Phir Dard Ki Kahaani,.

by Jaanasheen on June 24, 2008, 02:16:44 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3723 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: July 14, 2008, 12:27:32 PM »
Shukriya Sonia And Raza Bhaijaan,.
Pardhne Ke Liye,.
Waise Aap Bhi Kuch Likhte To Achcha Lagta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: July 14, 2008, 12:29:23 PM »
Koi diwana kehta hain,
koi pagal samjhta hain ,,
magar dharti ki bechaini,
ko
bas badal samjhta hain…

mai tujh se door kaisa hun.,
tu mujh se door kaisi hain,,
ye tera dil samhjta hain ,
ya mera dil samjhta hain…

________________-Nm-

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: July 14, 2008, 12:31:08 PM »
Samundar peer ke undar hain lekin ro nahin sakta,
Y aansu pyar ka moti hain..isko kho nahi sakta,,
Meri chahat ko dulhan tu bana lena, magar sun le
Meri chahat ko apna tu bana lena sunle,,
Jo mera ho nahin paya,
O tera ho nahin sakta..

__________________-Nm-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #33 on: July 15, 2008, 03:52:38 AM »
mai tujh se door kaisa hun.,
tu mujh se door kaisi hain,,
ye tera dil samhjta hain ,
ya mera dil samjhta hain…


Bahot Hi Khoob Hai Ye Chaar Lines.
Bhai Azeem.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #34 on: July 15, 2008, 03:57:05 AM »
Samundar peer ke undar hain lekin ro nahin sakta,
Y aansu pyar ka moti hain..isko kho nahi sakta,,
Meri chahat ko dulhan tu bana lena, magar sun le
Meri chahat ko apna tu bana lena sunle,,
Jo mera ho nahin paya,
O tera ho nahin sakta..

__________________-Nm-

Bhai Azeem Bahot Hi Khoob andaaz Se Baat Pesh Ki Gayi Hai
Logged
syednaami
Guest
«Reply #35 on: July 15, 2008, 04:28:14 AM »
Azeem bhaya aap ki paish karda nazmen buhat bahtreen hain...
Sabaq aamooz bhi hain... shukriya...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: July 16, 2008, 11:13:31 AM »
Shukriya raza Bhai And Naami Bhaijaan,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: July 16, 2008, 11:15:53 AM »
Bohat Khoob Azeem Bhai Dil Khush Kar Diya..

Lagey Raho.

Shukriya Bhaijaan,.
Magar Aap To saath Hi dene Chord Diye,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #38 on: July 31, 2008, 03:29:39 PM »
good work and nice sharing Lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: August 05, 2008, 08:17:25 AM »
shukriya Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: August 05, 2008, 08:25:04 AM »
Ab To Dhoke Khaane Ki Aadat Si Hogayi Hai,.
Ghamon Hume Muskuraane Ki Aadat Si Hogayi Hai,.

Kyun Bichaate Ho Aap Palkein Hamaari Rahon Mein,.
Hume To kaanton Par Chalne Ki Aadat si Hogayi Hai,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: October 20, 2008, 08:24:41 AM »
Mere Dard Ki Koi Intehaa Nahi,.
Ye To Samander Se Bhi Gehra Hai,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #42 on: October 20, 2008, 08:31:12 AM »
Bohat khoob bhai... Thumbs UP


Dhoka hai sab fareb hai iss duniya mein
Jise aapna kaha woh koi aur hai ghairon mein..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: October 20, 2008, 11:12:39 AM »
Sachchi Kaha Sis,.
Nice One,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: October 20, 2008, 11:16:16 AM »
Main Hoon Dard Ke Maaro Mein, Dard Meri Pehchaan Hai,.
Ro Rahe Hain Mere Dost Haal Par Mere,.
Jisne Ye Haal Banaaya Wohi Anjaan Hai,.

___________________________-Jaanasheen- hello2
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:11:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer