Phir Bhi Zamaane Mein Kharaab Hoon Main,..

by Jaanasheen on August 20, 2007, 02:36:13 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2389 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Dedicated To Me,..
For My Present Days,..

Shaam Ka Ek Bujhta Aftaab Hoon Main,..
Phir Bhi Zamaane Mein Kharaan Hoon Main,..

Pehle Jis Chaman Ki Raunakh Tha,.
Aaj Usi Chaman Ka Toota Gulaab Hoon Main,..
Phir Bhi Zamaane Mein Kharaab Hoon Main,.,

Har Ek Ko Khushi Di, Na Kisi KO Kabhi Gilaa Raha,.
Aaj Dekho Ek Band Ek Guzra Khwaab Hoon Main,.
Phir Bhi Zamaane Mein Kharaab Hoon Main,,..

Zulm Sehkar Jo Chup Reh Gaye,,.
Un Bekason Ka Jawaab Hoon Main,..
Phir Bhi Zamaane Mein Kharaab Hoon Main,...

___________________________-Jaanasheen-

________________-Azeem-_________________

Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #1 on: August 20, 2007, 03:36:36 PM »
very nice azeem bhai......too gud...........waise hua kya aisa aaj?
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 20, 2007, 09:14:27 PM »
BAHOOT KHOOB AZEEMBHAI..EK AAPKE LIYE

DEKH LENA AWAAZ DE KE
PAAS HUME APNE HAMESHA PAAOGE
TANHA HOKAR BHI
APNE AAP KO TANHA NA PAAOGE
DOOR REHKAR BHI DOSTO PE
NAZAR REHTI HAI APNI
THAM LENGE HAATH
JAB BHI THOKAR KHAAOGE
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #3 on: August 20, 2007, 11:12:38 PM »
Very Nice Azeem & Nice Reply Khwaish...
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #4 on: August 21, 2007, 09:47:33 AM »
Very Nice one Azeem and Good reply Khwaish...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 23, 2007, 09:11:02 AM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
very nice azeem bhai......too gud...........waise hua kya aisa aaj?


Shukriya,..

Yaar One Of My Friend Is Breaking Friendship With Me Kyunki Last Week Mujhse Ek Hadsa Hogaya,..
Wo Samajhte Hain ke Main Kharaab Hoon.,..
Isliye Dil Ki Sabhi Baatein Kehdi, Is Shayari Mein..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: August 23, 2007, 09:17:53 AM »
Quote from: "khwaish"
BAHOOT KHOOB AZEEMBHAI..EK AAPKE LIYE

DEKH LENA AWAAZ DE KE
PAAS HUME APNE HAMESHA PAAOGE
TANHA HOKAR BHI
APNE AAP KO TANHA NA PAAOGE
DOOR REHKAR BHI DOSTO PE
NAZAR REHTI HAI APNI
THAM LENGE HAATH
JAB BHI THOKAR KHAAOGE

Thank U And Nice One,.

Umeed To Yahi Thi, Ke Tham Lega Koi Thokar Khaane Ke Baad,..
Magar Kya Pata Tha Hume Ke Wo Bhi Thukra Dega Galti Hojaane Ke Baad,..

Pehle To Har Koi Saath Tha Apne, Dost Bhi Tha Humraaz Bhi Tha,..
Aaj Jo Hui Khata Humse Sab Rooth Gayem Aur Akela Hogaya Main Sab Paane Ke Baad,..

____________________________________________-Jaanasheen-
________________-Azeem-___________________

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: August 23, 2007, 09:21:31 AM »
Shukriya Aryan Ji And Shikha Ji,.
Aap Bhi Kuch LIkhte To Seekhne Ka Accha Muakha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: August 23, 2007, 09:25:06 AM »
Main Gham Ke Ghar Mein Kaid Hoon,.
Beghar Nahi Hoon Main,.
Thopkar Na Yun Lagaa Mujhe,.
Pathar Nahi Hoon Main,.

Khush Hoke Dekhte Ho Kya Meri Tabhaai ko.,.
Koi Suhaani Shaam Ka,.
Manzar Nahi Hoon Main,.

___________________________-Jaanasheen-
_____________-Azeem-_______________
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: August 23, 2007, 06:48:28 PM »
DEKH LENA AWAAZ DE KE
Umeed To Yahi Thi, Ke Tham Lega Koi Thokar Khaane Ke Baad,..
Magar Kya Pata Tha Hume Ke Wo Bhi Thukra Dega Galti Hojaane Ke Baad,..

Pehle To Har Koi Saath Tha Apne, Dost Bhi Tha Humraaz Bhi Tha,..
Aaj Jo Hui Khata Humse Sab Rooth Gayem Aur Akela Hogaya Main Sab Paane Ke Baad,..

____________________________________________-Jaanasheen-
________________-Azeem-___________________

[/b][/quote]

BAHUT KHOOB AZEEMBHAI..USSI RHYTM PE EK HAMARE TARAF SE

ROTA HAI DIL TANHAI MEIN AKSAR
SURAJ DHAL JAANE KE BAAD..
KHUD SE SAWAL KARTA HOON AUR
KHUD HI JAWAB DHOONDTA HOON
BAS BEBAS SA HO JATA HOON
TERE CHALE JAANE KE BAAD..
KASOOR KISKA THA?
YEH AB SOCHNE SE KYA FAAYDA
INSAAN HAMESHA ROTA HAI KUCH GAVAA DENE KE BAAD..
JO BEET GAYA,WOH EK KAL THA
YUH NA HIMMAT HAARNA "KHWAISH" KABHI,
HAR CHEEZ LAUT AATI HAI
KUCH WAQT GUZAR JAANE KE BAAD..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: August 23, 2007, 07:07:07 PM »
bahoot khoob Jaanasheen and Khwaish...

Jinda lash ko, jinda hi dafnaaye jaate hai
Nikal jaate hai pass se, meri haqiqat jhuthlaye jaate hai

Pathar nahi, hadsa nahi, ek insaan hu main bhi
Na jaane kaya se kaya mujhko banaye jaate hai

Rone ko ab din kaya aor raat kaya hai mere liye
Sisak sisak kar her ek din bitaye jaate hai

Jinda lash ko, jinda hi dafnaaye jaate hai
Nikal jaate hai pass se, meri haqiqat jhuthlaye jaate hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: August 24, 2007, 01:43:16 PM »
Quote from: "khwaish"
DEKH LENA AWAAZ DE KE
Umeed To Yahi Thi, Ke Tham Lega Koi Thokar Khaane Ke Baad,..
Magar Kya Pata Tha Hume Ke Wo Bhi Thukra Dega Galti Hojaane Ke Baad,..

Pehle To Har Koi Saath Tha Apne, Dost Bhi Tha Humraaz Bhi Tha,..
Aaj Jo Hui Khata Humse Sab Rooth Gayem Aur Akela Hogaya Main Sab Paane Ke Baad,..

____________________________________________-Jaanasheen-
________________-Azeem-___________________

[/b]


BAHUT KHOOB AZEEMBHAI..USSI RHYTM PE EK HAMARE TARAF SE

ROTA HAI DIL TANHAI MEIN AKSAR
SURAJ DHAL JAANE KE BAAD..
KHUD SE SAWAL KARTA HOON AUR
KHUD HI JAWAB DHOONDTA HOON
BAS BEBAS SA HO JATA HOON
TERE CHALE JAANE KE BAAD..
KASOOR KISKA THA?
YEH AB SOCHNE SE KYA FAAYDA
INSAAN HAMESHA ROTA HAI KUCH GAVAA DENE KE BAAD..
JO BEET GAYA,WOH EK KAL THA
YUH NA HIMMAT HAARNA "KHWAISH" KABHI,
HAR CHEEZ LAUT AATI HAI
KUCH WAQT GUZAR JAANE KE BAAD..[/quote]

Bahot Khoob Jawaab Diya Aapne,..

Suraj Dhala Jo Roshni Ka, Phir Na Angan Mein KOi Ujaala Paaya Humne,..
Har Ek Pe Aitbaar Kiya Tha "Khwaish" Tabhi To Dhoka Khaaya Humne,.

Ab Kya Kahein Hum Kya Kya Paaya Kya Lutaaya Yahan,..
Shayad Haseel Na Tha Hume Sakoon Kisi Se Tabhi To Sab Gawaaya Humne,..

Himmat To Humne Na Haari Hai,.
Aaj Bhi Koshish Humse Jaari Hai,..
Dard Dil Ka Kam Karna Tha Tabhi To Haal-e-Dil Tumko Sunaaya Humne,..

_________________________________________________-Jaanasheen-
________________________-Azeem-___________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: August 24, 2007, 01:44:37 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Jaanasheen and Khwaish...

Jinda lash ko, jinda hi dafnaaye jaate hai
Nikal jaate hai pass se, meri haqiqat jhuthlaye jaate hai

Pathar nahi, hadsa nahi, ek insaan hu main bhi
Na jaane kaya se kaya mujhko banaye jaate hai

Rone ko ab din kaya aor raat kaya hai mere liye
Sisak sisak kar her ek din bitaye jaate hai

Jinda lash ko, jinda hi dafnaaye jaate hai
Nikal jaate hai pass se, meri haqiqat jhuthlaye jaate hai


Shukriya Didi,..
Aur Aap Ka To Likhne Ka Andaaz Hi Niraala Hai,..
Shukriya Hausla Afzaai Ke Liye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: August 24, 2007, 01:49:30 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Jaanasheen and Khwaish...

Jinda lash ko, jinda hi dafnaaye jaate hai
Nikal jaate hai pass se, meri haqiqat jhuthlaye jaate hai

Pathar nahi, hadsa nahi, ek insaan hu main bhi
Na jaane kaya se kaya mujhko banaye jaate hai

Rone ko ab din kaya aor raat kaya hai mere liye
Sisak sisak kar her ek din bitaye jaate hai

Jinda lash ko, jinda hi dafnaaye jaate hai
Nikal jaate hai pass se, meri haqiqat jhuthlaye jaate hai


Laash Se Bardhkar Halat Hogayi Hai Apni,.
Na Yahan Ke Rahe Na Wahan Ke Rahe,..

Umeed Ki Thi Jinse Humdardi Paane Ki,.
Wo Sab Bhi Hume Sataa Ke Rahe,.

______________________--Jaanasheen--
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: August 24, 2007, 05:50:05 PM »
Nice ones Azeem and Khwaish...

And azeem for you...

Kharabi insaan mein nahi haalaat mein hoti hia,
zindagi mein bas yehi chiz ki nasamjhi hoti hia,
Doston se karna gila to hai dosti ka haq,
doston ko mana lena sachhi dosti ki pehchan hoti hia...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 11:20:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer