RANG BIKHERTI JAAYEGI.

by BHONDU on August 17, 2006, 11:15:57 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2062 times)
rohit_or_love
Guest
«Reply #15 on: August 19, 2006, 09:12:56 AM »
Jo Dard mujhe teri Mohabbat ne diya hai,
Woh mere liye saare zamaane se bada hai,
Palkon pe sitare se laraz uthte hai fauren,
Bhoole se bhi jab humne tera naam liya hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
MAUT BHI RUK JAAYEGI by BHONDU in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
{Zindagi Reh Jaayegi} by angel4u in Shayri-E-Dard
Ek nishani reh jaayegi by BHONDU in Shayri-E-Dard
MAIN KYA MERI KHAQ BHI IK DIN US KUCHE ME JAAYEGI by pradeep srivastava raunaq in Shayari-e-Parastish
ranjana
Guest
«Reply #16 on: August 19, 2006, 10:21:03 AM »
naam unka lete hi ek dard sa dil mein utha
yaad aayaa fir se koi beeta hua lamha
ek kasak uthi dil mein aur aankho se ashq beh gaya
mohbbat ka naam sirf dard ban ke kyu reh gaya
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: August 19, 2006, 10:42:13 AM »
naam unka lete hi ek dard sa dil mein utha
yaad aayaa fir se koi beeta hua lamha
ek kasak uthi dil mein aur aankho se ashq beh gaya
mohbbat ka naam sirf dard ban ke kyu reh gaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #18 on: August 20, 2006, 05:04:33 AM »
Quote from: "rohit_or_love"

Jo Dard mujhe teri Mohabbat ne diya hai,
Woh mere liye saare zamaane se bada hai,
Palkon pe sitare se laraz uthte hai fauren,
Bhoole se bhi jab humne tera naam liya hai.


bahut aacha likha hai rohit ji aapne aur.. welcome 2 yoindia...

jo dard diya hai aapne wahi duniya se leker jaayenge.
aayege jub bhi teri yaadon mein hum rang bikherte jaayebge.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: August 20, 2006, 05:49:05 AM »
her sapna toot gaya
her khawab ruth gaya
wo kaya gaya zindagi se
zindagi ka her ek rang bikhar gaya
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #20 on: August 20, 2006, 07:19:03 AM »
Quote from: "Pooja"
her sapna toot gaya
her khawab ruth gaya
wo kaya gaya zindagi se
zindagi ka her ek rang bikhar gaya


zindgi rang bikher rahi hai ya zindgi ka rang bikhar raha hai.
her pal kyn dard la ye roop nikhar raha hai.
teri yaadon ki sooch mein humesha ye ashq beh rahe hai.
isiliye is zindgi ko zindgi keh rahe hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: August 20, 2006, 07:22:11 AM »
Tamam Umar manjil talashane mai gai
her pal zindagi ke rang sawarne mai gai
her Zindagi ki manjil to maout hai,
phir kaya talash aor kaya soch hai!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #22 on: August 20, 2006, 07:35:41 AM »
Quote from: "Pooja"

Tamam Umar manjil talashane mai gai
her pal zindagi ke rang sawarne mai gai
her Zindagi ki manjil to maout hai,
phir kaya talash aor kaya soch hai!!!!!


sahi kaha  pooja ji aapne....

her zindgi ki manzil maut hai.
per zindgi se bhi aapni yari hai,
saath nibhati hai zindgi jub tak maut nhi aati,
isliye hum zindgi ke aabhari hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: August 20, 2006, 07:39:40 AM »
wah kaya jawab diya apne, bahoot khoob.....

her dard mera is zindagi ka abhari hai
kisi bhi jakham se himmat nahi hari hai
aise zindagi ka ab kab tak de Pooja sath
bas is liye mout ki talash jaari hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 20, 2006, 09:32:11 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya jawab diya apne, bahoot khoob.....

her dard mera is zindagi ka abhari hai
kisi bhi jakham se himmat nahi hari hai
aise zindagi ka ab kab tak de Pooja sath
bas is liye mout ki talash jaari hai


aapne bhi koi kasar nhi chori pooja ji...

ab to bahar mein bhi koi gul nhi khilti hai,
maut ko talashne se bhi maut nhi milti hai,
per mod per unki wade sata rahe hai.
bas isiliye zindgi ka saath nibha rahe hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: August 21, 2006, 05:25:57 AM »
na wada nibhya usne koi
kis liye yaha bhi wada nibhaya jaaye
itne gum jo diye usne
kyun na mout ka hath pakad
her ek uska gum chora jaaye
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #26 on: August 23, 2006, 04:46:01 AM »
Quote from: "Pooja"
na wada nibhya usne koi
kis liye yaha bhi wada nibhaya jaaye
itne gum jo diye usne
kyun na mout ka hath pakad
her ek uska gum chora jaaye


ya zindgi ka saath raha mere saamne.
na maut ka haath raha mere saamne.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #27 on: August 23, 2006, 05:53:29 AM »
zindagi ki raho mai
dard ki bahon mai
sakoon ab milane laga
jakham karwat badalne laga

khamoshi ka sath hai
na dil mai koi baat hai
her dua beasar hui
meri raat ki na koi subah hui
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #28 on: August 23, 2006, 03:13:39 PM »
Quote from: "Pooja"

zindagi ki raho mai
dard ki bahon mai
sakoon ab milane laga
jakham karwat badalne laga

khamoshi ka sath hai
na dil mai koi baat hai
her dua beasar hui
meri raat ki na koi subah hui


bahut aache ji..

dard ki bahon mein
hum pighal rahe hai.
tere diye zakm ki
aag mein jal rahe hai.

phir bhi khamosh rehte hai
her chain sukoon khote hai.
ashqo ki deewar se takraker
hum zar zar rote hai.

per kisi aur.. ki likhi kuch pankti aur.. bhi kehna chahunga aapko...

gum ki andheri raat mein na dil bekarar ker
subah zarur aayegi subah ka intzaar ker.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: August 27, 2006, 07:19:21 AM »
Gum ki adheri raat main
dil-e-bakraar main
subah ke intzaar main
Zindagi hui khatam payaar main.....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 06:58:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer