Gansam
Guest
|
MUJE DE KE DARD TUME KJA MILA? MEHNE TUME PYAAR DIYA AUR TUMNE MUJE SIRF DARD DIYA MUJSE PYAAR AGAR TUM KARTE TO MUJE DARD NAHI PYAAR DEHTE
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #1 on: August 15, 2004, 06:36:09 AM » |
|
dard milna kismat ki baat hai dard sehna himmat ki baat hai pyaar tujhe wo karti nahi to dard kyu deti dena aur lena to pyaar ki saugat hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sarafz
Guest
|
|
«Reply #2 on: August 15, 2004, 06:47:20 AM » |
|
Ek baar sachche dil se chaah kar to dekhiye Har mod par pyaar ka ek jahaan milega Ek baar patton ki aad mein jhaankkar to dekhiye Har bel par saja ek gulistaan milega
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #3 on: August 15, 2004, 06:51:22 AM » |
|
waah sarafz
pyaar mein dil tod kar chaha tha humne har ek lamhe ko ankho pe sajaya hai humne phoolon ko bhi raas na aayi khusiyaan humaari jab patto se dil behlaya tha humne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amit Janglan
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 15, 2004, 10:22:56 AM » |
|
Pyar ka jazba bhi kya khwab dikha deta haiAjnabi chehre ko mehboob bana deta hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Deewana29
Guest
|
|
«Reply #5 on: August 15, 2004, 11:30:35 AM » |
|
maana ke aapke nazaron main kuch nahin hain hum magar unse jakar puchiye jin-hain hasil nahi hain hum
Ho gayi hai mashoor bewafai kuch is kadar unki, Zikar aaya mera mehfil main to jhuk gayi nazar unki.
Tumhari berukhi ne laaj rakh li maikhane ki, Tum aankhon se pila dete, to paimane kaha jaate
Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mateen govindvi
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 15, 2004, 11:32:24 AM » |
|
wah diwana jee
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 15, 2004, 03:01:00 PM » |
|
dastan-e-dil sun kar kia karoo gay tum mujeh tum sab chain sey rehay kuon nahee daitay suna bhee doo agar dastan-e-dil apna too tum bhee mairee tarah baichain rehnay lago gay.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 15, 2004, 10:07:00 PM » |
|
Good one sarafz>>>
door se gulistan hi samaj kar gai thy pass hum kanto ke siwaye payar mai dekha kuch nahi jo mangy kanty unki yaad mai humne pata chala kanto per bhi haq nahi tha mera
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Deewana29
Guest
|
|
«Reply #9 on: August 16, 2004, 09:11:31 PM » |
|
Dastan-e-gam meri sunke, Aasman bhi roya barish karke. Kona dupate ka tera na bhiga, Bewafa kabhi hume yaad karke.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
yasir_sensitive
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 16, 2004, 10:28:40 PM » |
|
IK DARD CHHUPAYE BAITHE HO KYA THOKAR KHAAYE BAITHE HO HUM KO BHOOLE -KUCHH BAAT NAHIN KHUD KO BHI BHULAYE BAITHE HO
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mateen govindvi
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 17, 2004, 08:42:55 AM » |
|
good on all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 17, 2004, 03:59:07 PM » |
|
payar ka dar hi aisa dar hai jo har bat bhoola deta hai bas unko kabhi bhoolata nahi khud tak ko bhoola batha hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mateen govindvi
Guest
|
|
«Reply #13 on: August 18, 2004, 06:24:47 AM » |
|
good one all
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #14 on: August 18, 2004, 06:32:48 AM » |
|
bhoola diya unke liye sabko bhool diya unke liye khudko lekin kismat ka khel to dekho yaaron bhoola diya usne hi mujhko..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|