::pyar shabd apni zindagi se mita dungi::

by nidhi_yadein on May 16, 2005, 06:15:20 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 12
Print
Author  (Read 9758 times)
khushiiiii
Guest
«Reply #60 on: June 15, 2005, 06:13:04 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
"Mujhe gam nahi hai mere mitne ka,
 mujhe gam hai ek nasamajh se pyar karne ka,
 bohat chaha thha maine jisko,
 kabhi samajh na saka wo mujhko,
 phir bhi jeeti rahi usi ke sapno me,
 use hi basaya maine apne armaano me,
 tod ke dil,chal diya qaatil,
 doobti dikhi mujhe meri manzil,
 tum to kehke chale gaye,
 bhool sakoon to bhool jaun tumhe,
 par main kaise bhula doon tumhe,
 dil se kaise mita doon tumhe,
 agar aasaan hota hai dl lagana,
 mushkil hota hai pyar ko nibhana,
 aur agar kuch usse bhi mushkil hai,
 to wo hai us pyaar ko hamesha k liye bhulana,
 phir bhi tumne kaha hai agar,
 main har koshish karoongi magar,
 tum dikhna na mujhe kabhi zindagi me,
 warna kho doongi khud pe sanyam main,
 tumhe yaad karte hi tumhe bhula doongi,
 hamesha...hamesha...ke liye ab main...,
 pyaar shabd ko apni zindagi se mita doongi."

wahhhh simply superb nidhi every line is beautiful

keep it up
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Apni Zindagi Se Afsoos by Devdas_online in Shayri-E-Dard
~!!~ Ek Pal Apni Zindagi Ka ~~!!~~ by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
pyar dil se mita na paya by kaushikbhawna008 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Main Apni Zindagi Na Kho Bethoon by FAREE in Shayri-E-Dard
Zindagi apni by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #61 on: June 15, 2005, 05:33:04 PM »
Quote from: "khushiiiii"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Mujhe gam nahi hai mere mitne ka,
 mujhe gam hai ek nasamajh se pyar karne ka,
 bohat chaha thha maine jisko,
 kabhi samajh na saka wo mujhko,
 phir bhi jeeti rahi usi ke sapno me,
 use hi basaya maine apne armaano me,
 tod ke dil,chal diya qaatil,
 doobti dikhi mujhe meri manzil,
 tum to kehke chale gaye,
 bhool sakoon to bhool jaun tumhe,
 par main kaise bhula doon tumhe,
 dil se kaise mita doon tumhe,
 agar aasaan hota hai dl lagana,
 mushkil hota hai pyar ko nibhana,
 aur agar kuch usse bhi mushkil hai,
 to wo hai us pyaar ko hamesha k liye bhulana,
 phir bhi tumne kaha hai agar,
 main har koshish karoongi magar,
 tum dikhna na mujhe kabhi zindagi me,
 warna kho doongi khud pe sanyam main,
 tumhe yaad karte hi tumhe bhula doongi,
 hamesha...hamesha...ke liye ab main...,
 pyaar shabd ko apni zindagi se mita doongi."

wahhhh simply superb nidhi every line is beautiful

keep it up
Thanx a lot khushiii ji for reading and liking the post Usual Smile
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #62 on: June 15, 2005, 05:37:14 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "sanya310"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Mujhe gam nahi hai mere mitne ka,
 mujhe gam hai ek nasamajh se pyar karne ka,
 bohat chaha thha maine jisko,
 kabhi samajh na saka wo mujhko,
 phir bhi jeeti rahi usi ke sapno me,
 use hi basaya maine apne armaano me,
 tod ke dil,chal diya qaatil,
 doobti dikhi mujhe meri manzil,
 tum to kehke chale gaye,
 bhool sakoon to bhool jaun tumhe,
 par main kaise bhula doon tumhe,
 dil se kaise mita doon tumhe,
 agar aasaan hota hai dl lagana,
 mushkil hota hai pyar ko nibhana,
 aur agar kuch usse bhi mushkil hai,
 to wo hai us pyaar ko hamesha k liye bhulana,
 phir bhi tumne kaha hai agar,
 main har koshish karoongi magar,
 tum dikhna na mujhe kabhi zindagi me,
 warna kho doongi khud pe sanyam main,
 tumhe yaad karte hi tumhe bhula doongi,
 hamesha...hamesha...ke liye ab main...,
 pyaar shabd ko apni zindagi se mita doongi."

\

wahh nidhi gud work...bohot achhe!

pyaar ko tune zindagi se mita diya
pyar ke bina tu kaise jiyegi
ye dunya pyar hi par to tiki hai
pyar ke bina ye kaise rahegi!
dhokha khaakar pyaar karna na chhod
apni jeeevan ki rahein phir pyar ki taraf mod
dekh wahan pyar tera intezaar kar raha hai
pyar zindagi hai, isse naata ab jod..

wah  !!!!!!!!  nidhi...........kya khoob  likhi  ho.............maza  aa  gaya....very  nice reply sanya...........jhl........................

kaun jaany ke hum pe kya guzari
ik qayamat see hum pe kyoun utri

kaun jaaney ke raat bhar kaisay
apni aankhon se kitney ashq bahay

kaun jaaney ke apney dil par be
hum ne aankhon se gahray zakham sahay

bolna har kisi ke bas main nahi
kyoun na insaan yahan be chup rahay

haan magar yeh be ik haqeeqat hai
khamshi main barri azeyat hai

koi khamosh be rahay kaisay
aur dil ki be phir kahay kaisay.............................

Thanx waheed dear and kya likha hai bohat khoob Usual Smile

"Khamoshi ko meri wo samajh na saka,
 dil use chahne se khud ko rok na saka,
  kya jaane wo dil,kya jaane wo pyaar,
  khamoshi aur pyaar ka rishta jo samajh na saka."
Logged
nikki
Guest
«Reply #63 on: June 15, 2005, 05:40:54 PM »
wao.....very nice all of u...

bada nasamjh tha jo samajh na paya mere jazbaat
karta raha idhar udhar ki baatein, magar bata na saka dil ke raaz
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #64 on: June 15, 2005, 05:45:22 PM »
Quote from: "nikki"
wao.....very nice all of u...

bada nasamjh tha jo samajh na paya mere jazbaat
karta raha idhar udhar ki baatein, magar bata na saka dil ke raaz
thanx nikki sis Usual Smile and very well said.

"Isi baat ka to aajtak malaal hai ki wo naasamajh thha,
 mujhe kya samajhta,usne to kabhi ishq ko hi na samjha thha."
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #65 on: June 15, 2005, 06:10:41 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "nikki"
wao.....very nice all of you...

bada nasamjh tha jo samajh na paya mere jazbaat
karta raha idhar udhar ki baatein, magar bata na saka dil ke raaz
thanx nikki sis Usual Smile and very well said.

"Isi baat ka to aajtak malaal hai ki wo naasamajh thha,
 mujhe kya samajhta,usne to kabhi ishq ko hi na samjha thha."

hey  ur  welcome  my  sweet  friend.........nidhi...............nikki......

na samajh  nahi  tha woh, uski  kismat  ne  kuch  aisa khel  khela
woh  kya karta  jab  woh  tumse  bahot darta  tha.............
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #66 on: June 15, 2005, 06:15:13 PM »

wah waheed.

"Darne to use tab pada jab mere pyaar ne paagalpan ka roop liya,
 isse pehle to maine sirf pyaar aur maasumiyat se hi thha use apna kaha." Winking
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #67 on: June 15, 2005, 06:37:24 PM »

wow nidhi................aaj kuch  mood  mein  hai.......aur meri  soyee hue aatma ko jaga rahi  hai.....

aisa  nahi  ki  woh  tumhare   pyar  ke paagalpan  se dar  gaya
woh  masoom  tha jindagi ke  mele  mein  kho  gaya tha............
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #68 on: June 15, 2005, 08:44:26 PM »
Bahut hi badiya likha hai aapne............................................ .
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #69 on: June 16, 2005, 07:07:41 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Bahut hi badiya likha hai aapne............................................ .
Thanx a lot aarzuu Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #70 on: June 16, 2005, 08:58:46 AM »
thanxxxxxxxxxxxxxx  aarzoo........................

muddaton tak main apne  ghum  mein  dooba raha
bada muskil hota hai apne ashkon ko chupa kar hasna.........  :sad:
Logged
romeo_must_die
Guest
«Reply #71 on: June 16, 2005, 09:02:29 AM »
wo mila to bhi sadiyon baad , aur honton par gila na tha;
usay meri chup nay ruladiya jisay guftugu main kamal tha;
Logged
dolly
Guest
«Reply #72 on: June 16, 2005, 10:59:13 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks Talat and Nidhi for appreciation ...

Pehle jiski taak mein baithe rehte the,
Aaj wo mausam kuchh khaas nahi rahaa,
Hum jin logo pe apni jaan se jyaada bharosa rakhte the,
Aaj un logo ko humpe vishwaas nahi rahaa ...

Nice one......JHL.............................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #73 on: June 17, 2005, 06:46:13 AM »
bohat khoob waheed and romeo.

"ashq bahaaye hain itne ki ab muskura deti hoon,
 sitam sehne ki aisi aadat ho gayi hai ,
 wo jo bhi deta hai muskura k le leti hoon,
 itni mehroof meri zindagi ho gayi hai ab."
Logged
nikki
Guest
«Reply #74 on: June 17, 2005, 02:10:07 PM »
bahut khoob Nidhi sis ....

woh kaon hai jo tujhe gum ki parchayi de gaya hai
lane wala tha khushiyon ke badal
ab dukh mein lipti purwayi de gaya hai

dor aasmano mein gunjata tha naam jiska
woh sanaate se bhi bu`ttar.....tanhayi de gaya hai
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 12
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:52:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer