manjum
Guest
|
Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Hath badhaye chahe jitna Chand ko fir bhi chhu na paen. Aansu nikal pade aankhon se Itni khushi kahan se laen. Utna hi le pate hain ham Jo mathe par likha hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai......
Kabhi kabhi tanhai main Khud se kar lete hain baaten. Rote rote bhi kati hain Hamne lambi lambi raten. Koi sune hamesha hamko Yesa sada nahin hota hai.......
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Chalte chalte is raste par Mile bahut se log magar. Jisko dhundho wo mila jae Nahin yese sanjog magar. Jo chahen wo hi pajaen Ye jeevan main kam hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai....
Kasame sari sachchi niklen Wada koi kabhi na toote. Prem kare lagan se sachchi Sathi apna kabhi na roothe. Mat ghabrana kabhi bhi "mann" tu Sachcha prem amar hota hai.....
Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
manju "mann"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
madhuwesh
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 11, 2011, 10:19:37 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 11, 2011, 10:21:12 AM » |
|
bahut bahut shukriya madhuji...
sath rahie....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #3 on: May 11, 2011, 10:25:28 AM » |
|
Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Hath badhaye chahe jitna Chand ko fir bhi chhu na paen. Aansu nikal pade aankhon se Itni khushi kahan se laen. Utna hi le pate hain ham To mathe par likha hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai......
Kabhi kabhi tanhai main Khud se kar lete hain baaten. Rote rote bhi kati hain Hamne lambi lambi raten. Koi sune hamesha hamko Yesa sada nahin hota hai.......
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Chalte chalte is raste par Mile bahut se log magar. Jisko dhundho wo mila jae Nahin yese sanjog magar. Jo chahen wo hi pajaen Ye jeevan main kam hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai....
Kasame sari sachchi niklen Wada koi kabhi na toote. Prem kare lagan se sachchi Sathi apna kabhi na roothe. Mat ghabrana kabhi bhi mann tu Sachcha prem amar hota hai.....
Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
kya poem hai bahut shanddar bahut jaan daar nnaaaaaaaaice one manjum ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 11, 2011, 10:30:49 AM » |
|
bahutbahut shukriya khamoshji.....
yun hi sath dete rahie.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishu_singh10
Guest
|
|
«Reply #5 on: May 11, 2011, 10:53:52 AM » |
|
Good one !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 11, 2011, 10:55:14 AM » |
|
bahut bahut shurkiya ishuji....
sath rahie....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tamnna
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 11, 2011, 11:03:38 AM » |
|
very very touching poetry manjumji nice [/quote] Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Hath badhaye chahe jitna Chand ko fir bhi chhu na paen. Aansu nikal pade aankhon se Itni khushi kahan se laen. Utna hi le pate hain ham To mathe par likha hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai......
Kabhi kabhi tanhai main Khud se kar lete hain baaten. Rote rote bhi kati hain Hamne lambi lambi raten. Koi sune hamesha hamko Yesa sada nahin hota hai.......
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Chalte chalte is raste par Mile bahut se log magar. Jisko dhundho wo mila jae Nahin yese sanjog magar. Jo chahen wo hi pajaen Ye jeevan main kam hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai....
Kasame sari sachchi niklen Wada koi kabhi na toote. Prem kare lagan se sachchi Sathi apna kabhi na roothe. Mat ghabrana kabhi bhi "mann" tu Sachcha prem amar hota hai.....
Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 11, 2011, 11:40:18 AM » |
|
bahut bahut shukriya tamnnaji...
sath rahie......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
saahill
Mashhur Shayar
Rau: 86
Offline
Waqt Bitaya:147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617 Member Since: Jun 2009
|
|
«Reply #9 on: May 11, 2011, 01:00:08 PM » |
|
boht acha manju ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
poppoetry
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 11, 2011, 05:00:56 PM » |
|
bahut hi khoob...behtrin peshkash manjum ji......bahut khoob
|
|
|
Logged
|
|
|
|
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
Rau: 4
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:53 days, 9 hours and 51 minutes.
Posts: 3738 Member Since: Oct 2005
|
|
«Reply #11 on: May 11, 2011, 05:04:49 PM » |
|
bahooooooooooooot khooooooooooob majum ji dhron daad
|
|
|
Logged
|
|
|
|
F.H.SIDDIQUI
Guest
|
|
«Reply #12 on: May 11, 2011, 05:45:13 PM » |
|
Manjum ji,Bahut achhi takhleeq.Mubarakbad qubool karen...Hasan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #13 on: May 12, 2011, 05:31:20 AM » |
|
meine pyar ke manoj hum nahi samjh paate hai hum to her pal use khush dekhana chahate hai Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Hath badhaye chahe jitna Chand ko fir bhi chhu na paen. Aansu nikal pade aankhon se Itni khushi kahan se laen. Utna hi le pate hain ham To mathe par likha hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai......
Kabhi kabhi tanhai main Khud se kar lete hain baaten. Rote rote bhi kati hain Hamne lambi lambi raten. Koi sune hamesha hamko Yesa sada nahin hota hai.......
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
Chalte chalte is raste par Mile bahut se log magar. Jisko dhundho wo mila jae Nahin yese sanjog magar. Jo chahen wo hi pajaen Ye jeevan main kam hota hai....
Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai....
Kasame sari sachchi niklen Wada koi kabhi na toote. Prem kare lagan se sachchi Sathi apna kabhi na roothe. Mat ghabrana kabhi bhi "mann" tu Sachcha prem amar hota hai.....
Kuchh de kar pane ki chah Prem nahin sauda hota hai.. Jisne manga badle main kuchh Fir wo prem kaha hota hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #14 on: May 12, 2011, 11:30:44 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|