~~"REHAM KAR E ZINDAGI"~~

by k.shael on March 03, 2009, 08:53:16 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3679 times)
k.shael
Guest

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
us "shakhs" ke bina zindagi adhuri kyoun lage by jianrangrej in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~~"U SHIRKATT KI GAMO NE ZINDAGI ME"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
~~"TOOT TO GAYI PAR BIKHRI NA ZINDAGI"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard
~~"ZINDAGI KA BIKHRA AAINA"~~ by k.shael in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
""Hamein Jab Alwida Kehne Lago"" by angel4u in Shayri-E-Dard
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: March 03, 2009, 09:02:12 AM »
Bohat bohat khoob Shally... Clapping Smiley Clapping Smiley

Mujse mohabbat na sahi mera aitbaar to kar
GHAYEL se kar nafrat yaqeeqan, par khud se pyaar to kar

-SG-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: March 03, 2009, 09:08:11 AM »
Bohat bohat khoob Shally... Clapping Smiley Clapping Smiley

Mujse mohabbat na sahi mera aitbaar to kar
GHAYEL se kar nafrat yaqeeqan, par khud se pyaar to kar

-SG-

SHUKRIYA SAJID JI,

Tera to kya iss dil ne har kisi ka aitbaar kiya tha,
Haan aaj rehti ho bahut nafrat me, par kabhi maine bhi
khud se pyaar kiya tha,

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 03, 2009, 09:17:36 AM »
BOhat Bohat Achcha Likha Hai Tumne Shally,.

Nice One,.
And Good Lines Sajid Bhai.
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #4 on: March 03, 2009, 09:20:35 AM »

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.


Really...yaar bahot hi dard se pur-qaif Likha hai.
Bahot hi badhiya andaz aur Lafz bi saaf saaf..
Behtarin
Allah se Dua hai wo Meri dost shally ko harr dunyavi pech o khum se bachaaye..
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #5 on: March 03, 2009, 11:02:12 AM »
bohut khoob shally ...such a wonderful creation

bohut acha likha hai sajid ji aapne bhi


milte hain wo aur fir bichad jaate hain
saath bitaye lamhe har lamha tadpaate hain
kabhi khud se to kabhi khuda se karu shikayte
ki kyu dil mei basne wale aksar juda ho jaate hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 03, 2009, 11:03:46 AM »
bohut khoob shally ...such a wonderful creation

bohut acha likha hai sajid ji aapne bhi


milte hain wo aur fir bichad jaate hain
saath bitaye lamhe har lamha tadpaate hain
kabhi khud se to kabhi khuda se karu shikayte
ki kyu dil mei basne wale aksar juda ho jaate hain


Nice One Kaushik Ji,.
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: March 03, 2009, 11:05:33 AM »
Very nice Shally sis
Logged
salma786
Guest
«Reply #8 on: March 03, 2009, 11:06:52 AM »
NIce one sajid ji n Bhawna ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: March 03, 2009, 11:22:33 AM »

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.


Ek baar phir se dard bhari ye shayari dil ke andar utar gayi....Bohot Khoob Shally
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: March 03, 2009, 06:23:11 PM »
Bahaut bahaut acha likha hai apne Shally jee{especially dusra shaer bahaut khoob tha...dil ko chu gaya}, Ghayel Saheb aur Bhavna jee... Applause Applause

dil main base logon ko juda hone kyun dete ho?
pyaar se bhare dilon ko bewaffa hone kyun dete ho?
bite lamhein tadpaenge hi har pal isiliye kehta hai Rahim,
aise dard bhare lamhon ko yaad karte kyun ho?
Logged
pandit
Guest
«Reply #11 on: March 04, 2009, 12:17:52 AM »

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.


waah kya baat hai..k.shael jee......
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 04, 2009, 05:13:53 AM »

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.


Hamesha Ki Tarah!! Bahut Bahut Khoob Shally Applause Applause Applause
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #13 on: March 04, 2009, 07:51:59 AM »

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.


bahut khoob shally dear.... Applause  Applause touched my heart...keep smiling Usual Smile
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: March 04, 2009, 08:07:12 AM »

Reham kar e zindagi ki aab tere diye gamm ham se uthaye nahi jaate,
Ye jhoothe aur matlabi rishte hamse aur nibhaye nahi jaate,

Bahut jee liya iss zillat bhari zindagi ko bass kar aab kar de hame wida,
Ye tanha, viraan aur gut.te hue pal hamse aur bitaaye nahi jaate,

Dhoke hi mile har insaan ki taraf se aur kuch milne ki umeed bhi na hai,
Sabki pehchaani fitrat aab aur chehre pehchaane nahi jaate,

Aansoo hi mile har khushi ke badle me ye len-den bahut mehnge lage,
Aab aur ye karz mujhse chukaye nahi jaate, Ye rishte mujhse aur nibhaye
Nahi jaate…

Shally.


bahut dard meh likha hai aap ney yeh poem SHALLY .. dil koh choo gayi


jasbir singh
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:46:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer