~~~Rahesmay zindgi aur yeh chanchal maan~~~

by Tosha on July 13, 2005, 05:18:15 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2609 times)
sandhaya
Guest
«Reply #15 on: July 14, 2005, 09:24:28 AM »
Waddon ke kanjar usne sine main utara hai
uske intzaar main humne apna sabkuch haara hai
vo tuh abh bhi kehte hai ki bewafa hai hum
koi jake bataye unhe hume abhi bhi unke aane ki umeed ka sahara hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
wo chanchal by tushar_4u_im in Shayari -e- Husn
mann mera hai chanchal hiran !!! by sarfira in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
kyu maan krda zindgi te............. by Gurpreet singh longia in Shairi - E - Zindagi
chanchal mann by Monita in Share:Miscellaneous Shayari
Chanchal bachhe by Aditya Goyal in Share:Funny Poetry
Pooja
Guest
«Reply #16 on: July 14, 2005, 03:22:41 PM »
wah kaya baat hai bahoot khoob sandhaya, HumTum and Tosha!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Tosha
Guest
«Reply #17 on: July 14, 2005, 05:15:35 PM »
Thanx Pooja
...........................
...........................
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #18 on: July 15, 2005, 03:22:58 AM »
Tere ishaq ka teer aor yah tanha rasta
manjil to yah na thi jab safar kiiya tha shuru
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #19 on: July 15, 2005, 08:49:32 AM »
Quote from: "Tosha"
Rahesmay zindgi aur yeh chanchal maan
Na jane kya chata hai mujhse yeh jeevan

Kasauti hai koi ya ruthi mujhse hai kismat
Bhagte lamho main khud ko nahi khud ke liye fursat

Mile jo koi ajnabi suni raho main kabhi kabhar
Pal do pal ke aaye halchal, katil karne aaye bahar

Aake zindgi main chala jaye har ek ajnabi
Sukun is dil ko aake bhi aaye na kabhi

Bathi hun rahi main parose aapna dil
Uche hai khuawish chuhi na main manzil


very very nice.... Usual Smile and great work everyone .
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #20 on: July 15, 2005, 09:47:24 AM »
shaam-e-tanhai main har pal us ki,baton ko yaad kr k main
drya kinarey us ki taswer bna kr main usay yaad krta hoon
Logged
thycreator
Guest
«Reply #21 on: July 15, 2005, 10:00:59 AM »
Wah kya bat hai Tosha, Hum Tum n all others...jane kaise miss kar diya maine ye thread.......

Kyu tamanna karta hai dil aur phir chot khata hai,
Kyu har bar mujhmein nayi aashayein jagata hai,
Har bar dil toote aur tanhai sehte hai hum,
Phir bhi kyu ye nadan ye khata karta jaata hai....
Logged
Tosha
Guest
«Reply #22 on: July 15, 2005, 10:53:06 AM »
Good one Yo Gunde Ji .... n .... Thy Ji
....
Thanx a lot !!
...
teri liye tarasta hai yeh dil
tujh pe hi marta hai yeh dil
imtehaan yuh na le mere
mohabbat khud main ek pariksha hai
Logged
Yoindian Ghunda
Guest
«Reply #23 on: July 15, 2005, 10:57:01 AM »
mehrbani ji TOSHA Ji


UNHE BHOOLNE KE KOSHISH KE MAINEY,
PAR DIL NE KAHA UNHE YAAD KARTE REHNA,
WOH HAMARE DARD KE FARIYAD SUNE NA SUNE,
APNA TO FARZ HAI UNHE PYAR KARTE REHNA
Logged
thycreator
Guest
«Reply #24 on: July 15, 2005, 11:58:05 AM »
Quote from: "Tosha"
Good one Yo Gunde Ji .... n .... Thy Ji
....
Thanx a lot !!
...
teri liye tarasta hai yeh dil
tujh pe hi marta hai yeh dil
imtehaan yuh na le mere
mohabbat khud main ek pariksha hai


Thanx a lot tosha ji....................
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #25 on: July 15, 2005, 12:51:56 PM »
sukhriya pooja ji...........nidhi ji .......

HUmne chaha tha usse paane ke liye
par usne chahahume aajmane ke liye
kaise usne meri chahat pe barosha na kiya
humne tuh thama tha uska haath saath nibhane ke liye
Logged
Tosha
Guest
«Reply #26 on: July 17, 2005, 09:29:43 AM »
Kamzor nahi thi main tere pyaar main
Ghum jayengi buniyaade bin tere pyaar ke
Hota agar jawab tere paas koi duja
Jogan na banti main tere pyaar main

Kitna aasan hota hai bhool jane ko kahena
Jaante ho tum bhi aasan nahi yuhi bhool jana
Dooriyan yeh laillaj marz banke rahe jayengi
Judai ka illaj mohabbat ka ant nahi hota

Itni kamzoor thi kya mohabbat hamari
Jo tanhaiyan yeh  sahe na saki
Kaise wo hasta khelta rishta hamara
Yeh jokha tufan ka sahe na saka
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #27 on: July 17, 2005, 09:35:36 AM »
Quote from: "Tosha"
Kamzor nahi thi main tere pyaar main
Ghum jayengi buniyaade bin tere pyaar ke
Hota agar jawab tere paas koi duja
Jogan na banti main tere pyaar main

Kitna aasan hota hai bhool jane ko kahena
Jaante ho tum bhi aasan nahi yuhi bhool jana
Dooriyan yeh laillaj marz banke rahe jayengi
Judai ka illaj mohabbat ka ant nahi hota

Itni kamzoor thi kya mohabbat hamari
Jo tanhaiyan yeh  sahe na saki
Kaise wo hasta khelta rishta hamara
Yeh jokha tufan ka sahe na saka
wah Tosha,bohat hi accha likha hai,a daring truth.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #28 on: July 17, 2005, 09:42:54 AM »
Wah tosha...............good one dear.......


Gar majbur kare pyar toh mai pyar kyu karu,
Khud ko badalna pade,aisa iqraar kyu karu,
Maine toh bina shart pyar karna sikha hai,
Aaj yahan pyar ka byapaar kyu karu....
Logged
Tosha
Guest
«Reply #29 on: July 17, 2005, 09:49:41 AM »
Thanx Nidhi ... n ... Thy
...........................................

bahut khoob kaha aap ne Thy
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:22:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer