Rishta bhi toot gaya

by Pooja on December 13, 2008, 11:33:46 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
Print
Author  (Read 9613 times)
ANAAMIKA
Guest
«Reply #120 on: January 25, 2009, 07:47:40 PM »
ye rishte bhee azib hote hain
Kuchh janam se milte hain
Kuchh hum khud banate hain
Kuchh anayas he ban jaate hain
Par jab ye toot-te hain to bada dard dete hain
Lo mil gaya zakham umarbhar rulane ko
shukaria tera, mera sath chor jaane ko

toote sapne, toota dil, Rishta bhi toot gaya
soch rahi hu, kaya rah gaya, ab jeevan beetane ko

yaadon ke yah saye, kyun rah jaate hai
til-til armaano ko is kadar tadpaane ko

din main hosh nahi, raato ko nind nahi
ladte hai teri yaadon se, tujhko bhulane ko

Lo mil gaya zakham umarbhar rulane ko
shukaria tera, mera sath chor jaane ko
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyarr toot gaya!!! by nice_off_me in Shayri-E-Dard
Khwabon ka bharam toot gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aaj ashkon ka taar toot gaya. by Deepati in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4  All »
Toot Gaya... by angel4u in Shayri-E-Dard
ITNA MALOOM HAI.......................KHWABON KA BHARAM TOOT GAYA by faheem_akayla in Shairi - E - Zindagi
Asghr
Guest
«Reply #121 on: January 25, 2009, 08:17:25 PM »
LOVELY POETRY.ASGHR Applause Applause Applause
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #122 on: January 27, 2009, 10:34:14 AM »
Chalo Phir Koi Hum Ek Rishtaa Banaaye,.
Chalo Hum Ek Aur Kisise Dhoka Khaaye,.

Khud Girr Jaao, Thokar Aane Se Pehle,.
Kab Tak Intezaar Karoge Ke Patthar Aaye,.

Yun To Seena Challi Hai, Mera Zakhmo Se,.
Duaa Hai Ke, Hume Phirse Koi Aazmaaye,.

Main To Hoon Andheron Mein, Mera Kya,.
Zamaane Ki Khateer To Koi, Charaag Jalaaye,.

Ek Se Hi Dil Lagaaya, Usne Bhi Thukraa Diya,.
Ab Kaho Wafaa Ki Talaash Mein, "Azeem, Kahaan Jaaye,.

_____________________________-Jaanasheen-

Ek Koshish Dil Se,.
BAHUT AACHE JAANASHEEN JI ...

rishta banane ko jee chahata hai,
rista banaya to shikayt hogi,
dhoka diya nhi kabhi kisi ko,
phir khaye dhokha to kayamat hogi.

gir jaaye jo bina thokar lage,
raste ke pathoro ka phir kaam kya hoga.
chalni hai jo mera zakhm e jigar,
tanhayee se aacha aayam kya hoga.

jalaye ko chiraag zamane ke liye,
is diljale per unki inayat hogi.
jo bata de is dard-e-dil ki dawa.
mere her lafz mein unki ibadat hogi.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #123 on: January 27, 2009, 10:38:04 AM »
Shukriya Bhondu Bhaiya,. And Nice One Yaara,.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #124 on: January 27, 2009, 10:39:24 AM »
THANK Q JI
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #125 on: February 01, 2009, 12:53:09 PM »
Nice work Sajid ji.


Shukaria LIL BRO AND SALAMA!!

Shukria Pooja ji aur Jannasheen ji...

 
Logged
sjid hadayat
Guest
«Reply #126 on: February 01, 2009, 12:54:57 PM »
BAHUT AACHE JAANASHEEN JI ...

rishta banane ko jee chahata hai,
rista banaya to shikayt hogi,
dhoka diya nhi kabhi kisi ko,
phir khaye dhokha to kayamat hogi.

gir jaaye jo bina thokar lage,
raste ke pathoro ka phir kaam kya hoga.
chalni hai jo mera zakhm e jigar,
tanhayee se aacha aayam kya hoga.

jalaye ko chiraag zamane ke liye,
is diljale per unki inayat hogi.
jo bata de is dard-e-dil ki dawa.
mere her lafz mein unki ibadat hogi.

Aacha hay Bodhu ji... keep sharing

Sajid Hadayat
Logged
Pooja
Guest
«Reply #127 on: February 09, 2009, 05:23:48 AM »
NICE WORK DOST KAVI
Logged
Pooja
Guest
«Reply #128 on: February 25, 2009, 06:54:27 PM »
ye rishte bhee azib hote hain
Kuchh janam se milte hain
Kuchh hum khud banate hain
Kuchh anayas he ban jaate hain
Par jab ye toot-te hain to bada dard dete hain

Rishta to rishta hai
tootne per dard, dil se Rista hai
ansoo naino main bhar bhar atte hai
per kuch Rishte jab toote
Jeeavn ka arth samjha jaate hai
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #129 on: March 21, 2009, 03:16:07 PM »
BAHUT AACHE JAANASHEEN JI ...

rishta banane ko jee chahata hai,
rista banaya to shikayt hogi,
dhoka diya nhi kabhi kisi ko,
phir khaye dhokha to kayamat hogi.

gir jaaye jo bina thokar lage,
raste ke pathoro ka phir kaam kya hoga.
chalni hai jo mera zakhm e jigar,
tanhayee se aacha aayam kya hoga.

jalaye ko chiraag zamane ke liye,
is diljale per unki inayat hogi.
jo bata de is dard-e-dil ki dawa.
mere her lafz mein unki ibadat hogi.

wah Bhondu, bahut khoob

jasbir singh
Logged
TOUSIFSHAIKHH
Guest
«Reply #130 on: March 21, 2009, 03:26:09 PM »
Good work!
,
Ye rishte toot-te kyon hain,
Dost chut-te kyon hain,
Dost hain apne paas to kya mannat mangu,
Har bar ye taare toot-te kyon hain.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #131 on: March 21, 2009, 03:38:04 PM »
Good work!
,
Ye rishte toot-te kyon hain,
Dost chut-te kyon hain,
Dost hain apne paas to kya mannat mangu,
Har bar ye taare toot-te kyon hain.



WAH TOUSIF, bahut pyara sawaal kia hai aap ney


DIN KEY BAAD, RAAT AATI KU HAI
KAAM KEY BAAD, NEEND AATI KU HAI
NADI SAMUNDAR SEY MIL JATI KU HAI
TANHAYI HAR PAL SATATI KU HAI


KUCH PAL ARAAM KAR LEH EH JINDAGI FIR DIN NIKAL AAYEGA
YEH TAN FIR SEY SUBAH KA NAYI HIMMAT SEY KAAM KAR PAYEGA

UMMEDOH KOH CHODD KEY TUM RISHTA NIBHAYA KARO
KAMJORIYOH KOH CHODD KEY UNMEH ACCHAYIAA PAYA KARO

AISEY RISHTEY DOOR TAK SAATH NIBHAYENGEY
TANHA CHODD KEY NA KABHI TUMHEY JAYENGEY

TAREY TOOT KEY FIR NAYE RANG MEH AATEY HAI
HAMARI TARAH YEH BHI EK ROJ MARR JATEY HAI





JASBIR SINGH

Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:16:54 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer