikayatein,
Tanhaiyon ke des mein khud ko basa diya!

Khud bhi woh hum se bichhadkar adhoora sa ho gaya,
Mujh ko Bhi Itne logon mein tanha bana diya!!
[/color]





nm
Logged
Pooja
Guest
«Reply #69 on: August 25, 2006, 07:34:13 AM »
Usual Smile bahot hi achi lines hai.... dil se likhi hui....Usual Smile

her apna ilzaam ajj wapis liya
kaise kah du ki mujko tanha kiya

badi wafa se uski yaadon ne sath nibhaya hai
her ek beete pal ne, kabhi kabhi hasaya hai

kuch to tha usme, jo umind kabhi tooti nahi
di hui hai her cheez usne, jo sirf mera nahi...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #70 on: August 25, 2006, 11:35:39 AM »
Quote from: "sharmaarunkumar"

Sabse chhupa kar Dard , Jo woh muskura diya!
Us ki Hansi ne to aaj mujh ko rula diya!

Lahje se uth raha tha har ek dard ka dhuaan,
Chehra bata raha tha ke kuchh ganwaa diya!

Awaaz mein Thehraaw tha ankhon mein thi nami,
aur kah raha tha ki maine sab kuchh bhula diya!

Jaane kya logon se usko theen shikayatein,
Tanhaiyon ke des mein khud ko basa diya!

Khud bhi woh hum se bichhadkar adhoora sa ho gaya,
Mujh ko Bhi Itne logon mein tanha bana diya!!
[/color]





nm


sach mein bahut aachi lines thi kumar ji.
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #71 on: August 26, 2006, 09:08:15 AM »
Thanks Pooja ji & Bhondu ji!!

Sochta hoon usey neend bhi aati hogi!
Ya faqat meri tarah ashq bahati hogi!

Woh meri shakal mera naam bhoolne wali,
Apni Tasweer se kya aankh milati hogi!

Shaam hote hi Chaukhat par jala kar shamaein,
Apni Palkon par kai khwaab sulati hogi!

Is ne silwa bhi liye honge siyah rang libaas,
ab moharram ki tarah Eid manati hogi!

Hoti hogi mere bossey ki talab mein pagal,
Jab bhi Zulfon mein koi Phool Sajati hogi!
[/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #72 on: August 27, 2006, 07:12:20 AM »
wah kaya baat hai AKS ji

dil torr kar wo chain ki nind sote hai
bedard insaan, issi tarah ke hote hai

hum hi hai pagal, jo unke liye rote hai
unki bewafai per, ansoo se jakhmo ko dhote hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #73 on: August 28, 2006, 04:40:46 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai AKS ji

dil torr kar wo chain ki nind sote hai
bedard insaan, issi tarah ke hote hai

hum hi hai pagal, jo unke liye rote hai
unki bewafai per, ansoo se jakhmo ko dhote hai


bahut aache pooja ji,

dil todte hai her pal phir bhi dil se nhi jaate hai,
dil mein base insaan kyn bhulaye nhi jaate hai ?

hum her jatan kerte hai wo wapas nhi aate hai,
dil mein base insaan kyn bhulaye nhi jaate hai ?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #74 on: October 20, 2006, 06:52:22 AM »
bahoot sahi kaha dost kavi ji......

bhool gaye jo hume, wo ajj bhi yaad atte hai
dhoka bahoot sahe unke, apne dhoko se ab ghabraate hai
dil kahna hai na ayye wo wapis, ab aor zulam unke sahe nahi jaate hai
phir kayun yaandon ke ghare mai, dard hum sahe jaate hai
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 04:38:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer