*<>Rait<>*

by honeyrose on January 25, 2009, 03:29:47 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 867 times)
honeyrose
Guest
Rait pe likha naam ko mitate nahi hain
Paon mein padh jaye pathar zara dheere se chalo

Khushiyon ke shama jalaye rakhte hai dil mein
Hawaon se kahedo ke iss shama ko bhujaya na karo

Unki aankhon mein chupe muhabbat ko dekha hai
Unse kahedo ke sapne toot jaye toh chupaya na karo

Unke diye hue zakhm aab tak bhare nahi hain 
Unse kahe do ke marham lagane aaya na karo 

Unke har adaon se hum wakif hai
Unse kahe do bhari mehfill mein humen badnam na karo 

**Honeyrose**
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Rait par likh ke mera naam by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
**RAIT** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
rait-mahal by ranjana in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
RAIT PAR NAQASH.......... by daadaulasad in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tez Hawa aur Rait ...... mazHur by mazHur in Miscellaneous Shayri
jasbirsingh
Guest
«Reply #1 on: January 25, 2009, 05:25:16 PM »
wah Honey Partner... wah wah ....

BHARI MEHFIL MEH HAMEY BADNAAM NA KARO
BEWAFA HUM NAHI, YU AISEY BADNAAM NA KARO
KI THI MOHABBAT HUMNEY DIL SEY TUMHEY
JAANTEY HO FIR BHI, YU RUSWA NA KARO


JASBIR SINGH
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: January 25, 2009, 05:29:58 PM »
Rait pe likha naam ko mitate nahi hain
Paon mein padh jaye pathar zara dheere se chalo

Khushiyon ke shama jalaye rakhte hai dil mein
Hawaon se kahedo ke iss shama ko bhujaya na karo

Unki aankhon mein chupe muhabbat ko dekha hai
Unse kahedo ke sapne toot jaye toh chupaya na karo

Unke diye hue zakhm aab tak bhare nahi hain 
Unse kahe do ke marham lagane aaya na karo 

Unke har adaon se hum wakif hai
Unse kahe do bhari mehfill mein humen badnam na karo 

**Honeyrose**


Ati sundar ... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 25, 2009, 06:05:38 PM »
Bohat Achche Didijaan,.
Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: January 25, 2009, 06:59:24 PM »
wah Honey Partner... wah wah ....

BHARI MEHFIL MEH HAMEY BADNAAM NA KARO
BEWAFA HUM NAHI, YU AISEY BADNAAM NA KARO
KI THI MOHABBAT HUMNEY DIL SEY TUMHEY
JAANTEY HO FIR BHI, YU RUSWA NA KARO


JASBIR SINGH

Shukriya Jasbir ji...

Humen aaj bhi woh din yaad hai
Jab unho ne humse nafrat kiya tha
Humne gham-e-tanhai iss zamane se chupaya
Aur unke nighaon se aksar bewafai ka sabab poocha tha..

*HR*
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: January 25, 2009, 07:00:33 PM »
Ati sundar ... Applause

Thanks Roja...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: January 25, 2009, 07:01:23 PM »
Bohat Achche Didijaan,.
Nice One,.

Shukriya BhaiJaan...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: January 25, 2009, 07:05:36 PM »
Shukriya Jasbir ji...

Humen aaj bhi woh din yaad hai
Jab unho ne humse nafrat kiya tha
Humne gham-e-tanhai iss zamane se chupaya
Aur unke nighaon se aksar bewafai ka sabab poocha tha..

*HR*


Thanks Honey Partner and wah kya baat hai


Jasbir Singh
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: January 25, 2009, 07:10:33 PM »
Thanks Honey Partner and wah kya baat hai


Jasbir Singh

Thanks Jasbir ji aap bhi saath likho toh khushi hogi ji... 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:09:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer