Payaar ka lafz, Nafarat sa mujko lagta hai!!!

by Pooja on March 16, 2006, 04:38:20 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12
Print
Author  (Read 8492 times)
Raj_tanha
Guest
«Reply #105 on: March 31, 2006, 05:27:52 AM »
Pooja ji really aap bahut acha likhti hai:

Jindagi pyar ki mohtaaz rahe to acha hai
Kisi ke dard pe tujhe naaz rahe to acha hai
Un bar bar mere dard ka ye raaz na pucho
Mere dard ka ye raaz, raaz rahe to acha hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PAYAAR by Amit Janglan in Shairy-E-Watan « 1 2 3  All »
PAYAAR by SAMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
mohabbat - bas ek lafz sa lagta hai by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Nafarat na kare hamse....mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri
Payaar Moran Di Nahin, Batoran Di Cheese Eh.... by surindarn in Miscellaneous Poetry in Punjabi
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #106 on: March 31, 2006, 12:37:12 PM »
good work raj ji
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #107 on: March 31, 2006, 01:50:35 PM »
bahot  khoob...  Pooja sis...  Bhondu...........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #108 on: April 01, 2006, 03:23:55 PM »
Quote from: "Raj_tanha"
Pooja ji really aap bahut acha likhti hai:

Jindagi pyar ki mohtaaz rahe to acha hai
Kisi ke dard pe tujhe naaz rahe to acha hai
Un bar bar mere dard ka ye raaz na pucho
Mere dard ka ye raaz, raaz rahe to acha hai


thanks Raj!! apne bhi bahoot hi acha likha hai!!

zindagi ab khud hi unko mohtaz ho gai
her dard mera, ek raz ki baat ho gai
na koi sawal, na hi koi jawab hai dil mai
ek wo muskaan, aor yah mera dard, lo sari baat ho gai!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #109 on: April 01, 2006, 03:27:27 PM »
Quote from: "Pooja"

zindagi ab khud hi unko mohtaz ho gai
her dard mera, ek raz ki baat ho gai
na koi sawal, na hi koi jawab hai dil mai
ek wo muskaan, aor yah mera dard, lo sari baat ho gai!!


aankho mein teri surat,
dil mein tasveer yaar ki.
aankho se tapakte ashq.
bas yahi kahani hai pyaar ki.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #110 on: April 01, 2006, 03:34:44 PM »
wah kaya baat hai.. app to bas do line mai sab kuch kah jaaty hai.... bahoot khoob!!!

payar ki kahani, kin shabdo mai batlaye
dar hai kahin kuch dard na bikhar jaaye!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #111 on: April 01, 2006, 03:38:40 PM »
Quote from: "Pooja"

payar ki kahani, kin shabdo mai batlaye
dar hai kahin kuch dard na bikhar jaaye!!


kahani ke shab naa chute ki wakya tere yaar ka hai.
dard thoda bhi naa bikahrne paaye ki dard tere pyaar ka hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #112 on: April 01, 2006, 03:40:59 PM »
wah kaya baat hai

payaar ka dard kabhi juban se bataya na gaya
jab bhi kari koshish, ashqo ka sailab, chupaya na gaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #113 on: April 01, 2006, 03:54:30 PM »
Quote from: "Pooja"

payar ki kahani, kin shabdo mai batlaye
dar hai kahin kuch dard na bikhar jaaye!!


kahani ke shab naa chute ki wakya tere yaar ka hai.
dard thoda bhi naa bikahrne paaye ki dard tere pyaar ka hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #114 on: April 01, 2006, 03:56:57 PM »
sard hai hawa, barsaat ka bhi kuch zor hai
khamosh hai fiza, dil mai magar bahoot shor hai!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #115 on: April 01, 2006, 04:00:20 PM »
Quote from: "Pooja"
sard hai hawa, barsaat ka bhi kuch zor hai
khamosh hai fiza, dil mai magar bahoot shor hai!!


khaamosh fiza mein aapni kahani suna dijiye..
aaj aapne dil ka haale dard baata dijiye........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #116 on: April 01, 2006, 04:04:31 PM »
haale dard kabhi juban per laye na gaye
jab kari koshish, ansoo apne chupaye na gaye
khaomsh hai jakham, dard ko bhi kuch araam hai
kalam ka hai yah kaam, app kayun preshan hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #117 on: April 01, 2006, 04:10:25 PM »
Quote from: "Pooja"

haale dard kabhi juban per laye na gaye
jab kari koshish, ansoo apne chupaye na gaye
khaomsh hai jakham, dard ko bhi kuch araam hai
kalam ka hai yah kaam, app kayun preshan hai


haale dard aapke zubaan per laana chahunga.
aapke aansoo aapne aankho se bahana chahunga.
aap humko aati ho pasand.
isliye aapko aapna dost banana chahunga.......



koi aitraaj to nhi...Huh?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #118 on: April 01, 2006, 04:21:37 PM »
kisse karegy shikayat, kismat se dost paya hai
magar dekhon usse bhi, wo bhi dard sath laya hai
mange hai mere ansoo, shayd pathar dil muje bataya hai
pakar app jaisa dost, yah dil thora sa muskuraya hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #119 on: April 01, 2006, 04:29:52 PM »
Quote from: "Pooja"
kisse karegy shikayat, kismat se dost paya hai
magar dekhon usse bhi, wo bhi dard sath laya hai
mange hai mere ansoo, shayd pathar dil muje bataya hai
pakar app jaisa dost, yah dil thora sa muskuraya hai


aapko to humari her ek baat yaad hai.
chorna na "bhondu" ko bas yahi fariyad hai.
is veerane baag mein aaj ek phool khila hai
barsoon baad aap jaisa koi dost mila hai...
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:32:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer