patthar

by salil2002 on October 02, 2008, 03:25:04 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1512 times)
salil2002
Guest
na koi jaane mujhe na main kisi ko jaanu
meri pehchaan ko ab tum mita do
main ab reh nahi sakta oosse juda hokar
mujhe qatl kar do ya karwa do
main na chahon ab kissi aur ko na koi mujhe chahe
mujhe nafrat karna bhi tum sikha do
kii dooba hua hoon main dard main
magar main kehta nahin ki mujhe dawa do
tha bahut kamzor yeh dil mera
magar kab kaha tha maine kii mujhe patthar tum bana do.........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Meri johli ke Patthar, by Raj in Shayri-E-Dard
Patthar Dil...... by Ghayal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Patthar Kabr ka by ravisca2003 in Shayri for Dard -e- Judai
~~ Suno Patthar Nahi Hona ~~ by angel4u in Shayri-E-Dard
sonalxoxo
Guest
«Reply #1 on: October 02, 2008, 08:48:29 PM »
 Clapping Smiley wow...
mujhe ek minute ke liye sochna pada ke kaise kisi ne tumhe itna dard diya
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: October 03, 2008, 12:29:04 PM »
sonal thnks for ur appreciation..........
u r a new member?
Logged
sonalxoxo
Guest
«Reply #3 on: October 03, 2008, 05:15:54 PM »
yes I am a new member
Logged
Sifar6567
Guest
«Reply #4 on: October 04, 2008, 03:14:24 AM »
Bahut sahi likha hai salil ji...  Thumbs UP
aisa lagta hai shabd seedhe dil ki gehrayiyon se nikale hain!!!
Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: October 04, 2008, 03:51:26 AM »
Bahut achhe salil..

Pattharon ki deewaron se takraye aise,
armaan bikhar gaye kaanch ke jaise,
sochte hia aksar ye tanhaiyon mein,
tum bhi muskurate hoge in phoolon jaise...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: October 04, 2008, 03:19:18 PM »
thnks angel sonal and sifar........
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: October 07, 2008, 07:42:51 AM »
na koi jaane mujhe na main kisi ko jaanu
meri pehchaan ko ab tum mita do
main ab reh nahi sakta oosse juda hokar
mujhe qatl kar do ya karwa do
main na chahon ab kissi aur ko na koi mujhe chahe
mujhe nafrat karna bhi tum sikha do
kii dooba hua hoon main dard main
magar main kehta nahin ki mujhe dawa do
tha bahut kamzor yeh dil mera
magar kab kaha tha maine kii mujhe patthar tum bana do.........


Bohot Khoob hai ye dard ki daastaan  Applause Applause

Jhilmil taare jin main chaahe the kabhi
Aankhon ko askhon ka samandar bana gaya
Sikha gaya wo mujhko jeene ka naya hunar
Dard itna diya, mujhko
patthar bana gaya
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: October 07, 2008, 10:47:24 AM »
Bohot Khoob hai ye dard ki daastaan  Applause Applause

Jhilmil taare jin main chaahe the kabhi
Aankhon ko askhon ka samandar bana gaya
Sikha gaya wo mujhko jeene ka naya hunar
Dard itna diya, mujhko
patthar bana gaya
shukriya talat
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:44:57 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer