RaNg -E- Hinnai... ParwaaZ

by ParwaaZ on March 05, 2012, 11:47:11 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1596 times)
ParwaaZ
Guest

Muddat se kalam meiN koi zor nahi hai...JazboN meiN hulchal nahi dil meiN shor nahi hai... Haal e dil bayaaN karuN to kaise karuN, kabhi lafz nahi to kabhi kahta huN tu kamzor nahi hai...

Aik puraani kalaam aap sabki nazar... Usual Smile

Na chudi hai jin hathoN me na mehandi rachai
Unse puchiye kya hoti hai yeh ranG -E- Hinnai

Umar kat jati hai jinki muflisi ki dal dal meiN
Gareeb se puchiye kaise hoti hai beti ki sagai

Dahej ke bojh tale khud ko nilam kar dete haiN
Unse puchiye kaisi sunai deti hai unhe shehnai

Uthte nahi kadam lakht e jigar ki rukhsati par
Unse puchiye kya dard de jati hai beti ki bidai

Jo reh lete hai taumar judaa kisi ke jite huye
Unse puchiye aap kya hoti hai yeh dard e judai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
RANG DO MUJH KO APNE PYAR KE RANG MEIN........ by ranjana in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
HOLI HAI EK RANG RANG JAAO. by SURESH SANGWAN in Shairy-E-Watan
parwaaz..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
parwaaz sahaab ke liye( pehli line parwaaz ki hai) rest by taasir by Taasir siddiqui in Ghazals
hora de rang ch rang gayi by shashank vig in Share:Dard Poetry in Punjabi
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #1 on: March 05, 2012, 11:51:10 AM »
Parwaaz ji computer band karne hee jaarahaa thaa aapke kalaam par nazar pad gayee padh kar tabiyat khush hogayee.bahut bahut daad qubool keeje
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #2 on: March 05, 2012, 11:51:49 AM »

Muddat se kalam meiN koi zor nahi hai...JazboN meiN hulchal nahi dil meiN shor nahi hai... Haal e dil bayaaN karuN to kaise karuN, kabhi lafz nahi to kabhi kahta huN tu kamzor nahi hai...

Aik puraani kalaam aap sabki nazar... Usual Smile

Na chudi hai jin hathoN me na mehandi rachai
Unse puchiye kya hoti hai yeh ranG -E- Hinnai

Umar kat jati hai jinki muflisi ki dal dal meiN
Gareeb se puchiye kaise hoti hai beti ki sagai

Dahej ke bojh tale khud ko nilam kar dete haiN
Unse puchiye kaisi sunai deti hai unhe shehnai

Uthte nahi kadam lakht e jigar ki rukhsati par
Unse puchiye kya dard de jati hai beti ki bidai

Jo reh lete hai taumar judaa kisi ke jite huye
Unse puchiye aap kya hoti hai yeh dard e judai

bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: March 05, 2012, 11:54:29 AM »

Muddat se kalam meiN koi zor nahi hai...JazboN meiN hulchal nahi dil meiN shor nahi hai... Haal e dil bayaaN karuN to kaise karuN, kabhi lafz nahi to kabhi kahta huN tu kamzor nahi hai...
 Applause Applause Applause Applause
Aik puraani kalaam aap sabki nazar... Usual Smile

Na chudi hai jin hathoN me na mehandi rachai
Unse puchiye kya hoti hai yeh ranG -E- Hinnai  Applause Applause Applause

Umar kat jati hai jinki muflisi ki dal dal meiN
Gareeb se puchiye kaise hoti hai beti ki sagai  Applause Applause Applause

Dahej ke bojh tale khud ko nilam kar dete haiN
Unse puchiye kaisi sunai deti hai unhe shehnai   Applause Applause Applause

Uthte nahi kadam lakht e jigar ki rukhsati par
Unse puchiye kya dard de jati hai beti ki bidai   Applause Applause Applause

Jo reh lete hai taumar judaa kisi ke jite huye
Unse puchiye aap kya hoti hai yeh dard e judai
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Bahut umda peshkash parwaaz bhai
maja aa gaya.
maqta kamaal ka laga mujhe..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Dili daad kubool farmaayen..
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: March 05, 2012, 12:28:41 PM »
Parwaaz ji computer band karne hee jaarahaa thaa aapke kalaam par nazar pad gayee padh kar tabiyat khush hogayee.bahut bahut daad qubool keeje

Saini Sahaab Aadaab!

Nazar nawaazi ke liye aapke behad shukraguzaar haiN...
Aage bhi apnaa saath banaaye rakhiye... Usual Smile

Aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: March 05, 2012, 12:30:17 PM »
bahut khoob Applause Applause Applause Applause Applause

Bechain Sahaab Aadaab!

Bahut bahut shukriyaa janab...  aap itne active member
haiN ke kia kaheN phir aise hiden mode par kyuN rahte
haiN janab....  Winking

Wel shaad O aabaad rahiye... aate rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: March 05, 2012, 12:31:46 PM »
Bahut umda peshkash parwaaz bhai
maja aa gaya.
maqta kamaal ka laga mujhe..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Dili daad kubool farmaayen..

MKV Jee Aadaab!

Janab bahut bahut shukriyaa aapka.. Usual Smile aapki dili daad
dil se kabul kii humne... Usual Smile

Aage bhi apna saath banaye rakhiye..
Aate rahiye.. Shaad O aabaad rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #7 on: March 05, 2012, 12:32:38 PM »

Muddat se kalam meiN koi zor nahi hai...JazboN meiN hulchal nahi dil meiN shor nahi hai... Haal e dil bayaaN karuN to kaise karuN, kabhi lafz nahi to kabhi kahta huN tu kamzor nahi hai...

Aik puraani kalaam aap sabki nazar... Usual Smile

Na chudi hai jin hathoN me na mehandi rachai
Unse puchiye kya hoti hai yeh ranG -E- Hinnai

Umar kat jati hai jinki muflisi ki dal dal meiN
Gareeb se puchiye kaise hoti hai beti ki sagai

Dahej ke bojh tale khud ko nilam kar dete haiN
Unse puchiye kaisi sunai deti hai unhe shehnai

Uthte nahi kadam lakht e jigar ki rukhsati par
Unse puchiye kya dard de jati hai beti ki bidai

Jo reh lete hai taumar judaa kisi ke jite huye
Unse puchiye aap kya hoti hai yeh dard e judai

Waah Waah waah!!!!

Kya kehne Parwaaz Ji..Bahut bahut Khooob

Har Ek A'shaar lajawab!!! Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #8 on: March 05, 2012, 05:46:16 PM »

Janaab ParwaaZ Sahab
                     Aadaab,

Bahut khoob kaha hai...waah waah
har she'r men dard nihaaN hai....
dil tak utar gaye chand ashaar...

Dili mubaarakbaad aur dheron shubhkaamnaayen.

Ek tarhi nashishat ke liye khaaksaar ki tajmeem ka
khayaal bhi kuchh isee tarah tha, aapki nazr kar raha hoon...

 aai sahibe zar, zar se koyee dolee utha de
"bandhega faqat jaama-e-ahraam kahaan tak"

                                ---'Raqeeb'

DuaoN men yaad rakhiye...

Satish Shukla 'Raqeeb'

Logged
sarfira
Guest
«Reply #9 on: March 05, 2012, 06:53:56 PM »
waah bro--
kya behne aapki kavish ke.
bht tarsa tarsa ke post krte hain aap--
apni purani kalaamon ko issi tarah aazaad krte rahie bro--

iss behad umda post pr dili daad aur mubarakbad kubul karen kyunki hume sabhi aashaar bht hi asardaar aur ehsaason se bhrpoor nazar aaye.
khus rahie
muskurate rahie
Usual Smile
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #10 on: March 05, 2012, 06:58:11 PM »
waa waa bhot khub Applause Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #11 on: March 05, 2012, 07:08:40 PM »
parwaaz ji aadaab..

bahut bahut bahut khooob...

beshumar daad ish nazm par kubul kare..

har ek lafz sachai bayan kar raha hai..

wah wah.. Usual Smile Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

aise hi likhte rahe..
khush rahe.. Usual Smile Usual Smile

MAI ISH NAZM KI JITNI TAREEF KAROON KAM HAI PARWAAZ SAHAB.. BAHUT KHOOB .. Usual Smile Usual Smile
Logged
dolly
Guest
«Reply #12 on: March 05, 2012, 08:09:28 PM »
bahut badiya parwaaz sahab!!
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011

View Profile
«Reply #13 on: March 06, 2012, 03:23:45 AM »
waaah waaaah parwaazji kya khub likha hai...

 Applause Applause Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #14 on: March 06, 2012, 10:50:31 AM »

Muddat se kalam meiN koi zor nahi hai...JazboN meiN hulchal nahi dil meiN shor nahi hai... Haal e dil bayaaN karuN to kaise karuN, kabhi lafz nahi to kabhi kahta huN tu kamzor nahi hai...

Aik puraani kalaam aap sabki nazar... Usual Smile

Na chudi hai jin hathoN me na mehandi rachai
Unse puchiye kya hoti hai yeh ranG -E- Hinnai

Umar kat jati hai jinki muflisi ki dal dal meiN
Gareeb se puchiye kaise hoti hai beti ki sagai

Dahej ke bojh tale khud ko nilam kar dete haiN
Unse puchiye kaisi sunai deti hai unhe shehnai

Uthte nahi kadam lakht e jigar ki rukhsati par
Unse puchiye kya dard de jati hai beti ki bidai

Jo reh lete hai taumar judaa kisi ke jite huye
Unse puchiye aap kya hoti hai yeh dard e judai

bahut khoob ...................!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:29:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.171 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer