PYAAR KISI KA

by Arifa on February 14, 2005, 10:45:52 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1646 times)
Arifa
Guest
«Reply #15 on: February 24, 2005, 11:57:35 AM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "Arifa"
meri taqdeer mein likha nahi pyaar kisi ka
dil ko bhi nahi duniya mein  ittbar kisi ka

hum shama ki mannid hi jala karte hain yaaroo
bhujh jaye tou loot jaye ga sansar kisi ka

woh han nahi karte hain kabhi na nahi karte
le leta hai ye jaan kabhi inkar kisi ka

phoolon se gilla hai na kantoo se shikayat
deti hai khah sath ye bhahar kisi ka

kali ka phool banna aur bikhar jana kismat hai
taqdeer ka sawarna aur badal jana fitrat hai

ye fiza jo gird o gubbar hai meri bekasi ka mazar hai
mein woh phool hoon jo na khil saka meri zindagi mein wafa khah
Logged
HumTum
Guest
«Reply #16 on: February 24, 2005, 03:45:40 PM »

bhoot khoob......

main bhii shaayad buraa nahiin hotaa
vo agar bevafaa nahiin hotaa

kuchh to majabuuriyaan rahii hongii
yuun to koii bevafaa nahiin hotaa...

HumTum
Logged
Princess21
Guest
«Reply #17 on: February 24, 2005, 05:28:39 PM »
NIce...BUhat acha!! LIKha hai..
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: February 25, 2005, 02:44:31 AM »
Ye fiza jo gird o gubbar hai meri bekasi ka mazar ha
ISI MEIN MERI UNCHUPI SI KHANI HAI CHUPI
Logged
Arifa
Guest
«Reply #19 on: February 25, 2005, 06:32:42 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Arifa"
Quote from: "nishita"
Quote from: "Arifa"
meri taqdeer mein likha nahi pyaar kisi ka
dil ko bhi nahi duniya mein  ittbar kisi ka

hum shama ki mannid hi jala karte hain yaaroo
bhujh jaye tou loot jaye ga sansar kisi ka

woh han nahi karte hain kabhi na nahi karte
le leta hai ye jaan kabhi inkar kisi ka

phoolon se gilla hai na kantoo se shikayat
deti hai khah sath ye bhahar kisi ka

kali ka phool banna aur bikhar jana kismat hai
taqdeer ka sawarna aur badal jana fitrat hai

ye fiza jo gird o gubbar hai meri bekasi ka mazar hai
mein woh phool hoon jo na khil saka meri zindagi mein wafa khah

bhoot khoob......

main bhii shaayad buraa nahiin hotaa
vo agar bevafaa nahiin hotaa

kuchh to majabuuriyaan rahii hongii
yuun to koii bevafaa nahiin hotaa...

HumTum

wah wah hum tum ji

kuch to majaburiya rahi hongi
yun to koi bewafa nahi hota

to gud
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: February 25, 2005, 09:59:12 AM »
wah wah hum tum ji

kuch to majaburiya rahi hongi
yun to koi bewafa nahi hota ....

Thanku hai Arifa ji...... to agey Arz hai.....

kuch to majaburiya rahi hongi
yun to koi bewafa nahi hota

Majburio mein bhi woh ker sakti thi vaffa
haney ko "Arifa ji" kya nhi hota.....

HumTum
Logged
Arifa
Guest
«Reply #21 on: February 25, 2005, 11:09:11 AM »
wah wah hum tum ji
arz hai

hum log samandar ke bichre hoe sahil hai
is paar bhi tanhi us paar bhi tanahi hai
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:25:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer