Phir Ghamon Ki Raah Mein,.

by Jaanasheen on September 01, 2009, 03:44:22 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1969 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Bazaar Mein  Dard-o-Gham Ke Jab Tum Jaana,.
Mere Liye "Aye Dost, Sare Dard Khareed Laana,.

Phool Mere Hisse Mein Kabhi Aaye Nahi "Dost,.
Meri Joli Mein Tum Kaanton Ko Chord Jaana,.

Mile Gham Musalsal Mujhe, Kuch Istarah "Dost,.
Ghamon Ki Sohbat Mein, Bhool Gaya Muskuraana,.

Ab Hawaa Ko Bhi Shikayat Hai Mere Saans Lene Se,.
Meri Hayaat Ke Liye Duaaon Mein Apne Haath Na Uthaana,.

-Azeem-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi ki raah mein by just_asim in Shayri-E-Dard
zindagi ki raah mein by aftab alam in SMS , mobile & JOKES
Mein chaloon: saath raah mein too ho! by abdbundeli in Ghazals
Lagtaa hai har safar mein, mein, un ki raah mein hoon! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Phir Beshak Raah Badal Lena........ by angel4u in Shayri-E-Dard
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: September 01, 2009, 07:20:56 PM »
Wah wah Azeem bhai,mindblowing creation,bahut khoob.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: September 02, 2009, 05:19:11 AM »
Bahut Khoob Azeem, bahut hi dard bhare ehsaas hai..aur ek tarah se sachayi bhi...!!! Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: September 02, 2009, 08:40:19 AM »
Wah wah Azeem bhai,mindblowing creation,bahut khoob.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Shukriya Madhuwesh Sis,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #4 on: September 10, 2009, 03:11:57 PM »
muhje maaf kardo, ae jaanasheen, kitna maine tumko dard diya hai...
bahot sataya mere pyaar ne tuhjko, kitna tuhjpe maine sitam kiya hai.

Ub na ladrungi ka b main tuhjse, sirf pyaar ki barsaat hua karegi...
pyaar jatati rahungi baar baar, jub jub tumse baat hua karegi.

Sorry Jaanu.....................................
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 10, 2009, 03:17:36 PM »
muhje maaf kardo, ae jaanasheen, kitna maine tumko dard diya hai...
bahot sataya mere pyaar ne tuhjko, kitna tuhjpe maine sitam kiya hai.

Ub na ladrungi ka b main tuhjse, sirf pyaar ki barsaat hua karegi...
pyaar jatati rahungi baar baar, jub jub tumse baat hua karegi.

Sorry Jaanu.....................................

Hmmm, Nice Lines Ji,.

Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #6 on: September 10, 2009, 05:07:44 PM »
Wah Wah Kya Baaat hai Azeem Bhai.. Pahala Jumla Hi Bada Damdaar Likha Hai.. Such Me.. Bahut Hi Khoooooooob Alfaaz Likhe Hain aapne.. Daad Kubool Karen is dost Ki.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: September 10, 2009, 09:00:16 PM »
Hmmm, Nice Lines Ji,.



humne sorry kaha ji, tah-e-dil se...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 05, 2009, 07:12:15 PM »
Bazaar Mein  Dard-o-Gham Ke Jab Tum Jaana,.
Mere Liye "Aye Dost, Sare Dard Khareed Laana,.

Phool Mere Hisse Mein Kabhi Aaye Nahi "Dost,.
Meri Joli Mein Tum Kaanton Ko Chord Jaana,.

Mile Gham Musalsal Mujhe, Kuch Istarah "Dost,.
Ghamon Ki Sohbat Mein, Bhool Gaya Muskuraana,.

Ab Hawaa Ko Bhi Shikayat Hai Mere Saans Lene Se,.
Meri Hayaat Ke Liye Duaaon Mein Apne Haath Na Uthaana,.

-Azeem-


Bahut Bahut Khoob Azeem..

Zabardast Peshkash!! Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: October 05, 2009, 07:23:06 PM »
Wah Re Ustad Kya Khoob Andaz e Bayaan Hai...

Azeem Bahut Dard Tadap Aur Na Umeedi Mein
Dooba Hua Kalaam Hai...
 
Insan Khud Apne Amal Se Chunta Hai Kismat Apni
Warna Woh Khuda To Kisi Ko Naumeed Nahi Karta.!



....

Bahut Bahut Khoob Majid Bhai..

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Zindagi Ke Safar Mein Yun Haara Nahi Karte
Dard o Gham Se Khudko Yun Sawara Nahi Karte.

Woh To Bandon Ki Shah e Rag Se B Kareeb Hai
Khuda Ki Jaat Se Yun Naumeed Hua Nahi Karte..!


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 08, 2009, 11:46:42 AM »
Wah Wah Kya Baaat hai Azeem Bhai.. Pahala Jumla Hi Bada Damdaar Likha Hai.. Such Me.. Bahut Hi Khoooooooob Alfaaz Likhe Hain aapne.. Daad Kubool Karen is dost Ki.. Applause Applause


**~** Mann **~**

Thank U Vikas Bhai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 08, 2009, 11:47:19 AM »
humne sorry kaha ji, tah-e-dil se...

Humne Maaf Kardiya..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 08, 2009, 11:50:16 AM »
Wah Re Ustad Kya Khoob Andaz e Bayaan Hai...

Azeem Bahut Dard Tadap Aur Na Umeedi Mein
Dooba Hua Kalaam Hai...
 
Insan Khud Apne Amal Se Chunta Hai Kismat Apni
Warna Woh Khuda To Kisi Ko Naumeed Nahi Karta.!



....

Zindagi Ke Safar Mein Yun Haara Nahi Karte
Dard o Gham Se Khudko Yun Sawara Nahi Karte.

Woh To Bandon Ki Shah e Rag Se B Kareeb Hai
Khuda Ki Jaat Se Yun Naumeed Hua Nahi Karte..!



Shukroya Mere Bhai,.



Main Bas Itna Hi Kahoonga,.

Takdeer Banaane Waale Tune Kami Na Ki,.
Ab Kisko Kya Milaa Ye Mukaddar Ki Baat Hai,.

-NM-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 08, 2009, 11:51:57 AM »
Bahut Khoob Azeem, bahut hi dard bhare ehsaas hai..aur ek tarah se sachayi bhi...!!! Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.


Shukriya Shally,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 08, 2009, 11:54:46 AM »
Bahut Bahut Khoob Azeem..

Zabardast Peshkash!! Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Shukriya KHwaish Bhai,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 04:41:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer