~~**Pather bana dia **~~

by Sonu on June 16, 2006, 04:23:41 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1772 times)
Sonu
Guest


pathar bana dia mujhe ronay nahi dia
daman bhi tere gham se begonay nahi dia

tanhaaian tumhara pata poochti hain
shab bar tumhari yaad ne sonay nahi dia

ankhon main aah kar beth gae ashkon ki lehare
Diwaane palkon pe koi khaab peronay nahi dia

dil ko tumharay naam ke aahnsu azeez thay
dunya ka koi dard samonay nahi dia

Sonu yun us ki yaad haath thaam ke
mele main is jahan key humney  khonay nahi dia



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Ghazals
dil pather ho gya.... by Amarjeet Kaur in Shayri-E-Dard
Pather(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pather Kya Loha Bhi Pigla De by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
Sonu
Guest
«Reply #1 on: October 29, 2006, 06:02:46 AM »
Waade bhi dost ne kya khub nibhaye,
Zakham muft mein aur dard tohfe me bhijwaye,
Is se badhkar wafa ki misaal kya hogi,
Maut se pehle hi dost kafan le aye
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: October 29, 2006, 07:17:35 AM »
wah sonu kaya baat hai, bahoot hi acha likha hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #3 on: October 29, 2006, 04:05:48 PM »
Pooja sis thanks...:oops:

Quote from: "Pooja"
wah sonu kaya baat hai, bahoot hi acha likha hai
Logged
Sonu
Guest
«Reply #4 on: October 29, 2006, 04:06:36 PM »
Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,
diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: October 29, 2006, 06:23:55 PM »
wonderful  Sonu...............   bahot acchi poem  lagi  mujhe.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #6 on: October 31, 2006, 05:04:41 AM »
shukriyaaa waheed...

Quote from: "waheed_rose2004"
wonderful  Sonu...............   bahot acchi poem  lagi  mujhe.....
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #7 on: October 31, 2006, 10:41:07 AM »
Quote from: "Sonu"


pathar bana dia mujhe ronay nahi dia
daman bhi tere gham se begonay nahi dia

tanhaaian tumhara pata poochti hain
shab bar tumhari yaad ne sonay nahi dia

ankhon main aah kar beth gae ashkon ki lehare
Diwaane palkon pe koi khaab peronay nahi dia

dil ko tumharay naam ke aahnsu azeez thay
dunya ka koi dard samonay nahi dia

Sonu yun us ki yaad haath thaam ke
mele main is jahan key humney  khonay nahi dia


Wah Sonu.. kya kamaal ka likha ....

zamaane se kya shikwa kareinge,
Kismat mein hi  jab daga khaana tha

kis kis ki hum baat sunNe
Jab maksad unka humein rulana tha

mehfil bhi tanha reh gayi
mausam bhi rangat kho gaye

na Paa sake jiske liye mitt gaye hum
Shayad JEET hi aaibon ka khaazana tha.....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #8 on: October 31, 2006, 10:51:57 AM »
Quote from: "burniing_desiires"
Quote from: "Sonu"


pathar bana dia mujhe ronay nahi dia
daman bhi tere gham se begonay nahi dia

tanhaaian tumhara pata poochti hain
shab bar tumhari yaad ne sonay nahi dia

ankhon main aah kar beth gae ashkon ki lehare
Diwaane palkon pe koi khaab peronay nahi dia

dil ko tumharay naam ke aahnsu azeez thay
dunya ka koi dard samonay nahi dia

Sonu yun us ki yaad haath thaam ke
mele main is jahan key humney  khonay nahi dia


Wah Sonu.. kya kamaal ka likha ....

zamaane se kya shikwa kareinge,
Kismat mein hi  jab daga khaana tha

kis kis ki hum baat sunNe
Jab maksad unka humein rulana tha

mehfil bhi tanha reh gayi
mausam bhi rangat kho gaye

na Paa sake jiske liye mitt gaye hum
Shayad JEET hi aaibon ka khaazana tha.....


awesome........  Jeet.........  Sonu..........   wonderful  Reply...........
Logged
ranjana
Guest
«Reply #9 on: October 31, 2006, 10:58:15 AM »
bahut khoob sonu aur jeet ......wonderful  ...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #10 on: November 01, 2006, 04:23:28 AM »
thanks ranjitey ... tu vi reply bahut sohna likhiya hai...

ahj teyver hai deykhney jeysey kuch tu huna tha ruthna jeysey....
hum to keya app bhi nahi kamsin keya,
yea rishta hai tutney jeysa?....
pyar mey es thraa statey hai ?...
ji, satya hai apney ney jeysa...
ley gaye husratey bhi, armaa bhi...
pass ab keya tutney jeysa...
hum bhi khamosh or vo bhi chup...
boley koi to bolney jeysa...

Quote from: "burniing_desiires"
Quote from: "Sonu"


pathar bana dia mujhe ronay nahi dia
daman bhi tere gham se begonay nahi dia

tanhaaian tumhara pata poochti hain
shab bar tumhari yaad ne sonay nahi dia

ankhon main aah kar beth gae ashkon ki lehare
Diwaane palkon pe koi khaab peronay nahi dia

dil ko tumharay naam ke aahnsu azeez thay
dunya ka koi dard samonay nahi dia

Sonu yun us ki yaad haath thaam ke
mele main is jahan key humney  khonay nahi dia


Wah Sonu.. kya kamaal ka likha ....

zamaane se kya shikwa kareinge,
Kismat mein hi  jab daga khaana tha

kis kis ki hum baat sunNe
Jab maksad unka humein rulana tha

mehfil bhi tanha reh gayi
mausam bhi rangat kho gaye

na Paa sake jiske liye mitt gaye hum
Shayad JEET hi aaibon ka khaazana tha.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #11 on: November 01, 2006, 04:24:35 AM »
waheed shukriaaa...

Quote from: "waheed_rose2004"

awesome........  Jeet.........  Sonu..........   wonderful  Reply...........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #12 on: November 01, 2006, 04:25:03 AM »
Ranju sis.. shukriya....

Quote from: "ranjana"
bahut khoob sonu aur jeet ......wonderful  ...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #13 on: November 01, 2006, 04:33:52 AM »
bin sidhi ahkh sey utertey deykha...
es umedh mey bhi yea jism siharta deykha..
jub bhi deykaha usey ainaa deykhtey hi dekha hai....
barf key phadh ko pal mey nendh mey badeltey deykha hai...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #14 on: November 04, 2006, 06:34:29 AM »
Apna Ehsas mar na jaye kahin
Dard had se Guzar na jaye kahin
Un ko dekhey hoye hoi Sadyan
Un ka Chehra bikhar na jaye kahin

Ab k Awaz doon to aa jana
Dil Deewana Sudhar na jaye kahin
Un ka Wada to hai magar Dil ko
Darr hai k kafir mukar na jaye kahin

Dard, Jugnoo, Hawa, Giley Shikwey
Yeh Mukaddar Sanwar na jaye kahin
Meri Dunya hai Dard ki Surat
Gul ki Surat Nikhar na jaye kahin

Khak se Aab tak to aa pohnchey
Ab yeh Darya Utar na jaye kahin
Yeh Mohabbat bhi ek Bala theri
Hum ko Darr hai wo Darr na jaye kahin

Is liye Muskuraye phirti hoon
Un ki Aankh bhi na bhar jaye kahin
Dil se guzra to hai magar Sonu
Apni Jaan se guzar na jaye kahin
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:46:50 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer