Anshumali
Guest
|
Pyaar Me Milne Ki Zaroorat Hoti Hai Naa MiloN Toh Phir Shikayat Hoti Hai...
Khamosh Rahe Lab Naa Bole Beshaq Lekin AankhoN Me Mohabbat Hoti Hai...
Rakh Lo ChaaheN Sau PardoN Me Ishq Zamaane Me Phir Bhi Fasiihat Hoti Hai...
Jo Itna Paas Rehke Dil Se Door Ho Jaye Woh Kya Jaane Ashq Ki Bhi Kiimat Hoti Hai...
Khwaab Ki Teh'Ni Paka'D Soya Reh Kitnaa Jab Hoye Naa Puraa Toh Musiibat Hoti Hai...
Ulfat Me Roothne Ki Riit Puraani Hai "Naresh" Dil Naa Maane Manaane Ki Tabiiyat Hoti hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
tamanna.pt
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 09, 2010, 02:22:58 AM » |
|
Welcome to yoindia Naresh ji. Aur bahut khoob likha hai aapne.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 09, 2010, 02:27:43 AM » |
|
Bahut Khu Naresh Ji... Welcome To Yo....
Khush Rahiye...
~Shihab~
Shihab Ji.....Aapka koshish ki pasandegi aur hausla afzaai ka bahut bahut shukriya... ! yunhi apna saath Nibhaate Rahe... khush rahen... apna theek se khayal rakhen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 09, 2010, 02:33:37 AM » |
|
Welcome to yoindia Naresh ji. Aur bahut khoob likha hai aapne.
Aapki hausla afzaai aur koshish ko saraahne ka bahut bahut shukriya...aise hi ... aage bhi apna saath nibhaate rahiyega... khush rahen... apna khayal rakhen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Ghulam Haider
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 09, 2010, 04:52:47 AM » |
|
Welcome Naresh ji, Most welcome ! Bohot achha likhte haiN aap. bohot achi koshish ki hai aap ne. Ummeed hai ke aage aur bhi achha paRhne ko milega. Khush rahiye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #5 on: July 09, 2010, 12:40:48 PM » |
|
Bahut Bahut Khoob Anshumali Saheb!!!!
bahut Hi khoobsurat Peshkash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 10, 2010, 03:29:15 AM » |
|
Welcome Naresh ji, Most welcome ! Bohot achha likhte haiN aap. bohot achi koshish ki hai aap ne. Ummeed hai ke aage aur bhi achha paRhne ko milega. Khush rahiye.
Haidar Sahab .....aapki hausla afzaai aur ijazat afzaai ka bahut bahut bahut shukriya....khush rahen... apna khayal rakhen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ishk ek ibadat
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 10, 2010, 07:19:23 AM » |
|
Pyaar Me Milne Ki Zaroorat Hoti Hai Naa MiloN Toh Phir Shikayat Hoti Hai...
Khamosh Rahe Lab Naa Bole Beshaq Lekin AankhoN Me Mohabbat Hoti Hai...
Rakh Lo ChaaheN Sau PardoN Me Ishq Zamaane Me Phir Bhi Fasiihat Hoti Hai...
Jo Itna Paas Rehke Dil Se Door Ho Jaye Woh Kya Jaane Ashq Ki Bhi Kiimat Hoti Hai...
Khwaab Ki Teh'Ni Paka'D Soya Reh Kitnaa Jab Hoye Naa Puraa Toh Musiibat Hoti Hai...
Ulfat Me Roothne Ki Riit Puraani Hai "Naresh" Dil Naa Maane Manaane Ki Tabiiyat Hoti hai...
Naresh bhai radhe radhe bahut khoob........aise hi likhte rahen duaon ke saath
|
|
|
Logged
|
|
|
|
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 115
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:101 days, 3 hours and 51 minutes.
kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.
Posts: 16243 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #8 on: July 10, 2010, 10:21:46 AM » |
|
bahut bahut khoob likha hai aapne Naresh ji...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 10, 2010, 03:32:06 PM » |
|
Bahut Bahut Khoob Anshumali Saheb!!!!
bahut Hi khoobsurat Peshkash Khwaish Ji.....aapki pasandegi aur hausla afzaai ka bahut bahut shukriya....khush rahen... apna khayal rakhen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 10, 2010, 07:15:35 PM » |
|
bahut bahut khoob likha hai aapne Naresh ji...!!!
Aapki saraahna ka bahut bahut shukriya.....Klaskar Ji !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 12, 2010, 02:49:11 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
mamta bajpai
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 12, 2010, 05:45:52 AM » |
|
PYAR ME IZAHAR KI ZAROORAT HOTI HAI VARNA YE INKAR KI SOORAT HOTI HAI
BAHUT KHOOB NARESH JI......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #13 on: July 12, 2010, 06:03:19 AM » |
|
aaahhhhaaaaaaa.......gazab ki saadgi k sath haal e dil bayaan kar gai aapki ye peshkash......
hum impress hue ji......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 12, 2010, 08:57:02 AM » |
|
Naresh bhai radhe radhe
bahut khoob........aise hi likhte rahen duaon ke saath
Naresh bhai radhe radhe
bahut khoob........aise hi likhte rahen duaon ke saath
Bahut bahut shukriya........ishk sahab ! aapne meri koshish ke liye kimti waqt nikala...khush rahen... duaaon ke saath....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|