Payaar ka lafz, Nafarat sa mujko lagta hai!!!

by Pooja on March 16, 2006, 04:38:20 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
Print
Author  (Read 8588 times)
HumTum is back
Guest
«Reply #90 on: March 30, 2006, 04:06:53 PM »
Quote from: "Pooja"


wahkay abaat hai!!! bahoot khoob HumTum ji!!!

payaar ne nafrat ka arth samhaya hai
bahoot door ab yah dil le ayya hai

payaar mai bhi koi pathar ban sakta hai
yah karwa such, kaya khoob samne ayya hai

unki bewafai ka aor meri wafa ki part (layer)
kaise meri lash mai, ajj najar ayya hai!!



waah waah !!!


Ishq ka yahi duniya mein silsila hai
Har asihq ko yha gum hi mila hai

Naseeb hi mere mujh se jaffa kargya
e dost tujh se mujhe kasia gila hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PAYAAR by Amit Janglan in Shairy-E-Watan « 1 2 3  All »
PAYAAR by SAMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
mohabbat - bas ek lafz sa lagta hai by diya786 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Nafarat na kare hamse....mann by mann.mann in Miscellaneous Shayri
Payaar Moran Di Nahin, Batoran Di Cheese Eh.... by surindarn in Miscellaneous Poetry in Punjabi
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #91 on: March 30, 2006, 04:07:38 PM »
Quote from: "Pooja"

payaar ne nafrat ka arth samhaya hai
bahoot door ab yah dil le ayya hai

payaar mai bhi koi pathar ban sakta hai
yah karwa such, kaya khoob samne ayya hai

unki bewafai ka aor meri wafa ki part (layer)
kaise meri lash mai, ajj najar ayya hai!!


Nafrat na hoti to pyaar ka mazaa na aata .
na hoti koi laila naa manjnu nazar aata .
nafarat se log pathar ban jaate hai.
pyaar na hota to pathar ko kaun pighlaata.
pyaar na hota tumko us bewafaa se.
to teri laash mein uska chehra kyn nazar aata...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #92 on: March 30, 2006, 04:13:10 PM »
bahoot khoob HumTum and Bhondu ji!!!

HumTum ji..

ISHAQ KA KAY ASILA, HUMKO NA SAMJH AYYA
KAYUN PAYAAR KE BADLE, HUMNE PAYAAR NA PAYA

JHOOTHY WAADE HAI, JHOOTHI TASALLI HAI
KUCH BHI SAMJHANA, IS DIL KO, KUCH KAAM NA AYYA


Bhondu ji.....

mana nafrat se payaar ko mol bar gaya
laila majnu ke kisse se itihaas saj gaya
meri hi kismat mai kayun, jaffa rah gai
sari umar ki wafa bhi, kayun itani kam rah gai!!!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #93 on: March 30, 2006, 04:19:11 PM »
Pooja ji ...


Usko jutha hi sahi par mujey uss se pyaar hai
woh bevffa hi sahi lekin dilkash sa mera yaar hai
mein uske wadoon ke sahare hi jee lunga, lekin
phir bhi ankhoon ko aaj bhi uska intzaar hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #94 on: March 30, 2006, 04:22:55 PM »
Quote from: "Pooja"

mana nafrat se payaar ko mol bar gaya
laila majnu ke kisse se itihaas saj gaya
meri hi kismat mai kayun, jaffa rah gai
sari umar ki wafa bhi, kayun itani kam rah gai!!!



Yu to kismat bhi meri mujhse jafa ker gayi.
bewafaii bhi humko bewafaa ker gayi.
chand yaadon se uski humne saash aapni banai thi.
ek ek ker ke wo bhi ukharti rah gay.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #95 on: March 30, 2006, 04:37:35 PM »
humtum ji!!!

jhooth per kabhi, kuch bana nahi
khawahish thi bahoot, kuch mila nahi
yandon ke sagar mai jab bhi dubaki lagai hai
kuch jakham aor kush ashqo ki doulat hi paai hai!!

Bhondu ji!!

kismat na ajj tak kis se wafa nibhai hai
jis tarf bhi dekha, dukh ki parchai hai
yahin soch kar humne bhi duniya se jaane ki sochi hai
kis kaam ki duniya, jisme na koi such ki parchai hai!!
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #96 on: March 30, 2006, 04:41:52 PM »
Pooja ji ....

Mein kya karu mujhey uske juth se bhi pyaar hai
Woh ba-waffa hai mujey iss baat se bhi inkaar hai
Ab to umr kategi uske juthe wadoon ke sahaare
Aap hi batao ke chahctoon pe kis ka iktiyaar hai ?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #97 on: March 30, 2006, 04:43:53 PM »
such kaha e dost, dil per koi zor chalta nahi
wo pal pal deta hai dhoka, kayun umind ka diya bujta nahi
her baar khud ko aise hi kah kar samjhaya
is baar hogi wafa, kayun itani si jafa per yah dil ghabraya!!! sad5
Logged
HumTum is back
Guest
«Reply #98 on: March 30, 2006, 04:49:28 PM »
Pooja ji ...


Hai agar usko tadpane ka shonq to yun hi sahi
Tadpne ka jazba hum bhi dil mein rakhte hai
Woh har baat kangar chalata hai dil pe to kya
Khoon e jigar ka hounsla hum bhi dil mein rakhte hai !!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #99 on: March 30, 2006, 04:52:16 PM »
wah kaya baat hai!!!

Honsla waha zinda, hasraty yahan jawan
phir bhi na mili manjil, kis tarah bichre karwan
kismato ka kheil, kuch kheil aise khila gaya
dono dilo mai payaar, mukadar judai bana gaya!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #100 on: March 30, 2006, 04:55:27 PM »
Quote from: "Pooja"

kismat na ajj tak kis se wafa nibhai hai
jis tarf bhi dekha, dukh ki parchai hai
yahin soch kar humne bhi duniya se jaane ki sochi hai
kis kaam ki duniya, jisme na koi such ki parchai hai!!


sach ki parchai na sahi, jhut ka fasana to hai.
pyaar kismat mein naa sahi , dosti ka thikana to hai.
khusiyoon ka daman chor hum dukh ko yaar bana le.
wafa ki umeed na rahi kisi se bewafaai ko pyaar bana le.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #101 on: March 30, 2006, 05:02:41 PM »
wah kaya baat hai...  apki lines ke upper yah likh rahi hu:

kahne ko to shabd hai
samjho to bahoot dard hai
zazbaato ka afsaana hai
sirf is dil ko samjhana hai!!!


Ab apke jawab mai:

jhooth ka afsaana, pani ka bulbula hai
payaar ke rasty per dosti ka thikana hai
khushiyion ki jagah gum tujko de du
itna pathar dil kaya apne mujko mana hai!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #102 on: March 30, 2006, 05:14:39 PM »
Quote from: "Pooja"

kahne ko to shabd hai
samjho to bahoot dard hai
zazbaato ka afsaana hai
sirf is dil ko samjhana hai!!!


Ab apke jawab mai:

jhooth ka afsaana, pani ka bulbula hai
payaar ke rasty per dosti ka thikana hai
khushiyion ki jagah gum tujko de du
itna pathar dil kaya apne mujko mana hai!!!


yu to aapko jawab dena suraj ko deepak dikhana hai.

yu to paani ka bulbula bhi mere dil aacha hai.
poothta hai per aawaz to kerta hai....


Aaap pathar dil bhi hoti to maaza aa jaata .
likh jaat jo naam humara phir kabhi nhi jaata.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #103 on: March 30, 2006, 05:17:18 PM »
sathi mere yahin to baat ho gai
is pathar ki apse pahle kisi aor se nmulakaat ho gai
naam jo uska is pathar ke dil per chup kar ayya hai
uske baad kisi ko kaise kah du apna, yah to sapne mai bhi na ayya hai!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #104 on: March 30, 2006, 05:25:25 PM »
Quote from: "Pooja"

sathi mere yahin to baat ho gai
is pathar ki apse pahle kisi aor se nmulakaat ho gai
naam jo uska is pathar ke dil per chup kar ayya hai
uske baad kisi ko kaise kah du apna, yah to sapne mai bhi na ayya hai!!!


Is pathar se se khuda kabhi khafa nhi hota.
khus rahta main agar wo naam bewafaa nhi hota..
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:11:06 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer