Phir Dard Ki Kahaani,.

by Jaanasheen on June 24, 2008, 02:16:44 PM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3704 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 02, 2008, 01:04:17 PM »
Jaane Kyun Wo Humse Apni Mohabbat ka Hisaab Maangte Hain,.
Khabar Hai Unhe Ujdi Bahaar Hai Meri Phir Kyun Gulaab Maangte Hain,.

Ab To Haddein Paar kardi Unhone Maang Ne Ki "Azeem",.
Dekhe The Jo Milkar Kabhi Hum Raaton Mein, Ab Wo Khwaab Maangte Hain,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #16 on: July 02, 2008, 01:31:12 PM »
Bahut accha likha hai aapne Jaanasheen bhaiya
Last wala mujhe bahut accha laga padkar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 02, 2008, 01:37:40 PM »
Shukriya Soniya Didi,.
Waise Aap Bhi Likhaa Karo na,.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #18 on: July 03, 2008, 05:04:54 AM »
Jaane Kyun Wo Humse Apni Mohabbat ka Hisaab Maangte Hain,.

Bhai Azeem..Lahko awaam Ke dilo Ka Sawal Aapne
yahaan Likha Hai Jinhe wafaa k badle Jafaa Mili Hai..

Ab To Haddein Paar kardi Unhone Maang Ne Ki "Azeem",.
Dekhe The Jo Milkar Kabhi Hum Raaton Mein, Ab Wo Khwaab Maangte Hain,.


Behtarin Makta Azeem Bhai..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 04, 2008, 01:17:24 PM »
Shukriya Mohammad Bhaijaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: July 04, 2008, 01:20:16 PM »
Raaste Khud Hi Tabaahi ke Nikaale Humne,.
Kar Diya Dil Kisi Patthar Ke Hawaale Humne,.

Humko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat Doston,.
Apna Ghar Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
syednaami
Guest
«Reply #21 on: July 04, 2008, 07:07:28 PM »
SAb doston ne badhiya ghazlen shaamil ki hain,,, maza aa gaya...
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #22 on: July 05, 2008, 03:59:11 AM »
Bahot Hi Khoob..Bhai Azeem

Main Gum K Ghar Me Qaid Hun.,
Be Gharr Nahi Hun Main.,
Thokar Na Yun Laga Muje.,
Patthar Nahi Hun Main......
                            [ Ata'a-Ul-Laah Khan.]
Logged
syednaami
Guest
«Reply #23 on: July 06, 2008, 08:07:17 AM »
Buhat achha raza bhai,,, kuchh mazeed likhen...
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #24 on: July 06, 2008, 08:13:45 AM »
Jaane Kyun Wo Humse Apni Mohabbat ka Hisaab Maangte Hain,.
Khabar Hai Unhe Ujdi Bahaar Hai Meri Phir Kyun Gulaab Maangte Hain,.

Ab To Haddein Paar kardi Unhone Maang Ne Ki "Azeem",.
Dekhe The Jo Milkar Kabhi Hum Raaton Mein, Ab Wo Khwaab Maangte Hain,.

________________________________________-Jaanasheen-


bahoot khoob janasheen
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #25 on: July 06, 2008, 08:36:26 AM »
superb Jaanasheen bhaiya and Mohammad jee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 06, 2008, 09:20:33 AM »
Shukriya Bekarar Ji,.
Razaa Bhai,.
Sonia Sis,.
 And Nice Sharing Bhai Jaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: July 06, 2008, 09:21:21 AM »
Dil Ki Baat Labon Par Lakar Ab Tak Dukh Sehte Hain,.
Hum Ne Suna Tha is Basti Mein Dil waale Bhi Rehte Hain,.

Beet Gaya Sawaan Ka Maheena Mausam Ne Nazrein Badli,.
Lekin In Pyaasi Aankhon Mein Ab Tak Aansoon Behte Hain,.

Ek Hume Awaara kehna Koi Badaa Ilzaam nahi,.
Duniya Waale Dil Waalon Ko Aur Bahoot Kuch Kehte Hain,.

Jiski Khateer shehar Bhi Chorda Jiske Liye Badnaam hue,.
Aaj Wohi Humse Begaane Begaane Se Rehte hain,.

Wo Jo Abhi Rehgizar Se Chak-e-Gareban Guzra tha,.
Us Aawara Deewaane Ko "Jalib Jalib kehte hain,.

_____________________________-habib jalib-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #28 on: July 06, 2008, 10:06:57 AM »
Good sharing Jaanasheen Jee
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #29 on: July 07, 2008, 04:45:41 AM »
Shukriya Bhai Syed.,Sonia Ji
Aur
Bhai Azeem Bahot Hi Achchha Kalam Pesh Kiya Hai.,
Habib Jalib Saab Ke Liye.,
Bahot Khoob.





Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:15:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.251 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer