Qaber Ki Mitti

by Nino on February 26, 2006, 03:37:15 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 957 times)
Nino
Guest
Humko apni Qaber ki Mitti ho Mubarak
Tumko kisi Ghair ki Bahoon ke sahare
Tum Ban ke Baithi ho Dhulhan kisi aur ki
aur hum ko Cheekh Cheekh ker humara qafan pukare

Leta hua hoon main aaj apni qaber mein
oer najane aaj bhi kiyu hai umeed ke sahare
tumko pana to shayed qismat mein nahi tha meri
main jeeta to jeeta Zindagi bhar kis umeed ke sahare

Ab to Zindagi ko alwida kehne ka waqt aaya hai
ab to khuda ke waste na dikhaoo hum chand tare
Zindagi ki sari khushiyaan ho tum ko Mubarak aye sanam
aur Duwa karta hoon khuda se ke humko dede sare gham tumhare
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mitti Meri Kabrase Chura Rahai Koi by zahir_2005india in Shayri-E-Dard
Qaber Ki Mitti by Nino in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mitti by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
~Mitti Ki Imaarat~ by Sonia01 in Miscellaneous Shayri
desh kee mitti by Nira in Shairy-E-Watan
Pooja
Guest
«Reply #1 on: February 26, 2006, 05:36:29 PM »
bahoot khoob Nino ji!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #2 on: February 26, 2006, 05:40:30 PM »
wonderfull   Neno..........welcomee  back .....:lol:
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: February 26, 2006, 05:56:45 PM »
Quote from: "Nino"
Humko apni Qaber ki Mitti ho Mubarak
Tumko kisi Ghair ki Bahoon ke sahare
Tum Ban ke Baithi ho Dhulhan kisi aur ki
aur hum ko Cheekh Cheekh ker humara qafan pukare

Leta hua hoon main aaj apni qaber mein
oer najane aaj bhi kiyu hai umeed ke sahare
tumko pana to shayed qismat mein nahi tha meri
main jeeta to jeeta Zindagi bhar kis umeed ke sahare

Ab to Zindagi ko alwida kehne ka waqt aaya hai
ab to khuda ke waste na dikhaoo hum chand tare
Zindagi ki sari khushiyaan ho tum ko Mubarak aye sanam
aur Duwa karta hoon khuda se ke humko dede sare gham tumhare


WOW bahut khoob Nino ji....................
Logged
Nino
Guest
«Reply #4 on: February 26, 2006, 06:05:48 PM »
shukria aap sab ka
Logged
Nino
Guest
«Reply #5 on: February 26, 2006, 06:08:21 PM »
kis qader ki maine un se mohabat ye to wo kabhi jaan na sake
kaun se gham se na bachaya maine unko ye to kabhi wo pehchaan na sake
ab aaker meri qaber pe jo baha diye do aansoon apne
to uska bhi humse hisaab mangte hain wo bewafa sanam
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 05:23:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer