Ques... Collection .... Episode of Dard....

by Qutubuddin on January 14, 2006, 11:47:13 AM
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22
Print
Author  (Read 18102 times)
Tabrez khan
Guest
«Reply #285 on: May 17, 2006, 06:34:33 PM »
Kab tak yaad karun main usko,
Kab tak ashq bahaun...
Yaaron Rabse Duwa karo,
Main usko bhool Jaun  :!:
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #286 on: May 18, 2006, 05:20:17 AM »
Good Tabrez..

Kessee kay paas aanay may, kessee kou cahanay may,
Koyee Shart nahee hotee, Kessee kou bhool janay may,

Ques...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #287 on: May 19, 2006, 02:54:41 PM »
Dard Ko Paal Raha Hoon Main Apne Seene Mein,..
Door Rehkar Bhi Tumse Ab Aas Nahi Hai Jeene Mein,..
Jaane Kyun Sab Sharaab Se Nafrat Karte Hain,..
Dard Sabke Kam Hojaate Hain Is Ko Peene Mein,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #288 on: May 20, 2006, 05:14:36 AM »
Good Jaanasheen....

Ques...
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #289 on: May 20, 2006, 06:50:13 AM »
Dill main humary itny chaid hoiey
aik aik kar kay sary arman beh gey

lay gya sub kuch loot kar hum say woh
ansoo bay mool they daman main reh gey

Ques....
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #290 on: May 20, 2006, 12:47:23 PM »
Gum tu yu gum na kar,
Payar tu apnaa Kam na kar,

Cahay millay tujko saza,
Yaa phir tujko milay jaza,

Dard Ka izhar na kar,
Gum tu yu gum na kar...

Ques...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #291 on: May 20, 2006, 02:32:54 PM »
Quote from: "Qutubuddin"
Good Jaanasheen....

Ques...
Shukriya Bhai,..
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #292 on: May 21, 2006, 12:00:33 AM »
dard ki had se dard nikal gaya
meri rago se ahsaas nikal gaya
dard ko apna is kadar banaya
dard mai hi ab skoon ayya
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #293 on: May 21, 2006, 05:28:24 AM »
Well Said.. Pankhuri2...

Dard Dard.. Aur Dard....

Ques...
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #294 on: May 21, 2006, 06:38:50 AM »
khud apne liye beth ke sochengey kisi din
yun ke tujhe bhool ke dekhengey kisi din...

bhatkey hoey phirtey hain kayi lafz jo dil mein
dunya ne diya waqt to likhengey kisi din...

hil jayengey ik baar to arshon ke dar-o-baam
ye khaak nasheen log jo bolengey kisi din...

apas ki kisi baat ka milta hi nahin waqt
har baar ye kehtey hain ke bethengey kisi din...

ae jaan teri yaad ke benaam parinday
shakhon pe mere dard ki utrengey kisi din...

jaati hia kisi jheel ki gehrayi kahan tak
ankhon mein teri doob ke dekhengey kis din...

khush boo se bhari shaam mein jugnoo ke qalam se
ik nazam tere wastey likhengey kisi din...

soyengey teri aankh ki khuluwat mein kisi raat
sehraye kharabi ki isi gard-e-safar se
pholon se bhare rastey niklengey kisi din...

khushbu ki tarah,misal-e-saba,khwaab numa se
galiyon se tere shehar ki guzrengey kisi din...

Ques... hai yehi ab ke kafan bandh ker sir per
is shehar mein sitam gar mien jayengey kisi din...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #295 on: May 21, 2006, 06:58:40 AM »
Nice One Pankhuri And Qutub Bhai,...

Dard Dekhkar Hamare Aaj Wo Ro Rahe Hain,..
Hum To Khush Hain Yun Ye Tohfaa Bhi Lekar,..

___________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #296 on: May 21, 2006, 07:39:57 AM »
bahoot khoob ques ji and good one Jsheen
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #297 on: May 21, 2006, 07:48:45 AM »
Shukriya
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #298 on: May 24, 2006, 11:10:06 AM »
Tujhe Ishq Ho Khuda Kare
Koi Tuj ko Us Se Juda Kare

Tere Hont Hansa Bhool Jain
Teri Annkh purnam Raha Kare

Tujhay Hijar Lage Wo Hur Ghari
Tu Milan Ki Har Pal Dua Kare

Tere Khoawab Bikhrein Gali Gali
Tu Bhi Kirchi Kirchi Chuna Kare

Tujhay Ishq Par Phir Ho Yaqeen
Tu Usse Tasbiyon Mein Parha Kare

Phir Mein Kahoon Ishq Dhoung Hai
Aur Tu Nahi Nahi Kaha Kare


Ques...
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #299 on: May 25, 2006, 05:16:43 AM »
Bahoot Khoob..

Janab Gum Sahab.. Ab bataa bhee dejeya kaise .....

"yeh na pucho kaise......."

Ques.....
Logged
Pages: 1 ... 16 17 18 19 [20] 21 22
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 02:04:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer