Payaar ka lafz, Nafarat sa mujko lagta hai!!!

by Pooja on March 16, 2006, 04:38:20 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 12
Print
Author  (Read 8591 times)
Pooja
Guest
«Reply #60 on: March 23, 2006, 03:51:32 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob!!!

Dil ka diya (jayoti), bujhana chahti hu main
kahin bahoot door nikal jaana chahti hu main

na ho jaha koi apna, na ho koi waha begana
na ho mera agan, na ho koi khundhar purana

na dekhaein muje koi, na hi mai kisi ko najar aau
chale na jahan hawa bhi, suraj, chand , tare sabko pichy chor aau

bahak gai hai Ajj yah Pooja, dil kaise iske ko samjhaau
bahoot tay kar liya yah sufer, ab kahin toot kar main bikhar jaau!!!

Bahut aacha likha hai aapne pooja JI , per humarehote hue aap itni niraash kyn ho gayi...

na dil ka diya (joyti) bujhao , ki "Tel" abhi baaki hai.
na "BHONDU" se door jaao ki safar aabhi baki hai.

aapna na maana to gum nhi, begana na kaha hota.
purana khandhar nhi, apna ghar naya hota.

naa dekhe aapko hum phir bhi nazar aati ho.
jaaogi door nazaroon se per dil se nhi jaati ho.

naa bahko aap yu ki aapke hosh abhi baki hai.
kaise bikhar jaane de aapke dost aabhi baki hai.

Wah wah wah!! Bahoot hi khubsoorat jawab diya hai apne Bhondu ji!!

Mana ki abhi kuch tail baki hai, jeene ki magar hasart nahi rahi
Mana hai app jaise dost mere, dosto ko aor dard dene ki tabiyat nahi rahi

Kisko kahu, apna ya begana, khud ki hi jab hosh na rahi
Kaise pakru nai koi raah, jab poorani raah ki bhi chah na rahi

Her taraf sirf ek andhiyaara sa chaya hai
Door talak humne dekh liya, koi na ajar ayya hai

Hosh kaha ab, sara hosh, is dard mai gawaya hai
So lane do ab in ankhon ko, umar bhar jinhe intzaar mai jagya hai!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PAYAAR by Amit Janglan in Shairy-E-Watan « 1 2 3  All »
PAYAAR by SAMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
mohabbat - bas ek lafz sa lagta hai by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Nafarat na kare hamse....mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri
Payaar Moran Di Nahin, Batoran Di Cheese Eh.... by surindarn in Miscellaneous Poetry in Punjabi
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #61 on: March 24, 2006, 01:17:09 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob!!!

Dil ka diya (jayoti), bujhana chahti hu main
kahin bahoot door nikal jaana chahti hu main

na ho jaha koi apna, na ho koi waha begana
na ho mera agan, na ho koi khundhar purana

na dekhaein muje koi, na hi mai kisi ko najar aau
chale na jahan hawa bhi, suraj, chand , tare sabko pichy chor aau

bahak gai hai Ajj yah Pooja, dil kaise iske ko samjhaau
bahoot tay kar liya yah sufer, ab kahin toot kar main bikhar jaau!!!

Bahut aacha likha hai aapne pooja JI , per humarehote hue aap itni niraash kyn ho gayi...

na dil ka diya (joyti) bujhao , ki "Tel" abhi baaki hai.
na "BHONDU" se door jaao ki safar aabhi baki hai.

aapna na maana to gum nhi, begana na kaha hota.
purana khandhar nhi, apna ghar naya hota.

naa dekhe aapko hum phir bhi nazar aati ho.
jaaogi door nazaroon se per dil se nhi jaati ho.

naa bahko aap yu ki aapke hosh abhi baki hai.
kaise bikhar jaane de aapke dost aabhi baki hai.

Wah wah wah!! Bahoot hi khubsoorat jawab diya hai apne Bhondu ji!!

Mana ki abhi kuch tail baki hai, jeene ki magar hasart nahi rahi
Mana hai app jaise dost mere, dosto ko aor dard dene ki tabiyat nahi rahi

Kisko kahu, apna ya begana, khud ki hi jab hosh na rahi
Kaise pakru nai koi raah, jab poorani raah ki bhi chah na rahi

Her taraf sirf ek andhiyaara sa chaya hai
Door talak humne dekh liya, koi na ajar ayya hai

Hosh kaha ab, sara hosh, is dard mai gawaya hai
So lane do ab in ankhon ko, umar bhar jinhe intzaar mai jagya hai!!

aap bhi yaar gajab ka likhti ho !! hum to aapke dewane ho gaye hai...

yadi dost dil se kaha hota to dard wali baat nhi hoti.
jahan diya(joyti) "BHONDU" ke lahu se jale , wahan raat nhi hoti.
dost kaha hai to aapko andhere (dukh) mein kaise chor du,
kya dosti yahi kahti hai ki aapse muh mood lu.
jahan koi nazar nhi aaya to ek baar humien bhi yaad liya hota,
dil ki gahraiyoon se ek baar to humara naam liya hota.
asko ko bahana chor do ki gum ke dil jaane wale hai.
aankho ko pyaar se band ker lo ki humare sapne aane wale hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #62 on: March 24, 2006, 03:17:02 PM »
koi sapna, koi chahat, koi roshini yahan talk nahi atti
yah wo veeran ankhein hai, jisme se koi sada nahi atti
dil se koi naam nikale kaise, jakhmo se laholuhaan hai
ek cheekh ruki hai kahin, shayad anteen saans ki wo aan hai
ho sake to dosti ka yah farz nibhana, meri mout ko unse umar bhar chupana!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #63 on: March 24, 2006, 03:48:54 PM »
Quote from: "Pooja"
koi sapna, koi chahat, koi roshini yahan talk nahi atti
yah wo veeran ankhein hai, jisme se koi sada nahi atti
dil se koi naam nikale kaise, jakhmo se laholuhaan hai
ek cheekh ruki hai kahin, shayad anteen saans ki wo aan hai
ho sake to dosti ka yah farz nibhana, meri mout ko unse umar bhar chupana!!

Dost ko yuhi chorker jaate nhi hai,
maana aap per dukho ka samander hai per ghabrate nhi hai.
aapki ki maut bhi meri chaukhat se gujarna hoga.
aap ko arthi per sulane ke liye meri rooh ka bichuna hoga.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #64 on: March 24, 2006, 04:25:47 PM »
wah wah wah!!! kaya baat hai!!! bahoot khoob!! apke sath likh kar bahoot acha lag raha hai!!!

Teri rooh ko, maine bahoot sataya hai
Tera koi bhi ansoo mujse na chup paya hai
ajeeb naata hai, dosti ka tujse
chup rah kar, tune bahoot sath nibhaya hai

Dil ki hai baaty, dard tera janati hu
uske baad, tujko hi to apna manati hu
yah janam to uski chaht mai hi jayega
agle janam mai ho sath tera, yahi dil tujse kah kar jayega!!
Logged
lover_boy
Guest
«Reply #65 on: March 24, 2006, 04:28:19 PM »
hi pooja ji pehchana. how r u?
 well bohut achaa likha hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #66 on: March 24, 2006, 04:32:10 PM »
Quote from: "Pooja"

Teri rooh ko, maine bahoot sataya hai
Tera koi bhi ansoo mujse na chup paya hai
ajeeb naata hai, dosti ka tujse
chup rah kar, tune bahoot sath nibhaya hai

Dil ki hai baaty, dard tera janati hu
uske baad, tujko hi to apna manati hu
yah janam to uski chaht mai hi jayega
agle janam mai ho sath tera, yahi dil tujse kah kar jayega!!

ye janam to unki yaad mein kat jaayega,
kam se kam agle janam mein mera number to aayega.
is janam mein hi dil ko itna bekarar karenge.
agle janam mein bhi aapka intzaar karenge.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #67 on: March 24, 2006, 05:06:18 PM »
Quote from: "lover_boy"
hi pooja ji pehchana. how r you?
 well bohut achaa likha hai

Amit ji welcome back!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #68 on: March 24, 2006, 05:08:10 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"

Teri rooh ko, maine bahoot sataya hai
Tera koi bhi ansoo mujse na chup paya hai
ajeeb naata hai, dosti ka tujse
chup rah kar, tune bahoot sath nibhaya hai

Dil ki hai baaty, dard tera janati hu
uske baad, tujko hi to apna manati hu
yah janam to uski chaht mai hi jayega
agle janam mai ho sath tera, yahi dil tujse kah kar jayega!!

ye janam to unki yaad mein kat jaayega,
kam se kam agle janam mein mera number to aayega.
is janam mein hi dil ko itna bekarar karenge.
agle janam mein bhi aapka intzaar karenge.

wah kaya jawab diya hai!!! bahoot khoob!!

Kash yah dil, usko bhool pata
Is dil se tera dard bhi nahi dekha jaata
zid chor de, mar jaane de mujko
shayad meri mout se, ek nai zindagi mil jaaye tujko!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #69 on: March 24, 2006, 05:11:51 PM »

aap se pahle to hum marna chahte hai per maut mujhe aati nhi.
kya karu ek aadat si ban gayi ho tum aurr.... adat kabhi jaati nhi.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #70 on: March 24, 2006, 05:15:30 PM »
excellent  work ... Bhondu......... Pooja sis........

NaHi Ab To Koi MaLaL Bhi KiSi WapSi Ka KhaYaL Bhi,
GhuM Be-KaSi NaY MiTa Dia MeRaY DiL Mai Tha Bhi AgaR Koi............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #71 on: March 24, 2006, 05:17:42 PM »
wah!! Subhan Allah!!! kaya baat likhi hai apne!!! bahoot khoob!!

Teri issi adat ne, dil mera tarpaaya hai
na chah kar bhi, is dil ne tere sath hi sakoon paya hai
sanse di hai is Lash ko, kisi punaye karm se tumko paya hai
Teri is adaat ne dost, mujko ajj tak jeena sikhaya hai!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #72 on: March 24, 2006, 05:22:35 PM »
Quote from: "Pooja"
wah!! Subhan Allah!!! kaya baat likhi hai apne!!! bahoot khoob!!

Teri issi adat ne, dil mera tarpaaya hai
na chah kar bhi, is dil ne tere sath hi sakoon paya hai
sanse di hai is Lash ko, kisi punaye karm se tumko paya hai
Teri is adaat ne dost, mujko ajj tak jeena sikhaya hai!!

teri jeene ki umeed per hi to hum zinda hai.
aa naa sake tere kisi kaam isiliye sharminda hai.
aapko jo paaya hai ye mere aache naseeb hai.
isiliye to maut se zada ab aap kareeb hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #73 on: March 24, 2006, 05:51:04 PM »
wah kay abaat hai

Teri jaan mujme, meri saanse tuj se chalati hai
ajeeb hai zindagi, jab dekhon rang badalti hai
Khud ko sharminda jah kar, na mujko tarpaao tum
aa gaye to itne karreb, kahin dar se hi na mar jaaye hum!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #74 on: March 24, 2006, 05:51:59 PM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "Pooja"
wah!! Subhan Allah!!! kaya baat likhi hai apne!!! bahoot khoob!!

Teri issi adat ne, dil mera tarpaaya hai
na chah kar bhi, is dil ne tere sath hi sakoon paya hai
sanse di hai is Lash ko, kisi punaye karm se tumko paya hai
Teri is adaat ne dost, mujko ajj tak jeena sikhaya hai!!

teri jeene ki umeed per hi to hum zinda hai.
aa naa sake tere kisi kaam isiliye sharminda hai.
aapko jo paaya hai ye mere aache naseeb hai.
isiliye to maut se zada ab aap kareeb hai.

thanx Pooja sis.   wonderful  . Bhondu......  Pooja sis.  maza  aa raha hia.

Isi  ranjish  mein  humko  hai  be-ekhtiyaari
tujhe  teri  kha ke kasam  dekhte hain......
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 12
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:47:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer